Hedging kiya hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging kiya hai
    Xrears hedge kiya hai aur esay market main kesay use kerty hai kiya marmet ko hedge kerna chahey ya nahi metay khyal main hedge nahi kerna chahey kyunk hedging msin trader market main phanas jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging kiya hai

    hedging aik process hai loss sy bachny k liye..jb hamari koi trade loss main chal rhe hoti hai to hum apny account ko mazeed loss sy bachany k liye current trade k opposite site main same lot size sy trade open kar lety hain..jis ki wja sy dono trades ka lot size same ho jata hai aur hamri trade mazeed loss sy bach jati hai..is tamam process ko hedging kehty hain
    • #3 Collapse

      Re: Hedging kiya hai

      Bhai jan jab hum is mein trade ko open karte hain aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur humko is mein trade karte hain to buy or sell aik hi place se karte hainhumko is mein hedging nahi karni chahye
      • #4 Collapse

        Re: Hedging kiya hai

        ASLAMOALIKUM friends ager kesi ko pta hai k hedging kia hai plzz share krein
        • #5 Collapse

          Re: Hedging kiya hai

          dear members hedging aik acha future hy forex k ander ager apko khtra hy k trade aik limit cross ker k apk account ko wash ker dy g to apko chye k ap trade ko hedge kr dwn...iska mtlab hy ap aik he pair per buy aor sell ki trade open ker den...lot bhi same rhken to istrah aapka aacount whe per hedge ho jata hy ...na mazeed loss bhrta hy aor he profit.
          • #6 Collapse

            Re: Hedging kiya hai

            Dear friends Forex trading Mein kaam karte hue Hamein job posting Karni hoti hain usme Ek heading nahi hoti hai jo ke title hota hai Jiska module Par Hum baat kar rahe hote hain Hua Uske related hoti hai ki hum kya baat karna chah rahe hain SO Ek accha post ke liye ek accha title Hona chahie Ek acchi heading honi chahie Karke Hamen Jyada Se Jyada replier sake aur use post par Hamein Jyada Unse mil sake thank you
            • #7 Collapse

              Re: Hedging kiya hai

              Bhai jan jab ham is mein trade open kar te hain aur sik apir buy and sell lagate hain use hedging kah te hain ham ko is mein aik hi point pe buy and sell nahi lagan chaiye ham ko is mein buy ya phirr sell kagan cghaiye tab ja kar hamar profit mein jigaa is mein ham ko ihatyt se kam karn chaiye apko is mein greed nahi karna chaiye is mein apko mehnat karni chaiye is tradeing mein sirf mehanti log hi kamyb hot hian is mein ham ko gold par trade karni chaiye gold risky hai lina chaiye ye aik acha pair hai is mein ham ko lagan k sath mehnat karni chaiye is mein ham ko skon k sath kam karna chaiye is mein apko ache tareqe se kam karna chaiye ye aik ala tareen business hai jis mein ham ko kam karna chaiye .
              • #8 Collapse

                Re: Hedging kiya hai

                Asslam o alikum jee haan bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek hi kahan Hai main sirf itna kehna Chahun Ga Ke Mujhe Khud KO Nhi Pata Ke hedging KIA Hota Hai main new member hon Mujhe Nhi Pata Ke hedging kia Hota Hai main mazrat Chahta hon Ke main Aapke sawal ka Javab Nhi De pa Raha
                • #9 Collapse

                  Re: Hedging kiya hai

                  Boss jab ham aik apir per aik hi jaga per buy ki trade b laga dete hien aur ham as mien sell b ker dete hien tu as ko hedge kaha jata h meri nazar mien hedge kerne ka kuch b feda nahi hota h as lyee ham ko as mien kabhi b hedge nahi kerna hota h as sy ham ko srif aur sirf nuqsan hota h aur ham ko bachat nahi hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: Hedging kiya hai

                    Hedging forex trading ke aik common technique hai , jo bohot he aam toor per use ke jate hai. hedging mai traders aik he time per market mai buy aur sell kar rahy hoty hain. aur market jis traf move kary inko aik trade mai profit ho raha hota hai. lakin aam toor per jab trade loss mai jiye tu traders apny account ko save karny ke liye yeh use karty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Hedging kiya hai

                      Sir hum as mien aksar aik word ka name sunty hien or as ka name hai hedging agar hum as mien aa ker hedging kerty hien tu as mien hamain jo profit ya loss ho raha hota tha ow aik point per aa ker ruk jata hai or mien wesy bee hedging k khleaf hoon q k hum ko trade us waqt kerna hota hai jab hm ko as bat ka yqeen ho k market mien hum ko profit zaror mily ga.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Hedging kiya hai

                        hedging karna risky hota hain forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex aik legal business hain is mai hum out off cost account bana kar be kam kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X