Loss ki waja se gabrana nhi ha .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki waja se gabrana nhi ha .
    Assalam alaikum dear All agar Hame loss ho jata hai to Hame chahiye ki Hame es los Main hame gabrana ya Pareshan Nhi Hon bal ky los wali trade ko maximum one week ka time den tab tak umeed hai market movement change hujaegi.esilye hame gabrana nhi chye Kyun ky jab Hame Profit Hota Hai To Hum khushi bhi milti hai ho ur wesy bhi loss or profit business ka hissa hain isliye Hame dono ko welcome karna chye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki waja se gabrana nhi ha .

    Loss trader Joe's oss waqt hota hai jab wo sahe analysis karkai trade nahe lagata aur ye aik pro tips hai ke trade Bina stop loss ke kabhi bhe na lagaye agar app iss cheez ka wait karingay ke market reverse hoga aur mujay profit daiga to aisa kuch bhe nahe hota market aik martaba jab at trend Chang karta hai to pir wo buhut time bad apnay oss point pe at hai.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki waja se gabrana nhi ha .

      Bahi loos ki waja s ap apna dil chota na karian loos ap ko learning data hai loos s ap sekh sakta hain is lia loos hona dain jitna marzi hai is or ap loos hona pr dahkain ka loos kiun huwa kis waja s huwa or kahlti ap dairy mai not kar lain phr dahkiya ga kis tahra ap ki learning or experience mai azafa ho ga or ap ak accha trader ban kr samna ayain gain acchi earning ho gi
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki waja se gabrana nhi ha .

        اصل پيغام ارسال کردہ از: shazzgoher پيغام ديکھيے
        Assalam alaikum dear All agar Hame loss ho jata hai to Hame chahiye ki Hame es los Main hame gabrana ya Pareshan Nhi Hon bal ky los wali trade ko maximum one week ka time den tab tak umeed hai market movement change hujaegi.esilye hame gabrana nhi chye Kyun ky jab Hame Profit Hota Hai To Hum khushi bhi milti hai ho ur wesy bhi loss or profit business ka hissa hain isliye Hame dono ko welcome karna chye.
        Boston Forex trading ka ek important baat hai traders weather trading Kirtan weight loss weather on ko mai nahi karni aur apne close se learn karna chahiye is it raining kar Sakenge
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki waja se gabrana nhi ha .

          Forex trading aik business hy or her business main loss to hota hy is lie app jab trading krain or app ko loss ho jaye to us loss se gabrana nai hy balkay us loss k peechay reason ko daikhna hy takay app ko wohi loss dobara na ho sakay or app kamyaabhi k sath trading kertay rahain or app aik achay trader ban sakain or trading seachi earning hasil ker sakain or aik achay trader banain
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki waja se gabrana nhi ha .

            Humay loss ki wajah sey kabhi bhi pareshan nahi hona chahiye loss kay bad profit bhi hay aik samajh dar trader kay liye loss ki ehmiyat hoti hay wo hamesha loss sey he sekhta hay mistakes dekhta hay unko again repeat nahi karta hay esliye humay loss pe kabhi bhi tension nahi leni even achi planning pe focus karain jis sey loss cover ho sakay.
            :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

            PLEASE VISIT HERE
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki waja se gabrana nhi ha .

              forex aik onine business hain agr han hamy is main hard work or mehant sy kam karna hhaey pher hi ham is main acha profit hasil kar sakty hain is main kam kay duran jab ham sy koi be galtio ho jaye to hamy loss ho jata hain lakin hamy zada tense nahi hona chahey balky hamy apni galtio ko improve kar ky is main next sabar or mehant sy kam karna chahey
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki waja se gabrana nhi ha .

                G Bilkul Brother Apki baat Bilkul thek hai kay Humain Loss ki wajah Sy bilkul Bhi nhi Gabhrana Chahiye Agr Hum Ghabra jaingy to humain loss he hoga is liye Humain Forex Business Mein Mehnat sy kaam krna hoga tab he hum acha Bonus Hasil kar paingy
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki waja se gabrana nhi ha .

                  agar loss ho jy to gabrana nahi chahey hamy relac rahna chahey hamy saber karna chahey or agle dafa kam karty howe apne galtiyo py gur karna chahey or mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki waja se gabrana nhi ha .

                    main b shuru main thora loss honay par gabra jata tha jaldi tread close kar daita tha jab k profit honay par dance karta tha wo b thora jo waqat guzarta gya forex market ko samjhta gya ab loss ka koi khof nai phir b meri koi trade loss main close nai hoty
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki waja se gabrana nhi ha .

                      Assalamu Alaikum doston Aaj bahut se log berojgar uncle ke unke Paas Koi job koi kaam nahin hai kya hua baat hui bahut hi Pareshan Rehte Hain Kyunki inke Paas koi kaam Ka Jawab Nahin Hai kinke Forex trading Ye Kaisa business hai business koshish Karenge Aur
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki waja se gabrana nhi ha .

                        Assalam o alaikum
                        Dear all brother
                        Yaqeenan loss main apnay ap ko qabu main rakhna zaroori hay.yeh qaroobar hay aur karoobar main nafa.nuqsan saat saat chalta hay. Aik acha aur profesional trader hemsha apna TP @ SL laga kr trede shru krta hay ais soorat main woh apny ap ko loss kay liyay tayar kr lata hay .jis ki waja say after trade woh prayshan nai hota

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X