forex pr loss ki waja
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex pr loss ki waja
    mai apsb sai ye pochna cahti hun kai hm aysi kon c gatiyan krty hain jiss sai forex trading mai hmen loss hi hota hai or na hmara experiance brhta hai or nahi knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex pr loss ki waja

    Dear friend forex main main loss hony ki sub sy bari wajah ye hoti hai k ap treading karty hain to us wakt ap treading main Interset nahi lety hain jis ki wajah sy ap ki tread achi nahi lagti aur market k bary main b khuch khas experience na hony ki wajah sy apko loss ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: forex pr loss ki waja

      Dear friend app bilkal theak kha raha hain forex main loss hona ki ik wja ha ka hum apni marze krta hain huma cahia ka hum manaat krne orr forex ko ziada sa ziada time dain orr forex main kamyab hona ha tho apna senior sa help lain orr loss sa bacha
      • #4 Collapse

        Re: forex pr loss ki waja

        Forex main loss ki sb sy bari waja greed aur forex ko learn kiye baghair trading karna hai.. forex main 90 percent log nakam hoty hain aur nakami ki sb sy bari wja greed hai..forex main kamyabi k liye patience bahut zaruri hai.. is k ilawa forex main kamyabi k liye aur loss sy bachny k liye zaruri hai keh forex ko achi tarah learn kiya jaye aur demo account per ziyada sy ziyada practice karni chahye
        • #5 Collapse

          Re: forex pr loss ki waja

          Trends aur news ko nazar andaz krne se loss ka khatra barh jata ha market pe gehri nigah rakhen SL au TP ko bhe sahi tor pe lagaen to loss ko kam kia ja sakta ha
          • #6 Collapse

            Re: forex pr loss ki waja

            Hloo Bhi jaan asalamu alaqum dear members of forex ap ki bt bilkul seah h k forex loss hony ki bhoot reasons ha jasa k jaldbazi beasabri or stargey k beager hm kabi bi kamyabi hasil ni kr skta h is ly hmy ziada jaldbazi kam ni lana chayee or planing se work krna chayee ta k hmy ziada loss na ho or hm ziada profit earn kr skay
            • #7 Collapse

              Re: forex pr loss ki waja

              اصل پيغام ارسال کردہ از: jannatansari پيغام ديکھيے
              mai apsb sai ye pochna cahti hun kai hm aysi kon c gatiyan krty hain jiss sai forex trading mai hmen loss hi hota hai or na hmara experiance brhta hai or nahi knowledge
              Forex trading Mein loss ke bahut se reasons ho sakte hain Jab traders Bina knowledge liye trading Karte Hain To unko trading Karke loss hota hai Iske alava Jab traders profit banate vellalars karte hain tab unko loss ho jata hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: forex pr loss ki waja

                bht sae logonko sabar kae na honae ki wja sae loss ho jta ha sath sath lalch ki wja sae b loss ho jta h ahme cheyae kae hm forex pr axe trah mhnt kr kae kam krn oraxe trah kam ko smj kr krn is sae hme kam krna e m asani hogy or jitni mhnt ap market ko smjnae m krn gy apko uthna hy asani hogy kam krnae m or kam ko smjne m
                • #9 Collapse

                  Re: forex pr loss ki waja

                  Dear friend forex main main loss hony ki sub sy bari wajah ye hoti hai k ap treading karty hain to us wakt ap treading main Interset nahi lety hain jis ki wajah sy ap ki tread achi nahi lagti aur market k bary main b khuch khas experience na hony ki wajah sy apko loss ho jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: forex pr loss ki waja

                    Dear friend loss ki sub se bari waja ye he k hum lalach nahi chorte jiski waja se hum profit ki bajai los hota he agar hum log ziada lalach na kare or kam profit per agree ho jaein to phir hamen loss kam se kam hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex pr loss ki waja

                      forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy loss ky bad himat karne chahey or hamy next time apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain
                      • #12 Collapse

                        Re: forex pr loss ki waja

                        Forex loss ki sabse badi Bazar ya hai ki hamare pass Express nahin hota aur nai practice hota hai tu hamein is penis aur practice hustle karne ke liye demo account banana chahiye jis se mm skills hassil kar sakenge aur aur college bhi game kar sakenge is tarike se hum acchi alankar sakenge aur mausi bhi baj jayenge aur aur profile bhi bahut accha hoga aur ek kamyab forex member ki nishani hai ki wah pahle demo kaun par knowledge Castle karta hai uske bad hi real account pr work karte Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: forex pr loss ki waja

                          Dear brothers
                          Forex trading main loss ki kafi wajuhat haay aun main main waja forex k basic aur advance level k knowlege nai hota agar haay tow demo par aus ki pratice nai ki jis ki waja saay loss hota haay 2nd lalach agar 50 $ earn kiyay tow 100$ ki door main lag kr loss kr laty haay 3rd sabar k na hona aur market k experence k na hona yeh tamam loss main shamil haay
                          • #14 Collapse

                            Re: forex pr loss ki waja

                            DEAR main ap ki bat se ihmat hon aor ham as main agar lalach kare gee tu ho sakta hai kee bohat jald hamra account wsh ho jay q k lalach bory bala hai greed is a curse ham agar koi bi busniess kare khas tur par forex main ham greed na kare q k gorex trading main wo hi kamyab hai jo as main jald bazi lalach nahi karta aor jo sabar mihnat se as main kam kare aor hamen as main har wakat aik dosare ka madad karna chahiy q k jo madada karta hai us ka bi koi madad karta hai as liy hamen as main dosaron ko as kee bare ,main experience share kare tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as main ache se kam karte rahe kai bi har na mane tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen as main loss se darna chahiy agar ham as main loss se dare gee tu ham as main kabi bi kamyab nahi ho sake gee as liy hamen as main greed nahi karna chahiy ham sab ko greed se bchna chahiy tu hi ham as main kamyab ho sake gee
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex pr loss ki waja

                              Dear ham ko forex main loss is liy hota hain qk ham is main risk lete hain is liy ham ko is min loss hoota hain aor is mein ham ko ihtyat se kam karna chaiye is mein kabhi bhi alch kar ne ka na soch is mein alch na bahe is mein kam profit par bhi khush rahe is mein ham ko mehnat karrna chaiye uar lalch mein aa kar kam profit hota hain aur ham is ein tarde close nahi kar te hain aur is mein ham ko loss hota hain aur hamara account wash ho skata hain is mein lalchi insan ka jaga nahi aur pakistan forex forum mein jo lalch ar ta hain o is mein kambhi kamyb nahi ho sakta hainaur is mein earning hasil nahi ar sakte haiun

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X