trade shro krnay mn jald bazi na kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade shro krnay mn jald bazi na kren
    dear friends mn new membran sa kehna chahon ga k jb apko bonus milay to trade shro krnay mn jald bazi na kren pehlay demo account pa achhi practice sa trading experience gain kren aur phir trade shro kren ta k apka bonus loss mn zaya na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade shro krnay mn jald bazi na kren

    Dear brother ap ne bahut achi bat ki hey forex trading men ziyada tar jald bazi ki waja se loss hota hey iss liay koshish karen k market ko achi tarah analysis kar k aur trend ko follw karen aur phir trade lagaen koshish karen k soch samaj kar fresh mind k sath trade lagaen jaldi bilkul nah karen
    • #3 Collapse

      Re: trade shro krnay mn jald bazi na kren

      G han bilkul trade us time tak open nahi karna chaye jab tak ham complete market ki analyzing nahi kar lety market ka technical aur news analyzing key baghir koi be hamara trade market me open nahi hona chaye, koch traders trades open karny key bad market ki analyzing karty hey jab trade place ho jaye to es key bad market ko analysis karny ka koi faida nahi hota hay.
      • #4 Collapse

        Re: trade shro krnay mn jald bazi na kren

        Dear bro main ap ki bat sy totally agree karta hon.. jb new traders ko un ka pehla bonus milta hai to wo forex k knowledge k baghair profit earn karny k liye trading start kar dety hain. aur jis ki wja sy un ka account wash ho jata hai. Forex main kamyabi k liye aur acha profit earn karny k liye zaruri hai keh trading start karny sy pehly forex ki basics ko achi tarah learn kiya jaye aur real account per trading sy pehly demo account per practice karni chahye
        • #5 Collapse

          Re: trade shro krnay mn jald bazi na kren

          G han Jab Bhi Hum trading karte hue jaldi Karenge to hum achchi trade nahin kar Sakenge acchi trading karne ke liye Hamein Sabar se kaam Lena Hota Hai Hamein wait karna Hota Hai Jab Kabhi achha entrypoint Banta Hai Tuhi Hamein trade Karni chahiye Agar Hame accha entry point Nahi Milta to Hamein Sabar karna chahie jaldi nahi
          • #6 Collapse

            Re: trade shro krnay mn jald bazi na kren

            Ap ki baat theak hai k trade shoro krney mai jald bazi na krey. kyu k jab ak trader trade open krney mai jald bazi krta hai tou wo market mai zada earning bhe hasil krta hai. Aur wo market mai zada profit bhe earn krta hai.
            • #7 Collapse

              Re: trade shro krnay mn jald bazi na kren

              G ham trad shoro karny main jaldbazi nahi karni chahiye new member ko mehnat aur Sabar se kaam Lena chahiye Apne bonus ko waste nahi karna chahiye Apne bonus ko save Rakh kar kuch month aur aur kaam kar lena chahi aur account mein practice kar leni chahiye demo account Mein Jab tak kamyabi Hasil nahi hoti us Waqt Tak real account mein nahi aana chahiye...
              • #8 Collapse

                Re: trade shro krnay mn jald bazi na kren

                Hi Hamein trade Shuru karne mein jaldbazi nahi karni chahiye jaldbazi Agar Hum Karenge to iska Hamein nuksan Hoga jaldbazi se Hamein Bachana Hoga Aur Is Se bachna bahut hi jaruri hai Hamein Shabir se kaam Lena Hoga Kyonki Sabar Ka Phal Meetha hota hai Sabar se kaam le kar rahe hum Kamyab ho sakte hain isliye hamein chahiye ke Humsafar cardamon Apne haath se na Jaane De aur Sabar ka muzahira Karen Yeh bahut hi zaroori hai aur jaldbazi se bache jaldbazi se bachna bahut hi jaruri hai Nahi To Hum Apna nuksan kar baithenge
                • #9 Collapse

                  Re: trade shro krnay mn jald bazi na kren

                  Salam ji bilkul sahi Kaha Aapne Hamein trade Shuru karne mein jaldbazi nahi karne chahi jaldbazi Agar Hum Karenge to iska Hamein nuksan Hoga jaldbazi se Hamein Bachana Hoga Aur Is Se bachna bahut hi jaruri hai Hamein Shabd se kaam Lena Hoga Kyonki Sabar Ka Phal Meetha hota hai Sabar se kaam le kar hi Ham Kamyab ho sakte hain isliye hamein chahiye ke Humsafar ka Daman Apne haath se na Jaane De aur Sabar ka muzahira Karen Yeh bahut hi zaroori hai aur jaldbazi se bache
                  • #10 Collapse

                    Re: trade shro krnay mn jald bazi na kren

                    Trade ko start karny mai jaldi karna kafi bari mistake sabit hoti ha. Traders ko market mai apni trading positions open karny say pehlay market ka aik dafa analysis zaroor kar laina chaiye aur iss kay baad he trading kay bary mai decision lainaa chaiye. ager traders iss trah na Karin tu phir loss ka chance kafi ziada hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: trade shro krnay mn jald bazi na kren

                      G Han dear ap ne bilkul theek kaha Hai kabhi bhi trade Lagane Mein Jaldi na Karen Pahale Apne analysis ke according market ko analyse Karen aur Market ke trend Ko Dekhe agar aap ko uski Samajh a Jaaye to phir aap trade Lagaya Kyon Ke bahut Sare log market ke trend Ko Dekhe bagair he trade laga Dete Hain aur phir loss ka Samna karna parta a hai aisi Galti Nahin Karni chahiye balke pehle Apne knowledge ke according aur experience ke according market ko acche tarike se analyse kar lena chahiye.
                      • #12 Collapse

                        Re: trade shro krnay mn jald bazi na kren

                        DEAR ham jab bi as main trading kare tu ham k apne ap par control karna chahiy hai kee ham as main jald bazi na kare q k aagar ham as main jald bazi kare ge tu ham as main kamyab bi nahi ho sake gee as liy ham ko kabi bi as main jld bazi nahi karni chahiy hai as forex trading main
                        • #13 Collapse

                          Re: trade shro krnay mn jald bazi na kren

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: MuhammadHassan پيغام ديکھيے
                          G Han dear ap ne bilkul theek kaha Hai kabhi bhi trade Lagane Mein Jaldi na Karen Pahale Apne analysis ke according market ko analyse Karen aur Market ke trend Ko Dekhe agar aap ko uski Samajh a Jaaye to phir aap trade Lagaya Kyon Ke bahut Sare log market ke trend Ko Dekhe bagair he trade laga Dete Hain aur phir loss ka Samna karna parta a hai aisi Galti Nahin Karni chahiye balke pehle Apne knowledge ke according aur experience ke according market ko acche tarike se analyse kar lena chahiye.
                          Dear ap ny tk khaha kha koei be km aasan ni hota ous my khod mahnt krni hoti ha or khas tor pr trend my to bilkul be jalbazi ni ktni chy hm ko market ko asy sy analysis ni kr laty tb tk trend ni ktni chahey show
                          • #14 Collapse

                            Re: trade shro krnay mn jald bazi na kren

                            Ji bilkul teekh kaha aap ne k jab bonus milay toh jald baazi nahi krni chahiye. Market ko achi tarah analysis kr k kaam kro aur .jaldi mein kro ge toh loss he ho ga. Soch smj kr trade lagani chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trade shro krnay mn jald bazi na kren

                              Asslam o alikum jee haan bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek hi kahan Hai main sirf itna kehna Chahun Ga Ke agar ham jab Bhi trading Karty Ga n Tou Hamen Chahiye Ke ham asain Jald Bazzi Kabhi Bhi Na Karen kyon Ke agar Jald Bazzi Karen ge tou Kabhi Kamyab Nhi Honge agar ham Kamyabi Chahty Hain tou as main ehtyaat Se Kaam Karna Hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X