Hum Honge Kamyab kyon nahi hote Koi reason

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hum Honge Kamyab kyon nahi hote Koi reason
    Ji haan sir aapne bilkul right kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein Kamyab Nahin Hote Tu Iss Mein Hamari Galti Hoti Hai Kyunki Humne Pakistan Forex mein bahut jyada kaam bilkul bhi nahin Karte aur Har Waqt online bilkul bhi nahin rahe the isiliye Hamein Pakistan Forex Mein Kamyab Nahin ho sakte
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hum Honge Kamyab kyon nahi hote Koi reason

    Boss as mien ham ko ye pata h k jab ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien apna nuqsan kerte hien as lyee ham ko as mien lalach nahi kerna hota aur ham ko as mien tajerba hasil kerna hota h agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko kaam kerna hota h.
    • #3 Collapse

      Re: Hum Honge Kamyab kyon nahi hote Koi reason

      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein Kamyab Nahin Hote To isme Hamari Galti Hoti Hai ISI liye Humne Jiye Pakistan Forex mein bahut hi jyada kaam karna chahiye aur Pakistan Forex mein online Rehana chahi Agar Hum Har Waqt online Rahenge to hum Pakistan Forex mein bahut jyada aur jaldi Kamyab ho sakte hain thanks
      • #4 Collapse

        Re: Hum Honge Kamyab kyon nahi hote Koi reason

        DEAR FRIEND ham as main as liy hi kamyab nahi hote ain q k ham as main kam tu karte hain likn as main dil se kam nahi karte hain aor ham as main mihnat bi km karte hain as liy ham ko as main kamyabi nahi milty as liy ham ko chahiy hai kee ham as main ziada se ziada mihnat kare tu hi ham as main kamyab ho sake ge
        • #5 Collapse

          Re: Hum Honge Kamyab kyon nahi hote Koi reason

          G ha dear ya bt tk ha ky is my hm kmyab be apni he galti sy ni hoty to kmyab ho ager galtiya krna bd kr Dy gy to kmyabi khod ba khod mil jati ha
          • #6 Collapse

            Re: Hum Honge Kamyab kyon nahi hote Koi reason

            sir mery khyal se forex me nawami ki sab se baru waja ye k hum log forex learing ni krty or tuky se trading krty hain but aisa ni ha k forex trading me aisy kmyab ho jana ye bohat mahnat ka km ha or time bi dena hota ha forex
            • #7 Collapse

              Re: Hum Honge Kamyab kyon nahi hote Koi reason

              kuch is mainkameyab is waja se nai hote hein kew k wo is main menat nai krte hein jo insan is main menat krta ha wo ko khabi nakami ka samna nai krna parta ha is liye is main zada se zada hardwork krein ap ko faida hasil hoga
              • #8 Collapse

                Re: Hum Honge Kamyab kyon nahi hote Koi reason

                bhai jan ap is mein kamyab is liy nahi hote hain is ki waja ye hain k ap is mein mehnat dilchaspi nahi lete hain apko chaiye k is mei lagan k sayh kam kare tab ja kar ap is mein akmyb ho sakte hain ye forex mihnati logo k liy hain jo is mein mehnat kare gaa wohi earning kare gaa.
                • #9 Collapse

                  Re: Hum Honge Kamyab kyon nahi hote Koi reason

                  Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Agar Hum forest mehnat Karenge to Jarur Kamyab Honge Agar Hum isme mehnat Nahin Karenge To Kabhi Kamyab Nahin Honge Kyunki Main aap hi Sab Kuch Hai mehnat kamyabi ka Raz hota Hai mehnat Karenge Tu Hi Kamyab Honge
                  • #10 Collapse

                    Re: Hum Honge Kamyab kyon nahi hote Koi reason

                    Bhai an ap forex mein kamyab hona cahte hain to humko chahye k hmk is mein ihtiyt se kam karna chahye aur humko is mein zada greed nahi karna chahye aur humko is mein greed nahi karna chahye aur humko forex mein zada mehnat se kam karna chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Hum Honge Kamyab kyon nahi hote Koi reason

                      forex aik bohat bara business hain hamy acha knolwedge hasial kar ky aik time table bana kar lalach ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex aik legal or unique business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Hum Honge Kamyab kyon nahi hote Koi reason

                        forex main kamyabi naseeb qismat or mehnat karnay walay hote hai waisay b Allah b Quran main yehi kehta hai insaan ko milta hi wohi jis ki wo koshash karta hai ek imran khan ko boht sare najoomi kehta the imran khan prime minister nai ban sakta khan sirf yehi kehta tha insaan koshash karta hai kamyabi Allah daita hai khan ne phir 22year mehnat ki himat na hari akhir kar prime minister ban gya agar aap koshash karo himat na haaro aap b forex main kamyab ho sakte hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Hum Honge Kamyab kyon nahi hote Koi reason

                          agar hum Pakistan forex for mein musalsal kaam karte rahen aur mehnat ki kaat rahen to ek din jaroor aayega ki kamyabi mil jayegi lekin bahut se member form par mehnat nahin karte jis vajah se Na kam ho jate Hain Pakistan form ko chod Na nahin chahiye aur Dil ko chhota mat Karen next month koshish karon acchi mehnat aur acchi quality wali post Hoon loot quality Na Ho aur quantity jyada Na Ho quality best ho FIR kamyab Ho jayenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Hum Honge Kamyab kyon nahi hote Koi reason

                            ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapse baat ko maarta Hua agar koi Mein Barish mein jyada mehnat nahin karta to vah Kamyab kabhi bhi nahin Hota isliye Aana chahie ki Ham Jyada mehnat Karne ki koshish karen aur kam karna Jyada Se Jyada Karne ki koshish karen tabhi Hum Ko kamyabi Hasil ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hum Honge Kamyab kyon nahi hote Koi reason

                              Bhat achi baat ki hai ap ne bhut si wajha hoti haine hine na kami ki 1 to mehnat na krna had se ziada lalchi aur bina sochy koi kaam krna aur pori tarha se knolage na ho to ba nakami ka mon dekna parta hai
                              :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X