Topic k mutlaiq hi likhain na k topic ko choor ker
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Topic k mutlaiq hi likhain na k topic ko choor ker
    G han pak forex members topic k m3 hi likha krain topic ko choor ker koi aur baat na krain wesay bhi ajkal thread ko guma oehra ker sab member 1 hi baat kerty hai kuch new thread creat krain jo knowledge and experience wali hun.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Topic k mutlaiq hi likhain na k topic ko choor ker

    Dear friend aapne bilkul right Kaha Hai Hamein wahi topic se likhna chahiye Jo topic Hamein Milta hai agar Hum topic Ko Chod Kar dusri topic par likhna Shuru kar denge to hamare post bhi delete ho jayenge aur Hamein Kuch Bhi Nahin milega
    • #3 Collapse

      Re: Topic k mutlaiq hi likhain na k topic ko choor ker

      g bhai theck kah rahy hain aap aksar log asay he kartay hain kay topic kuch hota hain lain kar kuch or baat bath jatay hain koshish yahi karni chayin kay jo bnaday nay pocha hain osi kay matlaiq he baat ki jayin
      • #4 Collapse

        Re: Topic k mutlaiq hi likhain na k topic ko choor ker

        G bahi hum thread ka mutabik likhna chaya kiun ka agr ap thread s hat kr likhta hain tu ap ki post count nahi hoti topic ko read karian phr ap os ka opr reply karain ta ka ap ki post ko accha bonus mil saka dear member topic s hat kr bat krna ka matlab apni post ko zayan kr dana is lia topic s mat hatian
        • #5 Collapse

          Re: Topic k mutlaiq hi likhain na k topic ko choor ker

          G dear aksr aik he post ko mukhtlif ways sy change kr k pesh keya jata hy ..to ye bat ghlt hy ..ap apna thread create krin jo k informative ho or thread us time creat hoga jb ap ziyaada time dingy forex ko ..or aksr log unwan kuch likhty hn or explain kuch or krty hn to unhin b khayal rkhna chahye..
          • #6 Collapse

            Re: Topic k mutlaiq hi likhain na k topic ko choor ker

            Dear friends forex mein jo bhi thread kartay hain wo acha hona chahiye or sath jo post link kartay hain wo uper topic k mutabiq ho na k koi or bat likhi ho yeh chezen apk achay bonus k liye zarori hai
            • #7 Collapse

              Re: Topic k mutlaiq hi likhain na k topic ko choor ker

              DEAR ham jab bi as main posting karna sharon kare tu ham k chahiy hai kee ham as main pahle tu threads ka title dekhe phir as main ham ache se dhyan laga kar as main posts kare tu hi hamra posts as main myari bi ho gaa aor ham as main kamyaab bi ho sake gee as liy aesa karna chahiy ham ko
              • #8 Collapse

                Re: Topic k mutlaiq hi likhain na k topic ko choor ker

                Assalamualaikum ji han bhaai aapne bilkul theek
                hi Kahan Hai Mein sirf itna kehna Chahunga ke Hamen Chahiye Ke ham topic Ke hi hisaab Se post lekhen agar ham topic Ke hissab posting Karen ge Tou Hamen thanks Ziyada Milen ge agar thanks Ziyada Milen ge Tou as Se Hamara bonus Bhi Acha Aay ga
                • #9 Collapse

                  Re: Topic k mutlaiq hi likhain na k topic ko choor ker

                  ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur hum topic ke bagair likhte hain tu hamesha Aisa bilkul bhi nahin karna chahiye Agar Hum Pakistan Forex Mein posting karte hain tu Jaisa post Hamein vasahi topic par posting karna hoga Kyunki Hamein Main Aisa Hi karna hai agar Pakistan Forex Mein Kamyab hona hai to thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Topic k mutlaiq hi likhain na k topic ko choor ker

                    Boss ham ko as mien her bar unwan k sath lekhan hota h jo b thread ka unwan hota h ham ko us k mutabiq ho ker lekhan hota h agar ham as mien us k muatbiq nahi lekhte hien tu ham as mien kabhi b kamyab nahi hosa kte hien aur na hi ham as mien acha bonus hasil ker sakte hien as lyee her bar as mien ahtayt kerna hota h.
                    • #11 Collapse

                      Re: Topic k mutlaiq hi likhain na k topic ko choor ker

                      Thread aur posts kay reply hamesha topic kay mutabiq hony chaiye. ager members iss baat ka khayal rakhin ke threads aur posts ka reply hamehsha relevant ho tu iss say Pakistan forex forum ke quality mai bohot he acha change aa sakta hai aur Pakistan forex forum ke quality aur b behtar ho sakti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Topic k mutlaiq hi likhain na k topic ko choor ker

                        Yes sir agar hum as mien aa ker kio thread per post kerty hien tu hum ko as mien aa kr us topic ko follow kerna hot hai or hum ko as mien aa ker us k mutabiq lekhna hota hai agar hum as mien aa kr us k related lekhty hien tu hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien q k as kam hum ko humko her bar kam kerna hota hai or hum ko as mien acha trade kerna hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Topic k mutlaiq hi likhain na k topic ko choor ker

                          Dear friend aapne Yeh Baat Sahi kaha hai ke Hamein acchi acchi Si trade karna chahiye Kyunki Hame achche Postmaster Gaya aur Kyunki Unka Baat Sahi hota hai ki Hamein Maloom ho jata
                          • #14 Collapse

                            Re: Topic k mutlaiq hi likhain na k topic ko choor ker

                            Bhai jan humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur is mein zada mehnat se hi is mein kam karna chaye aur is mein zada apne topic k hisab se hi is mein likhe pher dekhe k ap is mein kis tarah se arn kar skate hain aur apko is mein bous bhi mil skarta hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Topic k mutlaiq hi likhain na k topic ko choor ker

                              Ji bilkul teekh kaha aap ne .topic k related he likhna chahiye jitna ho sake itna acha kr k likhein. Apna kaam zaror pora krin. Acha Bonus thabi milta hey jab mehnat ki ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X