Traders ka khud par trust hona chaye other people par nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ka khud par trust hona chaye other people par nahi
    Forex business me market ki analyzing ho ya trading signals traders ka khud par hi trust hona chaye aur self base par hi market ki analyzing key sath trading signals be follow karny chaye agar traders ka trust khud par ho ga to us ko other people par depend nahi karna pardy ga, other traders ko follow karny se kamybi nahi mil sakti ye bat mind me rakni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders ka khud par trust hona chaye other people par nahi

    G han forex trading men kamyabi k liay self confidence ka hona bahut zaroori hey kiun k jab tak forex trading men ap dusaron pe depend kartay hen aur her trade dusaron se pooch kar lagatay hen tu ap khud kabi bhi kamyab traders nhi ban saktay iss liay koshish karen k khud pe depend karna aur mehnat karen tu dusaron pe depend karnay ki zaroorat nhi parhay gi
    • #3 Collapse

      Re: Traders ka khud par trust hona chaye other people par nahi

      traders ko forex trading mai apny oper trust na ho tu iss say traders ko forex trading mai kafi dafa mushkilaat ka samna karna parh jata hai . traders kay liye best yehi hota hai ke woh dosron say mashwara zaroor lain aur aur trading kay liye iss per ghor b karin lakin apni trading kay liye khud per trust karin.
      • #4 Collapse

        Re: Traders ka khud par trust hona chaye other people par nahi

        G han main ap ki baat say 100% agree kerta hun k khud per bhi trust hona chahey theek hai dosrun say pouchay lakin khud bhi yaqeen rahain es k fida hai jesay agar ap day anlyses ker k trade open jnay lagay hain aur ap ka koi frend ya koi bi trader ap ko apkay anlyses k ulta bata hai to ap dubble mind ho jain gay aur trade ko bar bar open close krain gay to losz ho ga ye galti hai dosray per yaqeen aur khud per yaqeen na kerna.
        • #5 Collapse

          Re: Traders ka khud par trust hona chaye other people par nahi

          g han sir bilkul thek kaha ap ny humain trade main apna pr trust hona chaiye thk hum iss sy or acha fidaa hasil kar sakiye humain trade karta waqat ak bat mind main rakni chaiye k hum kisy k bato main har geez na aye or trade apni mehnaat or knowledge experince k badoolt kariye jis sy kamiyaab ho sakiye
          • #6 Collapse

            Re: Traders ka khud par trust hona chaye other people par nahi

            market ki analyzing ho ya trading signals traders ka khud par hi trust hona chaye aur self base par hi market ki analyzing key sath trading signals be follow karny chaye agar traders ka trust khud
            • #7 Collapse

              Re: Traders ka khud par trust hona chaye other people par nahi

              Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein Jab Hum kaam karte hain to Hamein trading ke dauran Khud par trust karna chahie market ko analyses karna ho trading bhi Khud par trust Karke Lagani chahi hi aap Kamyab ho sakte hain agar aap other people trust Karke trading lagayenge Tu Is Tarah Kabhi Kamyab nahi ho sakte hai kuch Hasil nahi hoga isliye a trader co Khud par trust Karke kaam karna chahi
              • #8 Collapse

                Re: Traders ka khud par trust hona chaye other people par nahi

                Ji haan Forex trader mein isliye ke Hamare dost Hazaro dost is post ko de sakte hain aur Hamare ko bata sakte hain ke dost aapne Yeh Baat Sahi likha hai aur galat likha hai Kyunki is post ke bare mein Hamein Maloom ho sakta hai Kyunki Hamare dost Mein like Jarur kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Traders ka khud par trust hona chaye other people par nahi

                  Yes sir as mien aa ker traders ka khud per trust hona zarori hai agar hum as mien aa ker khud per trust kerty hien tu hum as mien aa ker hum earning hasil ker sakty hien as lye hum ko as mien apny per trust build kerna hota hai or hum ko as mien aa ker dosro ko yeh show kerwan hota hai k hum as mien aa ker ksi had tak earning hasil ker sakty hien.
                  • #10 Collapse

                    Re: Traders ka khud par trust hona chaye other people par nahi

                    G han forex main traders ko khud py yaqeen rakhna cahiyay ky hm theyk trading kar rahy hain kyun ky forex main hm khud par aaitamad kar ky hi hm achi trading kar ky achi earning kar sakty hain aur achi earning kar sakty hain aur apni income aur knowledge ko increase kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Traders ka khud par trust hona chaye other people par nahi

                      G bilkul aisa hi he forex mein traders ko khud pe trust hona chahiye or khud sari chezen seekhay or unko samjh k or dhiyan se apply karay, senior members se bhi mashwara zruri he lekin ziada tar khud experience hasil karay q k sab Kam usi ne karna he
                      • #12 Collapse

                        Re: Traders ka khud par trust hona chaye other people par nahi

                        G dear ap ki bat thk ha hm jitni achi tradi g khud pe bharosa kr k kr sakty haen. Utna hm kisi pe depend kr k ni kr sakty. Hamaen trading k mamly mein kisi pe depend ni krna chaye hamaen khud kafeel hony chaye ta k mushkil waqat mein hamaen kisi ki taraf daikhna na perhy.
                        • #13 Collapse

                          Re: Traders ka khud par trust hona chaye other people par nahi

                          forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy learning hasial kar ky mahnet py depand karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala bsuiness hain hum gar mai bath kar is mai asane sy kam kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Traders ka khud par trust hona chaye other people par nahi

                            G hain bhai is main tarder ko khud par bharosa hona chahye aor other afrad pare nahi ham ko is mein mehnat karna chahye is mein hamko khud par itbar karna chahye to hi ap is mein kamyab ho sakte hain oae is mien ham ko chahye ka hamkhud par itbar karna sekhe to hi ap is mein kamyab ho sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Traders ka khud par trust hona chaye other people par nahi

                              ASSALAMO ALIKUM DEARFOREX FRINDS AND ''JUMMA MUBARIK '' dear brother apka sawal bilkul thk hyb apny kaha hy k traders ko khud py bharoosa krena chiy apny dddsaghee kaha hy k hamin khudd py bharoosa kerna chiy k ham achy traders ban sakty hn ham bhi achi post ker sakty hn ager ham hatttth py hath rahk bheth jaty hn khud py etemad bhi nhi ker sakty to dearfrends haam zindgi min peechy reh sakty hn agy bharny k liy khud ko mazzboot bnain ap jitny strong hon ap utny hi achy hon gy ;;

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X