Mehnat me he azamt

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat me he azamt
    Sir ap jitna zyada Pakistan forex me mehnat karo ge apko itna he zyada aap market ko achi tarha se jan pao ge acha profit kama pao ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat me he azamt

    Dear brothers forex trading men mehnat karnay pe bahut zor diya jata hey kiun k forex trading men jo log mehnat nhi kartay woh kamyab traders nhi ban saktay iss liay acha knowledge aur experience hasil karnay k bahd mehnat ko hamesha k liay jari rakhen kiun k mehnat men azmat bhi hey aur barkat bhi hey
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat me he azamt

      Dear friend forex trading aik bahot achha aur most profitable business ha is mn agr ap mehnat kren aur forex k baray mn knowledge aur trading experience gain kren aur forex trading ko achhi trh learn kren to ap forex sa bahot achhi earning kr sktay hn
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat me he azamt

        G Han friends forex trading men Ap jitna zaida mehnat kre gy Ap ko utna zaida profit hasil kr sakty hai forex trading men mehnat ki bohot zaida important hai Ap mehnat se sub kuch hasil kr sakty hai Kyun k mehnat men azmat hai
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat me he azamt

          Assalamualaikum dear friends mehnat ke bagair hum kuch Haasil Nahin kar sakte ISI Tarah Forex trading main bhi aap jitni zyada minute se kaam Karenge gay aapko Itni zyada profit Hogi mehnat Karke knowledge or experience ko Sikh gay mehnat bahut zyada important hi Iske bagair Hum kuch nahi kar sakte a minute mein Azmat hai
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat me he azamt

            A ki baat theak hai k mehnat mai azamt hai. jo bhe trader mehnat krta hai tou wo es business mai kamyabi bhe hasil krta hai. Forex market mai mehnat sey he ap market ko forecaste kr sakty ho. Begar mehnat key kamyabi nahi ho sakty.
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat me he azamt

              Ji bilkul No doubt jitni mehnat ho gi utna profit ho ga aur bonus acha mily ga. Time waste krne se behtr hey banda mehnat kre
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat me he azamt

                ji bilkul mehnat main hi azmat hy jitni mehnat karo gy utna hi faida hoga kiyun k ek hardworker ke liye duniya mai koi bhi cheez impossible nahi hy wo har cheez karne ko tayar hota hy wese forex main bhi jo banda mehnat kary ga wo kamiyab hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat me he azamt

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: iramshehzadi پيغام ديکھيے
                  Sir ap jitna zyada Pakistan forex me mehnat karo ge apko itna he zyada aap market ko achi tarha se jan pao ge acha profit kama pao ge
                  Yes dear thek kaha hai ap ne hum ko pak forum pa zyda se zyda mhnet krni chahiy jitni zyda hum mhnet kry gy hum ko itna zyda hi hum ko faida ho ga itna hi hum is me kamyb ho gy or profit ly saky gy but is ka liy hum ko zyda hardworking ki zarort hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat me he azamt

                    Mahnat main main azmat aur barkat hai agar mahnat dill laga ker krain to bohat barket ho gi aur dill bhi kray ga kyunk jab profit ana strat ho geya to phercaur ziyda mahnat ker dain aur trading mind ka istmal krain es say bohat jaldi earning strat ho jay gi lakin dair mat krain es kam main jaldi krain jitni dair utna hi loosz ho ga hum to achay profit k sath jam ker rahay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat me he azamt

                      DEAR ap ki bat sahi hai mihnat main hi azmt hai as liy ham ko chahiy hai kee ham as main ache se mihnat kare q k agar as main ham mhnat nahi kare ge tu ham as main kamyab nahi ho sake kee gee as liy ham ko chahiy hai kee ham as main zyada se zyada mihnat kare tu hi ham as main kamyab ho sake gee
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat me he azamt

                        Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke hamein chahiye ki hum Forex mein jyada Se Jyada mehnat Karen Kyunki mehnat Mein azmat hai agar Hum isme mehnat Nahin Karenge To Kabhi Kamyab Nahin Honge mehnat ke Jagar Namumkin Hai kamyabi thanks for you
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat me he azamt

                          Hi ji aapne Sahi Kaha Mein Milte Hi main Azmat Hai Hamein Jyada Se Jyada mehnat Karni chahiye ISI Mein Hamara jyada fayda hai Mahanadi Aadmi Har Jagah hi Kamyab Hai Hamein Jyada Se Jyada mehnat Karni chahiye aur aage Badhana chahi mehnat karke hi Ham kamyabi Hasil kar sakte hain isliye mehnat Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat me he azamt

                            g hahn bhai ma pki bt sa blkl itifaq krta hon kae mhnt m hy azmat ha hm jitni mhnt sae kam krty han hme uthna hy sella mlta ha agr hm zdya mht krtyhan tu hme zyda profit gain ohga or agr hm akm mhnt sae kam krty han tu kam profit mlae ga isi trah hme cheyae kae hm forex pr b mhnt sae kam kro or axe tra market ko smj kr trade krn isi m kamaybi ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat me he azamt

                              Jo log bhai jan forex mein mehnat karte hain aur humko is ein chahye is mein mehnat se hi is mein kam kare au ris men ihtiyt se kam karena chahye aur mehnat mein hi azmat hain aur humko is mei mehnat se hui is mein kam krana chahye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X