Agar profit Kam bhi milay to mehnat karna na choren..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar profit Kam bhi milay to mehnat karna na choren..
    Dear friends forex mein har koi mehnat karta he or acha Kam karta he or kamyabi k liye din rat aik Kar deta he to kch logo ko jaldi mehnat ka phal mil jata he or kch ko Der se to jinhen Der se mily wo pareshan na Hon or umeed ka Daman hath se na choren or Agar profit Kam bhi milay to mehnat karna na choren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar profit Kam bhi milay to mehnat karna na choren..

    Dear friend forex ak business hai aur business main apko kbhi b ak jesa profit nahi mil sakhta hai es ly apko chaiy k ap forex main jo b profit hasil karty hain us par shukar ada kia karen aur apni taraf sy puri mahnat krty raha karen taky ap forex sy faida utahty rahen jisy apki zarurat puri hoti rahen
    • #3 Collapse

      Re: Agar profit Kam bhi milay to mehnat karna na choren..

      G bilkul dear profit kam ya zayda ni hota hai bus profit profit he hota hai tu humain ager profit kam bhi ata hai tu humain kushi kay sath qabool karna chaye kiyu kay shuker hai kay humara es mai losse ni howa hai kuch na kuch aya hai gaya tu kuch ni hai na tu profit ko kabhi bhi kam mat samjhain
      • #4 Collapse

        Re: Agar profit Kam bhi milay to mehnat karna na choren..

        Bahi agr profit kam hota hai tu perashan mat hon kiun ka profit tu mula hai aksar choti lot s profit kam milta hai laken ya bi tu dakain ka gar loos ho tu wo bi tu kam hota hai dear member tohra profit ki waja s pershan ho kr agr ap bari lot lagata hain tu ap ko loos bara ho ga or account wash ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Agar profit Kam bhi milay to mehnat karna na choren..

          G han bilkul agar hmaien forex main km profit milta hai to bhi hmaien mehnat karni nahi chorni cahiyay balky air zyada mehnat say kam karain ta ky aur zyada profit hasil ho, forex main hm jitni zyada mehnat karty hain utny hi jaldi kamyab hoty hain is liyay mehnat ko mat chorain
          • #6 Collapse

            Re: Agar profit Kam bhi milay to mehnat karna na choren..

            Mhnata aha.aya kbhi bhi naia chor ichiya jo hi ho jaye hamaya mhnata jari rakhni chiya tb hi kamyabi milti hy mkrty rehny sy mhnata bhit zeada hanari zarorie hoti hy mhnata k siwa hamay kuch bhi naia milta ahy mhnata bhot zeada hanari zarkri hy mhbat k bina ham kuch bhi naia kr sgty hy
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              Re: Agar profit Kam bhi milay to mehnat karna na choren..

              ASLAMOALIKUM dear friends tumko kam profit pe ghabrana nhn chy balke bara dil rakhna chy our apni attempt continue rakhni chy iss se ham achi tarah kamyab ho sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Agar profit Kam bhi milay to mehnat karna na choren..

                aap logo ko Agar yahan par kaam karne ke liye profit Kabhi Milta hai to aap ko chahiye kya aap Yahan Par thoda sa Shabd ke saath kaam karega aap Log Yahan Par regular working karna chahte hain to aapko Yahan Par Rasta Rasta kaam karke business management planning ke sath business ko develop karna chahiye aur apne account ko kaise strong banana chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Agar profit Kam bhi milay to mehnat karna na choren..

                  han bilkul forix me agar forix forum main apko bonus kesi waja se km ata hai to apko maiyos nhi huna chye q ky har business ki trhan forix m bhi km zyda huskta ha zyada mehnat say kam karain ta ky aur zyada bounas hasil ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar profit Kam bhi milay to mehnat karna na choren..

                    g bro ap sahi kah raha han hma chahiya ka hma mehnat zaror kara asa kara sa hm a acha profit kama sakhta han hma agr bonus kam mila to kuch log perchan hokar is sa umeed hi chor data han ar is pa mehnat nahi karta asa hma nahi karna chahiya hmahmesha mehnaat ko apnana chahiya.
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar profit Kam bhi milay to mehnat karna na choren..

                      g haan agar profit kam milay profit kam ya zayda ni hota hai bus profit profit he hota hai tu humain ager profit kam bhi ata hai tu humain kushi kay sath qabool karna chaye kiyu kay shuker hai kay humara es mai losse ni howa hai kuch na kuch aya hai gaya tu kuch ni hai na tu profit ko kabhi bhi kam mat samjhain
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar profit Kam bhi milay to mehnat karna na choren..

                        yes dear agar kaaam profit b mile vo accpect kar lena zarori hain profit ko b check karna chahiye k ye profite or mazeed b mil skta hain k nhe support ko dekna chahiye and resistracne ko k agar confrim koi b trade lagi hain tu vo or mazeed profit de skti hain k nhe or b bhot mehnat zarori hain forex trading main apni mehnat kabi b nhe chorni chahiye tradng main
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar profit Kam bhi milay to mehnat karna na choren..

                          agar hamy profit km mila hain to be hamy mahnet musalsal jare rahkne chahey pher he hum kam kar ky acha bonus earn kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala busienss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex aik legal business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Agar profit Kam bhi milay to mehnat karna na choren..

                            AASALAMO ALIKUM DEAR forex member apki bat bilkul thk hy khe ager hamin forex busnis min kabhee loss ho bhee jaiy to hamin apni mmehnat nhi chorni choiy balk apny kaam ko agy bharana chiy takhe haam agy kamyabi hSail kr sakin es liy mehnat jari rahkin ek din mehnat ka phal zaroor miluy ga or kabhee profit na bhee mily to ghbrain nhee balk himat or sabr sy kaam lien qk ALLAH sabr kerny walom k sath hy or sabr k phal mehta hota hy i mean sabr min kamyabi hoti hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Agar profit Kam bhi milay to mehnat karna na choren..

                              g han bhai jan aap ne bahut ache baat share ki hai ager ham ko profit kam ho to ham ko mahnat karnna nahi chorne chaye ham ko chaye k ham apne mahat jare rakhen ager ham ape mahnat jare rajhen ge to ham ko agly baar ziada profit hi ga kam profit ho to ziada mahnat karne chaye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X