Stoploss ky fiday
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stoploss ky fiday
    Dear friends umeed ha ap sub theak ho gay au achi trading kar rahy ho gay friends stop loss ka bohat say fiday hain aur jo maray nazdeeq sub say bara fida ha wo yh ha k hum stoploss ka use kar k ek achy aur sucessful trader bun sakty hain aur hmara accout be wash nahe ho sakta kau k es limt may ja k hamri trade close ho jati ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stoploss ky fiday

    G dear ager stop lose na laga hobtu humain utna zayda lose hobjata hai jisaye recover karna bhut zayda muahkil ho jata hai aur hum account ko wash karnaye pay majboor ho jataye hain tu humain chaye kay hum stop lose zaroor lagain ta kay jub aik limite tak humara lose ho tu trade auto pay close ho jaye aur hum lose ko recover kar skain
    • #3 Collapse

      Re: Stoploss ky fiday

      Dear brother forex trading men trade lagatay waqt stop loss ko zaroor manage karen ta k loss ko kam se kam kiya ja sakay aur agar acha profit nah milay tu ziyada loss bhi nah ho aur account bhi safe rahay aur new traders ko stop loss lazmi use karna chahiay iss se hamara bonus zaiya nhi hota
      • #4 Collapse

        Re: Stoploss ky fiday

        Asalamu alaqum dear members of forex Ap n bhoot achi bt ki h k forex m loss ko km krna k ly stop loss lagna chayee ta k hmy ziada loss na ho or hm is trah loss km kr skta h or hm off line bi ho tu hmy loss ni ho ga stop loss se
        • #5 Collapse

          Re: Stoploss ky fiday

          Dear friends Forex trading Mein kaam karte hue a Hamesha ek kaam karna chahiye ke aap Star Plus ka istemal Suroor Karen tar ke aapko Badal Barse Na Ho aur aapka account was hone se Bach Jaaye aap Hamesha junior members ko bhi uski nasihat Karte Rahe Ho Apna account was hone se bacha sake Star Plus ka bahut hi fayda hota hai agar istemal kiya jaye thank you
          • #6 Collapse

            Re: Stoploss ky fiday

            Jaisa aapne bilkul right Ka Ghar Hame trading Karte Hain To Hamein pahle stop loss or profit ke tools ko Jarur istemal karna chahiye Kyunki Aisa karne se hum kam se kam loss Hoga aur profit bhi ho jayega Agar Hame loss hota hai to hum use recovery kar Payenge
            • #7 Collapse

              Re: Stoploss ky fiday

              DEAR ap ki bat sahi hai as main ham ko chahiy hai kee ham as main jab bi kam kare yani as main traing kare tu ham ko as main stop loss ka use zaror ihi karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor ham ko dil se bi kam karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee
              • #8 Collapse

                Re: Stoploss ky fiday

                Bhai jan mere khayal se is mein is mein stop loss ko isi lye lagagte hain k humko is mein jab bhi is mein loss hota hain aur humko stop loss lagane se is mein loss kam hi hoga aur humko is mein zada greed nahi karna chahye aur humko is mein stop loss ka istaim zroor karna chahye
                • #9 Collapse

                  Re: Stoploss ky fiday

                  agar hum nay stop loss ko use kea hay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur hum market main regular base par acha profit bna sakty hay kam risk kay sath kyun keh stop loss humay ziada risk say bachata hay aur humay chahiye keh ziada risk na lain balkeh safe trading karen tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Stoploss ky fiday

                    forex mai hamy ache learning hasial kar ky stop loss ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik unique or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Stoploss ky fiday

                      Hi sabse kam karna chahiye sabse pahle Mahina par stop loss Lagana chahiye Jab Hum Yahan Par stop-loss Laga Lete Hain To Kya Main Market understand karna Jyada Mushkil kaam nahi rehta hai Jaise Jaise Hum Log market mein abhi Kidhar Jaate Hain Lakhon examples table ho jata hai aur hum Yahan Par Apne account ko Jyada acche se manage kar sakte hain Pahle Se Bhi Jyada
                      • #12 Collapse

                        Re: Stoploss ky fiday

                        Wassy to stop loss ka jo sub say bara faida hay who ya k ap ka account wash nai hota hy mager jub hum stop loss lagatay hain to hum ko is ki taraf tawajh dani hoti hay ka kahe pair ki movement itni taz na ho jaya k who stop loss ko loss ki taraf jatay hoya hit ho jaya hummay is ko apni zarorat k mutabik chamge kerna hota hy is say trader farik nai hskta hy s liya mujha ya ifna attract nai kerta
                        • #13 Collapse

                          Re: Stoploss ky fiday

                          My dear forex friend agr hum trading m stoploss nhi karen gy to humara account wash bhi ho skta hy is liy humy chahiy k jab humari trade ziyada loss m ja rahi ho
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Stoploss ky fiday

                            My dear forex friend agr hum trading m stoploss nhi karen gy to humara account wash bhi ho skta hy is liy humy chahiy k jab humari trade ziyada loss m ja rahi ho to or agy s stoploss laga hoga to wo trade stop ho jay gi or hamara account wash hony s bunch jaiy ga
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stoploss ky fiday

                              stoploss ko use krny sy members ziyada loss sy bach jaty hain aur is trah unka account wash nhn hota agr account wash ho jay to members ko phr start sy mhnt krni prti hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X