confidence trading me zrori cheez hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    confidence trading me zrori cheez hy
    dear frnds forex me ham forex trading me jab faisla leny lgty hen koi bhi trade open krny ka to ham confuse ho jaaty hen jis sy hamary hosly past ho jaaty hen lekin forex me hamen bilkul bhi cpnfise nahi hona chye yahan apko full confidence ki zarorat hota hy aik acha trader jo wakt par fasila krny ki salahiyat rakhta hy wohi forex me kamyaabi hasil kr skta hy
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: confidence trading me zrori cheez hy

    Confidense k baghair trading karna buhut hi mushkil ha us ma her waqt ksis na kisi pa depwnd karna parta ha our hood sa kuch nahi hota hmain full confidense sa apni tradong hood karni chaheye ta k jab bi koi acha point mily hum us ma entry daal leya kary thanks
    • #3 Collapse

      Re: confidence trading me zrori cheez hy

      G dear bilkul theak kha ap nay kay trading mai ager confidence ni hota hai tu hum hamesha he ghlat trade lagtaye hain jub kay ager h confidence kay sath trade lagain tu humain bhut faida hota hai aur humari trade bhi achi hoti ha
      • #4 Collapse

        Re: confidence trading me zrori cheez hy

        G bro sahi bola ap ny esa hi hai confidence hr Km min bhot zruri hota hai hmy apna hr km Confidance sy krna chaye or hmy sure hona chaye jo hm kr rahy hen wo thek hai confidance knowledge sy hi hasil hota hai jtni hmari knowledge achi hogi hmara confidance itna hi acha hoga
        • #5 Collapse

          Re: confidence trading me zrori cheez hy

          Confidencee honaa boht zaroori hai agr ap ky pass knowladge kam bi hai lykin confidence hai to axhei trad laga sktyy hai agr knowladge zaidaa hai confidence ni hai to axhei trad ni laga sko gyy confidence honaa zaroori hai our zaida tr new trader confidence ni rhk patyy kyu ky demo account main practice karty hai demo main to loss ka dar ni hotaa our jb real acciunt main atyu hai loss ka dar hota jis ki wajaa syy confidence ni rhk patyy .
          • #6 Collapse

            Re: confidence trading me zrori cheez hy

            yes ,forex markeet main hamko kisi pay nai balk apnay aap pay confidence ka hona bahut he zaruri hay k hamko apnay he lagaye huvay order pay aitbaar hona chaye k ham nay jo order lagay hay wo thora bahut lose main jata bhi hay to hamko us say koi paraishani nai honi chaye agar hamko confidence nai hoga to ham us order ko bahut jaldi say cut kr daingay jis say hamko jo achay say acha bhi profit honewala hay wo kabhi nai hoga is liye confidence ka hona bahut he zaruri hay.
            • #7 Collapse

              Re: confidence trading me zrori cheez hy

              Ji confidance bht zarori hey magar over confidance nahi hona chahiye aur confusion bhe nahi honi chahiye .confusion aur mentally depress se trade mein nuksaan bhe ho sakta hey. Iss liye blance bht zarori hey overconfident bhe nahi hona chahiye aur confusion me bhe nahi rehna chahiye
              • #8 Collapse

                Re: confidence trading me zrori cheez hy

                G han dear confidence trading Mein zaroori hai agar Dar Dar CarTrade lagayein Ge to Kisi Na Kisi Jagah mistake kar denge aur parks trading Aisa business hai isme Chhotisi mistake se loss ho jata hai confidence Hona jaruri hai Agar aapke paas na lage kaam bhi hai Fir Bhi confidence se trade lagae Fox Business mein loss aur profit Ek Sath Hai Is Se Darna nahi chahiye....
                • #9 Collapse

                  Re: confidence trading me zrori cheez hy

                  Dear friends bilkul sahi bat he forex ho ya koi bhi karobar ho us mein confidence boht zruri he es liye forex mein trading k Duran confuse na Hon or fully dhiyan se trading kren us me apka faida ho ga or apko kamyabi mily g
                  • #10 Collapse

                    Re: confidence trading me zrori cheez hy

                    dear mai ap ki bat sy itefaq nahi kerta hun asal jo cheez ki ap ko ziyada zarat hy wo ap ki knowledge hy ager ap ky pas yi hy tu ap ko koi masal nahi ho sakta hy is liya ager ap ky ander confidence bi hy per apko trade ka hi nahi pata tu us ka koi khas faida nahi ho sakta hy mai samjhta hun lehaza is bat ki koshish kery ky apny ander is ki skills paida kery taky trade kerny ki waja paa ho or loss na kiya jay.
                    • #11 Collapse

                      Re: confidence trading me zrori cheez hy

                      G sir ap nay sahi kaha he keh hamesha confidence ky sath trading kary is ka ek ek faida ye bhi hota he jan hum confidence ky sath trading karty hen to tans nahi lety or achy sy analysis karty hen jis ki bina par hum acha profit earn karty hen.
                      • #12 Collapse

                        Re: confidence trading me zrori cheez hy

                        hamy confidence ky sat kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik real business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: confidence trading me zrori cheez hy

                          My dear brother aap ki baat bilkul thk hai trading karte waqt hamare pass confidence zaroor hona chaye agar hamare pass confidence ho ga to ham ache trade kar payen ge.agar hamare pass trading karte waqt confidence nahi ho ga ti ham trading nahi kar payen ge.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X