Kis tarhan los s bachna chye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kis tarhan los s bachna chye
    mere khaiyal m los se bachy k liye Sab sy pehly to lalach na kren
    2nd choti tarede lagen es sy los ki parcentage bhi km hugi
    3rd sabar se kam len market movement ka intazar Krna bi zaruri ha jab market move hugi los bhi profit me badal jaega
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kis tarhan los s bachna chye

    Bhai loss sy bchna hai tu apk pas forex business k bary min knowledge achi honi chaye or ap demo account min practice kryn usi sy ap bhot seekhy gy or us k bad apko trading ka sahi pta hona chaye trading kesy krni or kb krni ktna lot size rkhna hai ye sb
    • #3 Collapse

      Re: Kis tarhan los s bachna chye

      Ji bilkul sahe kaha k hamain loss se bechna chaye, lalich nai karnai chaye aur learning continue rakhni chaye,
      • #4 Collapse

        Re: Kis tarhan los s bachna chye

        Lose say bachny k liye trading karny k dawran humey lalach say bachna chahiye aur aik he time mein aik say zaida trade open nahi karna chahiya tu isi tarah hum lose say bach sakty hain. Aur market ko dek kar trading open karna chahiya tu is traha hum acha trading kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Kis tarhan los s bachna chye

          G bahi sahi kaha ap na jab bi ap lalach karain gain ap ko loos ho ga is lia agr ap loos s bachna chata hain tu lalach na karain or lot size choti rahakian market ka analysis karian or strategy creat karain agr ap na acchi strategy bana li tu ap kamyab ho jayain gain or ap acchi earning kar sakian gain
          • #6 Collapse

            Re: Kis tarhan los s bachna chye

            Gee dear friend aap ki baat droost hayki insan basically lalachi hay jab iss ko profit hota hay too ya thoory per shookar ada nai kerty balkiy ziada ky lalach main aa jaty hain kjiss say profit bhi akhsar zeya ho jatA hay oor trade main loss bji ho jata hay
            • #7 Collapse

              Re: Kis tarhan los s bachna chye

              G bhai apnay bilkul theek bat boli hai hame los say abchna hoto hame money management ka khas khayal rakhna chaheye or is bat ko nazar mai rakhna chaheye k hame apnay pore equity ka total 2% risk lena hai matlb ager apka account 1000$ hai to apko 20$ risk lena hai or profit bhi k loss hoto 20$ ka or profit bhi 20$ ka Thanks!
              • #8 Collapse

                Re: Kis tarhan los s bachna chye

                Dear brother aap ke baath be sahee hay aap ko trading may losses say bachnay k liay aap ko buhut see cheezo ka khyal rakhna hoga ek tho ye ke aap ko start may hamesha apna lot size chota rakhna hoga our apnay har trade may stop loss ko zaroor istimaal karna hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: Kis tarhan los s bachna chye

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: shazzgoher پيغام ديکھيے
                  mere khaiyal m los se bachy k liye Sab sy pehly to lalach na kren
                  2nd choti tarede lagen es sy los ki parcentage bhi km hugi
                  3rd sabar se kam len market movement ka intazar Krna bi zaruri ha jab market move hugi los bhi profit me badal jaega
                  Agar aap Logon Se Bachana Chahta Hai Tu isliye Jaroori hai ki aap hardworking Karke trading Karen aur Jab Bhi trading karen to proper planning Karke trading Karen Varna aap ki trade loss Mein Jayegi
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Kis tarhan los s bachna chye

                    ap nay bilkul theek farmaya aap nay. learning har business main laazi hai, bhaly wo online business ho ya real business ho, ya koi or cheez hai, aik kaam ko achi tarha samjh kar karna chahiy:1f621:
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: Kis tarhan los s bachna chye

                      forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik online business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kis tarhan los s bachna chye

                        agar hum loss ko avoid kar ky kamyabe hasial karna chatey hain to hamy learning ko best banana chahey hamy aik time table bana kar mahnet sy kam karna chahey hamy emotions ko qabo mai rahkna chahey pher hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kis tarhan los s bachna chye

                          Hum Is Tarah Se bat sakte hain Jab Hum isme laalach Nahin Karenge Aur mehnat Aur Dil Lagi se kaam Karenge Karenge Jayenge isliye Kya Main isme se kam Karen aur isme Koi Bhi laparwahi Na Karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kis tarhan los s bachna chye

                            mara khyal ka mutabik kam ko acha trka sa samjha jy uska bad hi usma soach samjh kar invest kiya jay sakht mahnat ki jy fazol chon ka bara man na socha jy lalach sa bcha jay or tension sa khud ko relife rakha jay to ham lose sa kafi had tak mzahfoze rah saklta hain lose sa bachna ka liya acha experince ki bzarorat hoti ha hama chiya ka ham apna seniors ko dakh kar sikhan or jo wo kerta han usko msamjh kar mzeed bhtar karna ki koshish karin

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X