jub tak lose k reason ka pata na chalya next trades lagana sab say bari ghalty hay..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jub tak lose k reason ka pata na chalya next trades lagana sab say bari ghalty hay..
    dear agar ham markeet k baray main acha jantay he nai hain to hamaray pass kia extra invest hay jo ham lose k baad lose say zaya kiye jatay hain agar ham markeet main apnay apko safe daikhna chahtay hain to hamko tab tak is main entery nai laini chaye jub tak hamko previous honewalay lose ka pata na chal jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jub tak lose k reason ka pata na chalya next trades lagana sab say bari ghalty ha

    Bhai sai kaha agar ap ko yeh kaam krna hi ni ata tu eik chor kr 50 trade dalo loss hi hu g end main result loss hi nikaly ga es leyeh humy chahiyeh soch smj k trade lagain tubhi kamyabi mil skti hai or yeh jitna deakhny main asaan lagta utna hai nhi hai bilkul b
    • #3 Collapse

      Re: jub tak lose k reason ka pata na chalya next trades lagana sab say bari ghalty ha

      daer ap ny bahut hi achi bat share ki hy waqi mai ny akser daikah hy ky log loss py los kerty hy or un ko waja koi nahi pata hoti hyjis ki waja sy wo log bajay is ky yi pata kery ky loss kiyo hota hy wo log is market ko galt kehna shoro ho jaty hy jis ki waja sy wo log mazeed loss kerty hy laikn ager hm log apni mistake ko nazer mai rekhy or un ko theek kery tu mai samjhta hun ky hm log asani ky sath is mai sy profit ko haisl ker sakty hy.
      • #4 Collapse

        Re: jub tak lose k reason ka pata na chalya next trades lagana sab say bari ghalty ha

        Yes bro sahi kaha ha ap ny jb tk pehly reason pta na ho tb tk next trade ni lgani chaye is sy bhot zada loss ho jay ga pehly market ki movement dekhni chaye or us k bad hmy trading lgani chaye agr esa ni kry gy tu hmara loss hoga bahot
        • #5 Collapse

          Re: jub tak lose k reason ka pata na chalya next trades lagana sab say bari ghalty ha

          yes sir bilkul sahi kaha ap ny humain iss main us waqat thk yeh galti kabi be nhai karni chaiye jab thk humain market main trade k doraan sub chezo ko market k related read kar lana chaiye joh humain fidaa da sakiya humain market main trade ko us waqat thk open nahi karna chaiye jab thk hum us sy profit na earn kar phaliyee
          • #6 Collapse

            Re: jub tak lose k reason ka pata na chalya next trades lagana sab say bari ghalty ha

            han g ap ne thek kha ha jab tak hume ye pta nai chalta ha hume lose kis waja se hota tu apni trade stop kr deni chaiye hume is main zada se zada menat krni chaiye ur apni mistake ko fallow krte rehna chaiye ye hamre liye sab se acha business ha is main hume sarif menat ki zahrorat hoti ha
            • #7 Collapse

              Re: jub tak lose k reason ka pata na chalya next trades lagana sab say bari ghalty ha

              forex mai jab hamy loss hio jy to hamy loss hony wali waja k find out karna cahey or next time avoid kar ky kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: jub tak lose k reason ka pata na chalya next trades lagana sab say bari ghalty ha

                forex mai agar hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga forex aik international business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain forex aik real or unique business hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: jub tak lose k reason ka pata na chalya next trades lagana sab say bari ghalty ha

                  forex mai loss hamy apne he mistakes ke waja sy hota hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko avoid kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jub tak lose k reason ka pata na chalya next trades lagana sab say bari ghalty ha

                    forex aik online business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain agar hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: jub tak lose k reason ka pata na chalya next trades lagana sab say bari ghalty ha

                      forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai jitna kam kary gy hamy utna he bonus mily ga forex aik international business hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain forex aik real business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: jub tak lose k reason ka pata na chalya next trades lagana sab say bari ghalty ha

                        dear brother ap na buhut ahim baat ki taraf members ki tawujju dilayi ha jab humain ak trade ma loss ho jata ha to baghair sochy samjy humain dosra trade nahi openkarna chaheye bal k pihky humain pichly trade k loss ka reason dondna chaheye us k baad humain next trade ki traf jana chaheye thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: jub tak lose k reason ka pata na chalya next trades lagana sab say bari ghalty ha

                          Agar aapko loss hota hai to aap Yeh Soch Lete Hain Ki Agli trade bhi loss hoga par Aisa Nahin Hai aapko trade ke Shaak Banane Honge Kyunki Har shaakh se apke Nahin Sakte Ek Shaak kategi dusri kategi ektu bajegi qk him phela me trade Karenge Tu Shayad Hamen
                          • #14 Collapse

                            Re: jub tak lose k reason ka pata na chalya next trades lagana sab say bari ghalty ha

                            Bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha Agar loski ridden Ka Pata Na Chale to next trading karna Sabse Badi Galti Hai isliye Hamein chahi ki pahle loss Ka reason jan len aur bad mai next trading Karen Agar Hum Pehli loss ka reason Nahin Jaan lete aur next trading karte hain tu Hamein aur loss ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jub tak lose k reason ka pata na chalya next trades lagana sab say bari ghalty ha

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                              dear agar ham markeet k baray main acha jantay he nai hain to hamaray pass kia extra invest hay jo ham lose k baad lose say zaya kiye jatay hain agar ham markeet main apnay apko safe daikhna chahtay hain to hamko tab tak is main entery nai laini chaye jub tak hamko previous honewalay lose ka pata na chal jaye.
                              Salaam Alaikum Jee bilkul Jab Tak loss ka pata Na Chale ki Humne galat hi kahan ki hai aur kis baat par loss uthaya Hai tab tak Hamein ugly trade nahi Lagani chahiye Kyunki wo faizur Hogi uski vajah ya hai ki aap ko apni galat hi pata nahi Jise Dur kar sake Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X