Curruncy ka graph smjhna asan hy gold ki nisbt....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Curruncy ka graph smjhna asan hy gold ki nisbt....
    Assalam o alikum dar members....mn ye kehna chahta hun k curruncy py agr trading krni hy to us k graoh ko kuch dinu ki observation or analyse sy andaza lgaaya ja skta hy k ab market uo jay gi ya down lekin gold ka graph boht mishkil hy smjhna is k lye acha khasa experience zaruri hota hy or mera khayal hy k shyd he koe senior ho jo ye kahy k mn 100% graph ko analyse kr skta hun..islye hmin curruncy k pairs pr he trading krni chahye...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Curruncy ka graph smjhna asan hy gold ki nisbt....

    Assalamu Alaikum dear Lagta Hai Ke Hamare Jo senior members Hai unke liye achi si ek post tank Hamein bhi like karna chahiye Kyunki Yeh humare acche se acche members Hain Kyunki hum se bade bhi hain aur Hamare ko Maloom mat dijiye batate Hain ke ya Sahi baat hai aur ye galat baat hai usko post karne chahiye usko puchne karne chahiye usko dikha Ne chahiye usko usko acche tarike se likhna chahiye Kyunki wo Hamare ko toh batate Hain Hum Aise post Karenge Hum Alex Bhi Main sakte hain kitne Hamara Dost Hai Woh Dost Hai Main lakh dikhte Hain Uske bare mein batate hain Apne Sahi likha hai
    • #3 Collapse

      Re: Curruncy ka graph smjhna asan hy gold ki nisbt....

      Bilkul currency ka kaam easy hai gold ni nisbat bcz currency zaida tr uper necgy hoti rehti lekin gold agar koi line pakr ly tu osi pe rehta pr zaida chance hoty account wast k es leyeh humy soch smj k krni chahiyeh trade tubhi es forex sy kamya ja skta dosri trha asaan nhi bilkul b
      • #4 Collapse

        Re: Curruncy ka graph smjhna asan hy gold ki nisbt....

        ASLAMOALIKUM dear friends main yeh jana chata hon k currency ka graph zyda hai yaa gold ka plzz share
        • #5 Collapse

          Re: Curruncy ka graph smjhna asan hy gold ki nisbt....

          Dear bro main ap ki bat sy totally agree karta hon.. currency pairs ka analysis aur trade karna asan hota hai jb keh gold per trading bahut ziyada risky hoti hai..aur gold ka technical analysis karna bhi asan nhi hota hai.. is liye new members ko start main gold per trading nhi karni chahye. Trading k liye major currency pairs sb sy best hain..
          • #6 Collapse

            Re: Curruncy ka graph smjhna asan hy gold ki nisbt....

            hamy acha knowledge or experience hasial kar ky graph ko samj kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy ofrex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain agra hum is mai tukky lga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga
            • #7 Collapse

              Re: Curruncy ka graph smjhna asan hy gold ki nisbt....

              forex aik real business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky ad kuch be hasial nahi ho ga hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain forex aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: Curruncy ka graph smjhna asan hy gold ki nisbt....

                dear friengd dosray pear ko samaghna asan hy gold ki nesbat aur gold par trading karna reski hota hy as ki tez movement ges taraf jaty hy wapsi na momkin ho gaty hy as leye as par trading na karen
                • #9 Collapse

                  Re: Curruncy ka graph smjhna asan hy gold ki nisbt....

                  forex mai gold ka graph samjna muskil hota hain hamy acha experience hasial kar ky is ko smj kar kam karna chahey pher he hum kam kar ky acha bonus earn kar saky gy forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Curruncy ka graph smjhna asan hy gold ki nisbt....

                    hamy gold ky graph ko samj kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik internaitonal or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Curruncy ka graph smjhna asan hy gold ki nisbt....

                      Jis ko trading ka chart study kerna ata hay wo saray pairs k graphi asani say samag leta hay. jesay kay ager aik trader ko yeah samag a jati hay kay eurusd ka pair is time kis condition main hay long term kay liye aur short term kay liye to wo gold kay chart ko bhi boht achhi trah say seekh leta hay. is kay liye chart study ka knowledge hona boht zarori hay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Curruncy ka graph smjhna asan hy gold ki nisbt....

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayaz khan پيغام ديکھيے
                        Assalam o alikum dar members....mn ye kehna chahta hun k curruncy py agr trading krni hy to us k graoh ko kuch dinu ki observation or analyse sy andaza lgaaya ja skta hy k ab market uo jay gi ya down lekin gold ka graph boht mishkil hy smjhna is k lye acha khasa experience zaruri hota hy or mera khayal hy k shyd he koe senior ho jo ye kahy k mn 100% graph ko analyse kr skta hun..islye hmin curruncy k pairs pr he trading krni chahye...
                        G so ki baat drust hai. Asal mein currency aik hisab se move kerti hai. Aur maximum technical analysis ko fallow kerti hai. Han ager kahein news wagaira per Jaye to ho sakta hai trend change ker ly.
                        Meger is ki nisbat gold ko dekha Jaye to wo technical perameter ko fallow nai kerta . Aur is ki movement ka koi bharosa nahi hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X