Hum mistake sy sekhty hain to mistake ko thek kun nahi krty
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hum mistake sy sekhty hain to mistake ko thek kun nahi krty
    Dear sub trader yah khty hain k hum agir mistake krty hain or os sy loss hota ha to hum ko mistake sy bhi knowledge milta ha dear agir aap ko mitake sy knowledge mil rha ha to aap woh he mistake bar bar kun kr rhy hoty hain aap ko woh mistake bhir thek kr lani chaye acha trader woh hota ha jo apni mistake ko cover kry
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hum mistake sy sekhty hain to mistake ko thek kun nahi krty

    daer mai ap ki bat sy itefaq kerta hun waqi ager hm log apni hi ki hoi mistake sy is market mai loss kerty hy tu kiya waja ho sakti hy ky hmlog is market mai 2bara kamyab kiyo nahi ho sakty hy jaha tak mai samjhta hun tu miri samjh mai ik hi bat ati hy ky hm log lalch kerty hy jis ki waja sy hm log loss jer jaty hy or bari lot ky sath trade open kerty hy taky hm log ziyada sy ziyad pais akakm saky jis waja sy loss bi ho jata hy.
    • #3 Collapse

      Re: Hum mistake sy sekhty hain to mistake ko thek kun nahi krty

      Forex trading busneiss main wohei kamyab hotyy hai jo apni mistakee syy seekhtyy hai our jo apni mistakes ko ingonre kar detyy hAI wo kamyabb ni ho patyy oumhy agli bar bi ousei mistakess syy loss ho sktaa hai best wohei hotaa hai jisyy ek martbaa kisei mistakes syy loss hotaa hai wo itni learing kartaa hai ous mistakess par next wo mistkss ni hoti ..
      • #4 Collapse

        Re: Hum mistake sy sekhty hain to mistake ko thek kun nahi krty

        G han dear Forex trading Asha business hai is mein miss take ho hi Jati Hai apni mistake se mayoos Nahi Hona chahi balke apni mistake se sikhna chahiye best Raider wahi banta hai jo apni mistake ko ignore karne ke Bajaye news paper practice aur learning Ka Aata Hai next trade mein main hua mistake Na Ho...
        • #5 Collapse

          Re: Hum mistake sy sekhty hain to mistake ko thek kun nahi krty

          forex par apni mistakes sa sabak seekhnay ka liya hamay apni mistakes ko theek karna parta ha aur un mistakes ko hamay kabhi be dobra repeat nai karna chayia aur un logo ko mistakes ko achi tyra sa dekhna chayia aur un logo ko ya achi trading karna ma ma boht hi zada help karta ha aur is tyra sa wo log forex sa achi earning kar sakya ga aur profit earn kar paya ga
          • #6 Collapse

            Re: Hum mistake sy sekhty hain to mistake ko thek kun nahi krty

            Mistakes ho jati hein magar un k teekh krne k liye thora advance hona chahiye. Mistake repeat na ho .bht acha profit earn kr sakte hein agr mistakes ko repeat na kre. Choti choti mistakes kabi bari ho jati hein
            • #7 Collapse

              Re: Hum mistake sy sekhty hain to mistake ko thek kun nahi krty

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Arslannaeem پيغام ديکھيے
              Mistakes ho jati hein magar un k teekh krne k liye thora advance hona chahiye. Mistake repeat na ho .bht acha profit earn kr sakte hein agr mistakes ko repeat na kre. Choti choti mistakes kabi bari ho jati hein
              Hanji dear hm ko mistak sy dakna chaheya or ous ko sodarna ki koshish krni chahey ormr jo ap ny khaha ha ous pr be amel krna chahey hm sb ko
              • #8 Collapse

                Re: Hum mistake sy sekhty hain to mistake ko thek kun nahi krty

                forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamare mistakes hamare teachers hain hamy in sy learning hasial karne chahey
                • #9 Collapse

                  Re: Hum mistake sy sekhty hain to mistake ko thek kun nahi krty

                  Jiha doston Jab Hum Ek Dafa Forex trading male awesome na karte hain toh Humne apni previous mistake se kuch sikhna chahiye aur Hamein future ki post par aur future pet par Hua Galti Nahin Karni chahiye jo hum Piche kar Aaye hote hain aur usko bar bar is mistake ho repeat nahin karna chahie bulke use straight ko mehsoos mistake ko Sahi karna hota hai pura karna hota hai Taki Hum Jyada Se Jyada profit Hasil kar sake aur Hamein loss Na Ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Hum mistake sy sekhty hain to mistake ko thek kun nahi krty

                    forex mai aik mistake ke waja sy hamy big loss ho jata hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Hum mistake sy sekhty hain to mistake ko thek kun nahi krty

                      forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamy mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik unique business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Hum mistake sy sekhty hain to mistake ko thek kun nahi krty

                        forex aik legal business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara account wash ho jata hain is mai market ka balm nahi hota forex aik bohat bara business hain forex aik legal business hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Hum mistake sy sekhty hain to mistake ko thek kun nahi krty

                          dear forex main bar bar mistake iss leay hoti hai kyon k yeh forex market bohut he risk market main aur har trader mainn lalch ahee jata hai lach ki waja say ham iss main bar bar mistake karty hain aur jiss ki waja say ham ko loss hota hai ager ap nay iss chez par control karna hai tu ap ko proper plan k sath aur aik target bana akr iss market main kam ho ga phir he ap iss galti say bach sakty hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X