Trade karte hue overconfidence ho jana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trade karte hue overconfidence ho jana

    Nahi dear trade karte hue overconfidence nahi hona chahiye Jitna Hum overconfidence Honge utna hi loss ho sakta hai isliye Jab Bhi trading karen to koshish Karenge Apne emotions ko control Mein Rakhe aur trade Lagany ke bad market ko Bar bar na dekhen Jab aap market ko baar baar Dekhenge to aap apni strategy say hatt Jayenge aur trade ko loss Mein Jata Hua Dekh Kar foren close kar denge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trade karte hue overconfidence ho jana

      Jo traders trading kay doran over confidence ka shikar ho jatay hain yaqeeni toor per iss over confidence ke waja say inko trading mai loss ka b samna karna parh jata hai . kion kay ziada tar traders over confidence ke waja say market ka analysis kiye baghir trade karty hain jis say ziada tar loss he ho sakta hai.
      • #18 Collapse

        Re: Trade karte hue overconfidence ho jana

        Boss jab be ham as mien trade kerte hien tu ham ko as mien over nahi hona hota h bel k ham ko as mien sabr kerna hota h aur as mien sirf confidence sy kaam kerna hota h agar ham as mien over ho jate hien tu ham ko as mien mushkil ho sakti h aur jab ham as mien mushkil mien parte hien to ham preshan ho jate hien.
        • #19 Collapse

          Re: Trade karte hue overconfidence ho jana

          ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain to Hamein Jab Bhi trading karni ho to Hame confidence hokar trade karna hoga Agar Hum confident citrate Karenge to hum Pakistan Forex Mein Inshallah bahut hi accha profit Hasil kar sakte hain Agar Hum confidence Nahin Hai To Hame trade bilkul bhi open Nahin Karni chahi thanks
          • #20 Collapse

            Re: Trade karte hue overconfidence ho jana

            G bhai overconfidence Hamesha marwata hai isliye Jab Bhi trading Kare to overconfidence se avoid Karen Kyunki Jab Bhi Hum trading ke dauran overconfident Honge To Ham definite baat hai loss hi face Karenge Kyunki overconfidence Mein Aakar Hum Apni trade close nahi karte ki abhi market aur Upar Jayegi aur Market Usi point Se Wapas aa jati hai aur profit ki jagah aapko loss ho jata Hai.
            • #21 Collapse

              Re: Trade karte hue overconfidence ho jana

              Sir agar hum trading kerty hie ya pher hum as mien aa ker kio or kam kerty hien hum ko as mien aa ker ove nahi hona hota hai agar hum as mien aa ker over confidence ho ker kam kerty hien tu hum as mien aa kr sirf or sirf as mien loss ker sakty hien as lye hum ko as mien aa ker loss nahi kerna hota hai or hum ko as mien aa ker earning k lye try kerna hota hai.
              • #22 Collapse

                Re: Trade karte hue overconfidence ho jana

                Assalamualaikum dear friends

                Trading mein overconfidence ka matlab hai ki aap loss ki taraf Jaate Hain isliye kuch member ko Jab Forex trading ke business se kuch profit Mil Jata Hai hi to profit Ki Khushi Mein overconfidence ho jata hai aur big size ki tried Lagana shuru ho jata hai Is Tarah zyada profit hoyega Lekin usko loss ho jata hai aur kabhi kabhi Apna account wash karwa Dete Hain isliye overconfidence Nahin Hona chahie balke Hamesha Soch Samajh Kar triding Lagan chahi
                • #23 Collapse

                  Re: Trade karte hue overconfidence ho jana

                  friend mai aap se Yeh puchna Chahta Hoon kya Hum trade karte hue overconfidence ho Jate Hain Kya Se Hamein loss bhi ho sakta
                  • #24 Collapse

                    Re: Trade karte hue overconfidence ho jana

                    G han dear ap ny bilkul thk kaha hai forex markeet main jb profit hotaa hai overconfidence ho jatyy hai our sochtyy hai kyu na bari trad laga kar zaida earning ki jaiyy lykin markeet khar waqat ek jaiseii ni hotii jb bari trad lagri jati hai to markeet loss main chali jatii hai jis syy phlaa profit bi jata rhtaa hai dear confidence honaa thk hai lykin overconfidence honaa axhei bat ni hai..
                    • #25 Collapse

                      Re: Trade karte hue overconfidence ho jana

                      Bhai jan humko is mein ihtiytbv se kam karna chahye aur humko is mein zada mehnat se hi is mein kam karna chahye aur humko is mein tarce karte watq is menover confidance nahi ho jana chahye aur humko is ein ihtiyt se kam karna chahe pher ja kar hum is mein earning kar skate hain aur is mein trade ko karte waqt is mein over confidance nahi hona chahye
                      • #26 Collapse

                        Re: Trade karte hue overconfidence ho jana

                        Dost aap ne bilkul sahi baat ki hai agar aap is trade karte hain to aapko overconfidence Nahin Hona Kyunki aap Jab overconfidence Hoke trade karte hain tu aapke paas Janu Ek Hi Khayal hota hai ki aap paise kamaye Ayenge lekin natije mein hota hai ki aap is main Roz Katte hain ya Ek bahut hi Bura kaam hai ki aap Forex trading mein overconfidence ho Jate Hain
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • #27 Collapse

                          Re: Trade karte hue overconfidence ho jana

                          Dear apki bat bilkul thek hai ham ko is mein trade kar te waqat ham ko is mein over confidence nahi ho njana chaiye is mein ham ko over connfidence se ham ko is mein nuqsan hota hain ham ko is mein ihatyt se km karna chaiye tab ja kar ap is mein profit hasil kar sakte hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Trade karte hue overconfidence ho jana

                            Ap ny tk bt ki ha overconfidence hony ki bjay ager hm confidence ho kr km kya krow sb
                            • #29 Collapse

                              Re: Trade karte hue overconfidence ho jana

                              dear over confidence se app ko just loss hi ho ga mostly ap profit consistent kay sath earn nehi kar saktay hain is tarah dear jub ap over confidence hotay hain to ap apnay ap ko smart samjnay lagtay hain jis se ap ka analysis over smart honay ki waja se weak ho jata ha or trade loss me janay lagti ha
                              ya phr over confidence me akar big lots ka use karnay se account b wash ho jata ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trade karte hue overconfidence ho jana

                                g haan bhai jaan ham ko chahiy hai kee ham as main jab bh kam kare tu ham ko as main over confidence nahi karna chahiy hai q k jo as main overconfidence as main jo bhi karata hai wo as main nakam hi hota hai as liy ham kko chahiy hai kee ham as main over confidence ham ko as main nahi karna chahiy hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X