Business ko luck par nahi chorna chaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Business ko luck par nahi chorna chaiye
    Aslam u Alikum mere piyare dosto mjhy lagta hy ke hamain business main sirf luck par bharosa nahi karna chaiye kuch apne skills bhi use karen tab hi hamain success mil sakti hay nahi to sirf luck aasre main ham agy kabhi nahi barh sakty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Business ko luck par nahi chorna chaiye

    Dear brother forex trading men kabi kabi luck bhi sath dey jati hey aur log acha profit hasil kar letey hen lekin her dafa luck sath nhi deti iss liay koshish karen k luck pe depend karnay ki bajay apni mehnat pe depend karen aur achi learning aur experience hasil karen aur phir regular trading mehnat karen gey tu luck pe depend karnay ki zaroorat nhi parhay gi
    • #3 Collapse

      Re: Business ko luck par nahi chorna chaiye

      G Han friends bilkul thek bat hai Ap ko apne business ko Apni luck pr ni chorna chayie Kyun k har time luck ni chalti or Ap ko loss bi sakta hai Ap ko Apna business ko apne experience or knowledge se krna chaiye
      • #4 Collapse

        Re: Business ko luck par nahi chorna chaiye

        G dear ap ki bat bilkul theak hai kay business mai humaun hamesha koshesh karni chaye aur mahnet kay sath kam karna chaye na kay hum sirf apnay luck pay he barosa karain kiyu kay har bar humara luck humara sath ni daita hai humain market ka knolwdge rakhna chaye
        • #5 Collapse

          Re: Business ko luck par nahi chorna chaiye

          dear friend forex trading mn kbi to achhi luck ki waja sa profit mil jat ha lekin hr bar aisa naen hota to meray khial mn apko luck pa depend krnay ki bjay ziada mehnat krni chayay aur ziada knowledge aur trading experience gain krna chayay ta k hmesha profit hasil kia jay
          • #6 Collapse

            Re: Business ko luck par nahi chorna chaiye

            g han main ap k iss bat sy iteefaq karta hu humain business ho kabi be luck par nahi chorna chaiye humain chiaye k hum business ko mehnaat or lagaan sy agye laa kar jaye hum jab business main mehnaat or lagaan sy kam karta hain toh tab he hum business main kamiyaabi k rah par chal sagtye hain humain iss main kabi be mehnaat ko nahi chorna chaiye humain mehnaat kar k kamiyaab bana chaiye
            • #7 Collapse

              Re: Business ko luck par nahi chorna chaiye

              g haan bhai forex me serf luck hi sab kuch nahi hoti apki mehnat bhi kaam ati hy hamesha jo log har cheez luck par chor dety hen wo kabhi kamyab nahi hoty kyun k insan ko jis k leay mehnat krta hy wohi kuch usay milta hy ab bgair mehnat kaap luck par kuch nahi chor skty is mehnat bohot zarori hy kamyaabi k leay aur forex me apko bohot mehnat dara hoti hy kamyaabi k leay
              There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
              • #8 Collapse

                Re: Business ko luck par nahi chorna chaiye

                Luck par depend karny waly traders ne ye observe kia ho ga key us ko trading me profit regular nahi ho sakta aur month me 1 hi dafa us ko profit hony key bad loss ho sakta hay magar jo traders complete learning aur planing key sath trading karty hey un ko profit regular hi ho ta hay luck par depend karna hi traders ki namkami ki waja banti hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Business ko luck par nahi chorna chaiye

                  Ji bilkul aap ne sahi farmaya hai ki koi bhi Kam Lagta Nahi chhodna chahi Insaan ko Apna Damad ka istemal karna chahiye Kyunki koi bhi kaam Hamare kismat mein nahi likha Hota usse hum khud Shuru Kart hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Business ko luck par nahi chorna chaiye

                    Main ap ki baat say itafaq karta hoon kun kay business ko ap sirf luck par he nhi chala saktay is Kay liyay ap ko mehnat karni parti hy mehnat karnay say ap ko kabhi bhi noksan nahi othana parta
                    • #11 Collapse

                      Re: Business ko luck par nahi chorna chaiye

                      Ap ki baat theak hai k forex business mai luck sey he ap earning nahi hasil kr saky ho. Forex market mai earning hasilkrna hai tou es mai luck key sath es kilearning bhe krna zaroori hai. Tab ap es business mai earning hasil kr sakty ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: Business ko luck par nahi chorna chaiye

                        hamy business ko luck py nahi corna chahey hamy acha knolwedge or exprience hasail kar ky market ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy siraf loss ho jy ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Business ko luck par nahi chorna chaiye

                          G han bahi jan ap ney sach kha hy bouns ko luck par nhi chorna q han dear agr hum bouns ko luck par chortay hein too humein bouns nhi melay gaa jiss say humein loss be ho sakta hy is leyah agr bouns hail karna hy too humein forex par bahot zeyada mehnat krney ho gee aur achi achi post karney ho gee aur hrr post ke qulitey achi honey chaeyah too humein hrr month acha bouns kar saktay hein is leyah bouns ko luck prr na choro is say ap ko bouns nhi melay gaa agr bons hasil kkarna hy too humein forex par mehnat karney ho gee par hum acha bouns hasil kar saktay hein
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Business ko luck par nahi chorna chaiye

                            sir ap ne chi bat ki hai as main hamen chajiy ke eham as main apne business ko luck par na chore as main hamen chahiy hai kee ham as main khud apni mihnat par kam kare tu hi ham as main kamyab ho sake gyy aor hamen chahiy hai keee ha as main ache se kam kare aor har dam hamen as main mihnat karte rihna chahye
                            PAK ARMY ZINDA ABAD

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X