Trading main ziyda nakami ki kiya waja hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading main ziyda nakami ki kiya waja hai

    Treading mn zeada nakame ke waja hum khud he hen ager hum ko nakame he ho rahe ho to hum ko dakhna chaheay k kea masala he jis waja se loss ho rha he is ka main masla hamare lailme he ur dusara hamara treade open kar k sabar na karna ur teesara hamara lalach karna he k profit burh jaey lakin wo loss ho jata he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading main ziyda nakami ki kiya waja hai

      Dear Agar Humko trading mein sirf loss hi ho raha hai tu iski waja ya hai ke Hamare learning Mein Kami Hai Jiski wajah se Humko loss ho raha hai isliye Humko demo account par practice karna chahiye jisse Hum Loss ko recover kar sakte hain agar hamdam account pay practice nahi karte to hum ko lose hi hoga
      • #18 Collapse

        Re: Trading main ziyda nakami ki kiya waja hai

        Sir meri nazar mien forex mien aa ker agr hum as mien loss kerty hien tu as mien loss kerny ki bhut see reasons hien agar hum as mien chand aik bat karian tu mien yeh he kaho ga k aik tu hamay pass experience nahi hota hai or dosra hum as mien aa ker greed kerty hien as ki waja say hum ko as mien aksar loss ho jata hai.
        • #19 Collapse

          Re: Trading main ziyda nakami ki kiya waja hai

          g han ap sahi kah rhy ha forex par trading karta howa boht sa trader nakaam ho jata ha wo is liya hota ha ku ka wo log forex ko seriously nai laghta ha aur is pr without learning ka aaya jata ha jis ki waja sa wo log forex par aya kar choti bari mistakes karna shuru kar data ha aur in mistakes ki waja sa in logo ko zada ya kam loss hona shuru ho jata ha is waja sa wo log forex par khamayb nai ho sakhta ha
          • #20 Collapse

            Re: Trading main ziyda nakami ki kiya waja hai

            Forex trading ki nakami ki bari wajha experience ka nah hona hai new members ko joun hi bonus milta hai woh without experience trading start kar daity hain jis ki wajha say unhain loss ho jata hai hmaien cahiyay ky trading hmaisha experience ky sath aur souch smajh kar karni cahiyay ta ky loss say bachs ja saky
            • #21 Collapse

              Re: Trading main ziyda nakami ki kiya waja hai

              Main ye pochna chahta hun k kiya waja hai trading main bohat se nakami ho rahi hai meray kyal say apni galtiyan ki waja say nakam ho rahay hain
              • #22 Collapse

                Re: Trading main ziyda nakami ki kiya waja hai

                Dear friend aapne bilkul right ka Garam trading karte hue loss ho raha hai to Hame Apne Vash Me karne isko control karna chahie Jiski wajah se hum loss kar rahe hain Kyunki yeah Hamari apni Galti Ke wajah se hota hai hum market ko achi Tarah analyses Nahin Karte aur Wrong side par trade Laga dete hai Jiski wajah se loss hota hai
                • #23 Collapse

                  Re: Trading main ziyda nakami ki kiya waja hai

                  Boss ham as mien jab kam kerte hien tu ham ko as mien kamyabi b mil jati h aur ham ko as mien nakami b mil jati h as lyee ham ko agar as mien nakami sy bachan h aur kamyabi hasil kerna h tu ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien acha kaam kerna hota h agar ham as mien lalach nahi kerte hien tu ham as mien kama sakte hien.
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading main ziyda nakami ki kiya waja hai

                    Forex trading business me nakami ki 1 waja jo meri samaj me ati hay wo without planing key trading karna ho sakta hay, proper planing key sath trading karny se koi be traders nakam nahi ho sakta hay, trading business me nakami ki waja koch be ho traders ko learning karni chaye ta key wo perfect traders ban saken.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading main ziyda nakami ki kiya waja hai

                      Janab ma ap ki bt sy agree ho hamy nakami apni ghlti or jo hum kam may dil nhi lagty or mhnt nhi karty us sy bhe hamy nakmi hoti ha sab sy bari waja hamri ghltiya ha us sy hamy nakmi ziyada hoti ha agr hum apni ghltiya pat kabo pa sakhy to or dil laga kar mhnt sy kam kary to hamy nakmi nhi ho gi

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X