forex trading main confidence kitni had tuk kaam ata hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading main confidence kitni had tuk kaam ata hy
    Kiya forex trading business main ap ko confidence ki zaroorat hoti hy or yah kitni had tuk ap Kay kaam ata hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading main confidence kitni had tuk kaam ata hy

    Forex market mai jo confidence hota haigtou wo market mai 100% kamyabi hasil krta hai. kyu k forex market mai confidence bhe es waqat ata hai jab ak trader market ki complete learning krta hai tou es key bad wo market mai confidence sey trade krta hai.
    • #3 Collapse

      Re: forex trading main confidence kitni had tuk kaam ata hy

      Dear friend forex main agar ap k pas confident hai to ap k ly forex main kam krna bahut asan hai aur ap achi treading kr sakhty hain bager kise tenshon k q k agar ap confidant rakhty hai to forex main phr apky ly koe mushkil kam nahi aur ap achi earning kar sakhen hai
      • #4 Collapse

        Re: forex trading main confidence kitni had tuk kaam ata hy

        Forex trading Mein Hamara confidence level jis had Tak achha Hoga usi had tak Hum achchi kamyabi Hasil kar Sakenge Kyunki jab tak Hamare andar confidence nahi hoga tab tak Hum risk nahi Lenge aur Forex ek risky business hai ismein risk liye bagair Ham kamyabi Hasil Kar Hi Nahi Sakte aur risk Bhi Hum tab Lenge Jab Hamare under risk lene ka Hosla Hoga isliye Apne andar Jitna zyada confidence develop Karenge utna hi achha Hoga.
        • #5 Collapse

          Re: forex trading main confidence kitni had tuk kaam ata hy

          Bhai Jan Forex men hmara confidence he humen kamyabi dyta Hai jitna acha aur strong hmara confidence ho GA hmare liye kamyabi hasil krna utna he asaan ho Jae GA is liye humen chaheye k Agar humen khud ko forex trading men kamyab bnana Hai aur kamyab trading krni Hai to hum pehle apny andar confidence develop krny ki koshish kren tabi hum is kabil ho sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: forex trading main confidence kitni had tuk kaam ata hy

            Confidence forex traders kay bahot he ziada kam aata hai. forex trading mai traders kay pas confidence apny knowledge , skill aur experience ke base per he aata hai. jab traders kay confidence aa jaata hai tu iss say inke decision making per b acha aur positive effect hota hai aur trading behtar ho jate hai.
            • #7 Collapse

              Re: forex trading main confidence kitni had tuk kaam ata hy

              ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai ya garam Pakistan Forex Mein Bhartiya Chhapra ke darshan karna chahte hain tum hamein confidence Mein Aakar trade karna hoga Agar Hamare Paas confidence bilkul bhi nahin Hoga To Ham Pakistan Forex Se Kabhi profit Aasan Nahin kar sakte aur Hamein nuksaan bhi nahin ho sakta hai isiliye hamein chahiye Hame bahut hi Lamba trade open karna chahiye confidence Mein Aakar thanks
              • #8 Collapse

                Re: forex trading main confidence kitni had tuk kaam ata hy

                Forex trading Mein confidence bahut jaruri hai Jin traders ke paas confidence hota hai vah acchi trading Sikh Jaate Hain aur Hua future Mein Kamyab trailer Ban Jate Hain aur unke Paas confidence Nahin hota hua acche trading nahi kar sakte wo darte rehte hain aur sochte Rehte Hain Ki trade Karni Chahiye ya nahin market ko ek dafa analysis Karke trade Le leni chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading main confidence kitni had tuk kaam ata hy

                  Boss as mien confidence ka bhoot hi aham role hota h agar ham as men mein aitmad ka kerte hien aur agar as mien ham ko khud per yaqeen h tu ham as mien kamaee ker sakte hien aur agar as mien ham ko khud per yaqeen nahi h tu ham as mien belkul b kamaee nahi ker sakte hie as lyee ham ko khud per yaqeen kerna ho ga.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading main confidence kitni had tuk kaam ata hy

                    Dear friends Forex trading Mein kaam karte hue Hamein confidence ka bahut hi fayda hota hai jo log confidence rakhte Hain Forex trading Mein trade karne ke liye unko bahut profit hota hai aur vah Kamyab ho Jate Hain aur jo log confidence nahi rakhte unko jyadatar loss hi hota hai isliye Hamein confidence ke sath kaam karna chahiye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X