Beginners Focus On Rewards. Professionals Focus on Risk

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    hain ap kitni psot akr sakthy hu ager ap 200 kar skathy hu tu wu b kar sathy hu yah per koilitmi nahi hain bus ap ku 1000 psots ka target achive karna htua hain pooury motnh mah ager ap es ku easy akr k kanra chaty hu tu 35 coments ya psot kar sakthy hu per day es sah burdon nahi huag aur ap psoting easily kar k apna target acchieve kar sakthy hu....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g bilku bahi professional traders or new traders mi yahe difrense hota ha k new traders without experience or knowledge k trade start karty ha or wo just profit earn karny k bary mi sochty ha jab k professional traders ko pata hota ha market k risky hony ka es lia wo market ko analise karty ha or loss sy bachny ka plan bana k trade karty ha.
      • #18 Collapse

        g ha bhai start main har new trader yahi sochta hai k us ko profit ho jaye bas zayada se zayada and kuch is k liye mehnat bhe karty hain and is main success bhe hoty hain lakin ek professional trader ka mind best mind hota hai and wo sab points ko mind main rakhta hai....
        • #19 Collapse

          han biginners rewards par focus karain aur apney ap ko learning main lain aur ziada sey ziada learning karain to un ko tab faida hoga.
          • #20 Collapse

            yes my dear ap ki baat sahi hai new trdaers forex ko buht easy letey hai or bina ki analyse k hi trade open krte hain is liye un ko los k chance ziada rehta hai jb k expert trader pehle market trend dekhte hai us k baad trade open krte hain
            • #21 Collapse

              starting main to sub ko learning and skills improve karny per hi focus rehna chaye after this jub acha experience ban jaye and confidence ho jaye khud per to ap ap market condition ko check ker kay is kay mutabiq risk trading kar sakty hain its no matter
              • #22 Collapse

                nahi bhai jo bhi new kaam kr rahe hain unhain chahiye ke wo apni learning pe dehan dain na ke earning pe kyon ke is mein buht mehnat hai is mein buht zeyada time lagta hai kaam ko seekhne mein aur yahi best hai
                • #23 Collapse

                  g han bhai ap ny bilkul sehi kaha hai jo forex pr new hain un ko chahey k apna pora dehan forex trading pr dy ta k wo forex sy faida hasl kr sky.
                  • #24 Collapse

                    trading like a sniper is the best advice that I have ever heard , it is completely right , you can't trade all the time you should wait for the good opertunity and take then set back waiting for the next one
                    • #25 Collapse

                      g han dear biggenrs ko chahiay k wo iss business ko sab se pehlay achi trha jaanay k iss business main kiya hay kis trha unhain kaam karna hay or jo professionals traders hain wo to risk lein kyun k wo risk le kar bohat acha profit earn kar skte hain.
                      • #26 Collapse

                        g han apki baat main agree karta hun begginers jo hotey hain wo reward ka intazar kartey hain aur professional jo hain wo risk k pechey parey hotey hain aur earnig kartey hain
                        • #27 Collapse

                          bohut hi pyari aur informational baat kahi appney begginers aur professional dono key liya mein appki baat par zaroor amal karunga aur umeed karunga key app hum juniors ko isi tarah se guide karthey rahiengay.
                          • #28 Collapse

                            janab apna thk kaha h yahan bohat sa new traders hain jinko training or practise ki zaroorat h sameeth mere ma b yahan new hoon forex ma agar profit generate karna h tu hamein apne capital amount ko sahi sa rkhna hoga or pips or margin k bare ma setting karni hogi apki post sa kafi help mili h shukrya.
                            • #29 Collapse

                              ap nay bilkul thek kha hay ye impossible hay k ap hard work k bagir es business main kamyaab ho sko es business main ap ko hard work karna parta hay tb he kamyabi mil sakti hay lakin main khta hun jb tk ap k pass koi strong strategy nhi hay ap jitna merzi hard work kr lo success gain karna difficult ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex trading main sahi say agar hum earning karna chahty hay to humay risk ko manage karna chahiey agar hum theak say risk ko manage kar kay trading karen gay tabhi achi earning kar sakty hay
                                "The mind is everything, What you think you become"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X