why we need fresh mind in Forex trading business?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    fresh mind ho kar kisi bhi kam ko karney se ismain interest paida hoti hai forex trading main fresh mind ho kar analysis karna isey samaghna aur phir trade karna yeh sab ek procedure hai jo bilkul bhi jald bazi main nahi ki jati isey smagh kar aur fresh mind k sath karna chahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      jnab forex trading business hi mind se krny ka hai es main ap agr fresh mint se kaam kr gy to ykeenan achi trading kry gy aor ap ko acha profit b mily ga ............es liy es ko humasha fresh aor relax mind se kro
      • #48 Collapse

        We need fresh mind in Forex trading business because if we will not trade with Fresh mind then we will make mistakes and we will get loss in Forex trading market,.
        • #49 Collapse

          dear ap ne bilkul theek kaha hy ke we need fresh mind in Forex trading business wo is lie ke agar ap fresh mind se hi forex pe trading karain ge to ap ko apni skills ko show kar ke apni marzi ka profit earn ho ga
          • #50 Collapse

            forex main trading karnay kay liye zaroori hay kay hmara mind fresh hona chahiye kiun kay agar ham fresh mind sey kaam nahi karain gey to hamain loss hoga ham market k trend ko samjh nahi sakain gey
            • #51 Collapse

              Dear forex mai ap acha kam kar skte ho jab ap ka mind fresh hota hy tu ap acha earn karo es liye faida hasil karne k liye... lehaza ap ko chaiye k data aur news ko follow karo ta k ap es business ko ache se le kar chal skao aur enjoy karo...
              • #52 Collapse

                hello dost ap ki bt bhe theke hai kakin yeh bt bhe such hai k forex aik mind game bhe hai or is kam main ap ko aik fresh mind ki zrorat hoti hai, q k forex main agar ap ka mind sharp ho ga to ap ka he faida ha ap juldi sb pick kr skty ho is seekh bhe skty ho.........
                • #53 Collapse

                  ap bilkol theak farma rahy hain, agar hum forex mai fresh minded hongy tu hum easily apny trade ko successful bana sakty hain, jub aek trade khatam ho jay tu hamen chahye k hum dosra trade start karny se pehly kuch rest kar len,
                  • #54 Collapse

                    Bro jab hum is main koi tetion le kar bethain gay tu hum is main loss hi karty rahain gay. hummain chahiya k hum jab bhi trading karna shuru karain tu fresh mind say is ko start karain, fresh mind say hum is main profite Hi gain karty hain.
                    I Neend Good friends............ :confused:
                    • #55 Collapse

                      Bahi jan forex trading aik risky and hard business hay, es main market kisi time per trend change kar sakti hay, so es kay liay aap fresh minded hon gay to esi situation ko control kar sakain gay.
                      • #56 Collapse

                        wo islay kay agar ham mind fresh ho ga to hi ham ak achi earning kr saktay ha forex trading ma hamay jatni mehnat krni hoti ha uthna hi ham ak achi earning kr saktay ha or ma yahi kaho ga kay trading start krnay say phlay apna mind ko lazmi fresh rkay takay ap loss say bach sakay or ak achy trader ban saky
                        • #57 Collapse

                          Mn sp ki bt sy agree krta hun kium ky agar hm kisi kam fresh mind sy ni kry gy to phr wo kam mulkaml tor pr dhi ni ho pata
                          • #58 Collapse

                            Fresh mind ki buhat hi ziyada zarorat pari he jab bhi hum forex trading market ki movement ka andaza karna chahin aur agar hum pressure min work karin es karobar min ya zihan pe koei bojh ho to hum es krobar min kafi loss bhi kar lin ge. Hum es karobar min zihani toor fresh ho k kafi bari earn kar sakte hin.
                            • #59 Collapse

                              mere nazdeek ye aik be fazool sa aur be maqsad sa sawal hai ap ko chaiye k forex se realated question kare ta k hmae b faida ho aur ap ko b faida milay ye aik achi aur behtreen bat hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                yes trading is the brain business... tu is ko karne k liye ap k mind ko fresh honaw zarori he twbi ap age kamiyab ho ge... or koi mistake ke bager buhat age jau ge... :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X