forum main posts delet kyun hojatin hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forum main posts delet kyun hojatin hain
    helo dear all forum members main ap say yei pochna chahti hon kay ham posting karty karty rahty hain lakin ager dobara recheck kro to un main kuch posts delete ho chuki hoti hain aisa kyun hojata hain posts main isi kahn kon ce galti hojati hain jis ki waja say post delete hojati hai pleasw batatin aisa honay ki kiya waja hai ???????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forum main posts delet kyun hojatin hain

    Dear friend forex main post delete hony ki sub sy bari wajah ye hoti hai k ham bahut choti post karty hain aur khuch khas knowledge na hony ki wajah sy b hamari post delete ho jati hain es ly apko chaiy k ap mahnat karen aur post achi aur knowledge able honi chaiy taky apki post delete na hon
    • #3 Collapse

      Re: forum main posts delet kyun hojatin hain

      G bro posts delete is wja sy ho jati hen k hmari kuch posts forex business sy related ni hoti or kuch posts short hoti hen bhot is wja sy posts delete ho jati hen apko chaye k jo bhi post kryn forex business sy related kryn or us k bad 6,7 line ki post kry phir ni hogi
      • #4 Collapse

        Re: forum main posts delet kyun hojatin hain

        Dear friends forex mein jo posts ya thread bar bar repeat kiye jatay hain or copy kiye hotay hain unko broker delete Kar deta hai or unsay bachnay k liye zarori hai k ap posts new subject k sath Karen or acha or informative ho ta k sab ko samjh aye
        • #5 Collapse

          Re: forum main posts delet kyun hojatin hain

          G dear bilkul aisa daikhnaye mai aya hai kay aj kal kafi sari post ko delete kar diya jata hai jis ki waja samjh mai ni a rhi but mujhaye lagta hai kay ager topic se hat kay bat ho rhi ho tu humari posts ko delete kar diya jata hai warna waisaye tu posts delete ni hoti hain
          • #6 Collapse

            Re: forum main posts delet kyun hojatin hain

            Dear brother Assalam o alaikum.
            Dear brother pak forex forum pa aksar posts delete ya wash is waja se ho jati hain keh apki posts ki quality perfect ni hoti ya apki posts system k relevant ni hoti jis bunyaad pa us post ko besood smjha jata ha aur usko delete kr dia jata ha. Main yeh kahn ga keh ap beshak km posts kr lain magr aisi posts kren jis se kisi ko faida bhi ho aur kuch hasil bhi ho. Thanks
            • #7 Collapse

              Re: forum main posts delet kyun hojatin hain

              Forum pr post delet is lia ho jati hai ka thread jis pr ap post krta hain wo acchi nahi hoti is lia tu kahta hain thread acchi creat karain ta ka na ap ka time zaya ho na hamara acchi thread nahi ho gi tu delet ho jaya gi or sari posts bi sath delete ho jayain gi
              • #8 Collapse

                Re: forum main posts delet kyun hojatin hain

                dear friend ap na bilkul theak kaha ha aj kl forum ki trf sa bahot ziada posten delete kr de jati hn meray khial mn jo threads forex sa related na hon ya repeated hon woh forum ki trf sa remove ki jati hn aur un pa ki gae reply posten bhi remove kr de jati hn
                • #9 Collapse

                  Re: forum main posts delet kyun hojatin hain

                  Dear friends Forex trading Mein kaam karte hue Hamein hosting karne Pratik Hai Jis Se Humko monthly basis par bonus Milta hai aur usse Hum Apna trade karte hain without any real investment so we should post good thing but some post or Delete because it is not relevant to the system and it is copy paste or not relevant to the question so we should take necessary action and read carefully question and then answer it
                  • #10 Collapse

                    Re: forum main posts delet kyun hojatin hain

                    Forex main posts delete honay ki sab say bari wajha yeh hai ky log zyada threads kar daity hain forex main 4 threads ki ijazat hai jo log extra threads karty hain un ki extra threads delete ho jati hain aur jin logoun ny us py posts ki hoti hain un ki posts bhi delete ho jati hain is liyay rules ky mutabiq chalain aur extra threads mat karain
                    • #11 Collapse

                      Re: forum main posts delet kyun hojatin hain

                      sab log ka aksharaya question karte hain ka form Mein Hum log jo Pasand Karte Hain voh Aksar delete ho jati hai woh delete ho jate ho jati hai ki website par Jyada data upload nahi kiya Ja sakta hai isliye purane Wale Dekho Hua Forex wale delete kar dete hain aur new posting Yahan Par acche aur Jyada beta Andaz Mein save rahti hai isliye Main Yahan Par tension lene ki jarurat nahi hai
                      • #12 Collapse

                        Re: forum main posts delet kyun hojatin hain

                        hmari post delete is liya hoti ha ka hm is ma bhot hi short post kar danta han ar is ma hm informative ar knowledgeful baat share nahi karta is liya forex sa hmari post delete ho jati ha is liya hma chahiya ka hm is ma informative things share kara ta ka hm is ma is tara hi achi earning kar sakhta han.
                        • #13 Collapse

                          Re: forum main posts delet kyun hojatin hain

                          forum mei posts delete form Mein Hum log jo Pasand Karte Hain voh Aksar delete ho jati hai woh delete ho jate ho jati hai ki website par Jyada data upload nahi kiya Ja sakta hai isliye purane Wale Dekho Hua Forex wale delete kar dete hain aur new posting Yahan Par acche aur Jyada beta Andaz Mein save rahti hai isliye Main Yahan Par tension lene ki jarurat nahi hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: forum main posts delet kyun hojatin hain

                            Boss as mien jab forum walo ko lagta h k hamare posts mayari nahi hie tu wo hamari posts ko delete ker dete hien as lyee ham ko her bar as mien khyalr kerna hota h aur ham ko ahtayat kerna hota h aur bad mien as mien kaam kerna hota h aur khud ko sabit kerna hota h.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X