Loss se ghabrana ni chahiye bal k or ziada mehnat Karen..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss se ghabrana ni chahiye bal k or ziada mehnat Karen..
    Dear friends forex mein nafa or nuqsan dono karobar ka hissa hain es liye ziada pareshan na Hon agr loss bhi ho Jaye to ghabrana ni chahiye bal k or ziada mehnat Karen to ap ko kamyabi ho g
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss se ghabrana ni chahiye bal k or ziada mehnat Karen..

    G dear es bat mai koi shak ni hai kay humain trading mai lose ka samna bhi karna parta haivtu kamyab sirf wo he hota hai jo lose se kabhi ni ghbrata hai balkay dat kay muqabala karta hai tu humain kabhi bui lose se ghabrana ni chaye balkay humain seekhna chaye ta kay next time na ho
    • #3 Collapse

      Re: Loss se ghabrana ni chahiye bal k or ziada mehnat Karen..

      G han dost ap ny bilkul thek kaha hai k forex main agar ap ko loss ho jata hai to apko tension nahi leni chaiy balky apko chaiy k ap forex main aur ziada dil laga kar mahnat karen taky apko forex k bary main experience aur acha knowledge mily aur ap achy treadr ban kr acha profit hasil kr sakhty hain
      • #4 Collapse

        Re: Loss se ghabrana ni chahiye bal k or ziada mehnat Karen..

        Dear brother loss tu her business ka hissa hota hey iss liay ghabrana nhi chahiay balkay loss se sabak seekh kar aagay barhna chahiay aur pahlay se ziyada mehnat karen ta k loss ko profit men badla ja sakay aur jahan tak mera khayal hey forex trading men loss hi kamyabi ki taraf ley kar jata hey
        • #5 Collapse

          Re: Loss se ghabrana ni chahiye bal k or ziada mehnat Karen..

          Dear friends Pakistan Forex trading matrid karte hue aap ko Hamesha loss sy ghabrana ni chahiye kiun k loss r profit trading ka his a gain thank you.
          • #6 Collapse

            Re: Loss se ghabrana ni chahiye bal k or ziada mehnat Karen..

            agar hum forex mai kam karty howe mistake kar dy gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes py gur kar ky kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or ache earning hasail kar saky gy
            • #7 Collapse

              Re: Loss se ghabrana ni chahiye bal k or ziada mehnat Karen..

              Dear thek kaha ap ny...loss agr hota hy to hamari ghlti ki wja sy hota hy islye hmin wo ghlti tslash krni chahye na k jzbati hona chaye jb hm apni ghltian nikalin gy to he achy trader bn skin gy...
              • #8 Collapse

                Re: Loss se ghabrana ni chahiye bal k or ziada mehnat Karen..

                forerx mai loss hamy apne he waja sy hota hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international or legal business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss se ghabrana ni chahiye bal k or ziada mehnat Karen..

                  forex aik international business hain hum jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy sabar karna chahey or next time apne mistakes ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy hamy mahnet sy forex mai kam karna chahey
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss se ghabrana ni chahiye bal k or ziada mehnat Karen..

                    forex aik bohat bara business hain jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy los ho jy ga hamy loss ky bad thennce nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko avoid kar ky mhnet sy kam karna chahey forex kabe be band na hony wala international or legal business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss se ghabrana ni chahiye bal k or ziada mehnat Karen..

                      g haan bhai jaan hamen as main mihnat bhi karna chahiy hai aor forex aik aesa business hai jis main ham mihnat nahi kare gey tu ham as main kamyab nahi ho sake gey as liy ham ko chahiy hai kee ham as main ache se kare aor ham ko as main mihnat bhi karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gey as main agar ham mihnat se kam nahi kare gey tu ham as main kabhi bhi ham nakam nahi ho sake gey as liy ham ko chahiy hai kee ham as main mihnat na kare aor haan forex main woh kabhi kamyab nahi hota hai jo as main mihnat nahi karta hai as main jo mihnat se kamkarta hai woh hi kamyab hota hai as liy mihnat karo
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss se ghabrana ni chahiye bal k or ziada mehnat Karen..

                        aws se bilkul ghabrana Nahin chahi balke Jyada Se Jyada mehnat karna chahie Kyunki mehnat karne se Hamein kamyabi Milegi aur Iske Alawa aur koi dusra Rasta Nahin aggelos Bajaye Tu Hamein use bilkul pata karna chahi Kaki Los Ka Badla Jyada mehnat se profit charge ki jai
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss se ghabrana ni chahiye bal k or ziada mehnat Karen..

                          loss to mujhay b boht zaida howa tha puray ka puray wash ho gya tha jaib b khali thi pershan b boht tha lekin main ne tention main rona dhona shuru nai kya waqat ziya k bagair new invest ki koshash karta raha se main mistake ko b khatam karnay k plan banata raha end main kamyab ho gya ab loss k chance boht kam hai profit boht zaida hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss se ghabrana ni chahiye bal k or ziada mehnat Karen..

                            Jiya bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha Main usse gabra Nahin Nahin Nahin chahi Humko Ye sochna chahiye ki aaj Na Subah Hai Kal advantage hoga mehnat karna chahie Jiski wajah se hum 9 Se Ban sakte hain thanks for this question

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X