Akhir ham kamyaab ku nahi hoty

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Akhir ham kamyaab ku nahi hoty
    Sir je me apsy pochna chahta ho ke akhir ham trading karty howe kamyaab ku nahi hoty akhir kia reason ho sakta hai hamari nakami ka
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Akhir ham kamyaab ku nahi hoty

    dear friend forex trading mn nakami ki bahot c wajoohat ho skti hn jis mn forex k baray mn knowledge aur trading experience ki kmi bhi ho skti ha aur ziada profit ka lalach aur jald bazi mn trade lgana bhi ho skta ha aur loss mn sabr na krna bhi nakami ki waja ho skta ha
    • #3 Collapse

      Re: Akhir ham kamyaab ku nahi hoty

      Dear brother forex trading men aatay tu bahut ziyada log hen lekin her koi forex trading men kamyab nhi ho sakta kiun k hum ziyada profit ka lalach kartay hen aur bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se loss bhi ho jata hey aur hum loss men chalnay wali trade ko close kar detey hen wait nhi kartay jiss waja se hum nakam ho jatay hen
      • #4 Collapse

        Re: Akhir ham kamyaab ku nahi hoty

        G dear jb hm forex py aty hn to sirf ye soch k aty hn k hmin profit he hoga to ye bat ghlt hy hmin boht sara experience zaruri hy or kbhi b greed ni krna chahye or na he preshan hona hy loss min q k jb market down jati hy to loss k dr sy trade close ni krni chahye blky w8 krna chahye ..
        • #5 Collapse

          Re: Akhir ham kamyaab ku nahi hoty

          Dear aap nay bohat achi baat ki hai.or agar traders iss baat pay ghor kerna shuru ker dain kay akhir hum kaamyab kiyu nahi hotay hain iss ka matlab yehi hai kay humain mazid seekhnay ki zarorat hai.Jab tak hum apnai learning or practice bohat achi nahi ker saktay tab tak hum kaamyab nahi ho saktay hain.Kaamyabi kay liye or achay business kay liye humain bohat ziada education lainay ki zaroorat hai
          • #6 Collapse

            Re: Akhir ham kamyaab ku nahi hoty

            Agr ap forex market mai interested hai tou phr ap ko mehnat krna hai aur market key rules follow krna hai. Tou ap market mai kamyabi hasil kr sakty ho. Aur ap market mai regular earning hasil kr sakty ho.
            • #7 Collapse

              Re: Akhir ham kamyaab ku nahi hoty

              Ye to humain khud say poochna chahey k kyun kamyab nahi hota jab k planing bhi achi anlyses bhi achay hotay hain trade bhi achi hoti hai lakin ye pata nahi hai k galti hum khud kerty hai k lalch ki waja say loss ho jata hai agar es mistake ko door krain to profit acha aye ga sath overtrading, overconfidence, emotional, risk kena, sab strat ker detu hain to loss krsay na ho hab k en sab say avoid kerna hai.
              • #8 Collapse

                Re: Akhir ham kamyaab ku nahi hoty

                ji bhai es ki ek waja ho skti hy ap apni weakness ko talash karen aur usy apni mazbooti banayen phr inshallah allah ke hukam se ap apni success dekhain
                • #9 Collapse

                  Re: Akhir ham kamyaab ku nahi hoty

                  Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Ham Forex main Us Waqt Kamyab Honge Jab Hum isme Dil Laga kar kaam Karenge aur mehnat Karenge aur Forex ko Apna Kaam Samajh Kar Dil Laga kar kaam Karenge tab Hum isme Kamyab Honge Warna Na mumkin Hai Kamyab Hona thanks bro
                  • #10 Collapse

                    Re: Akhir ham kamyaab ku nahi hoty

                    Dear brother mere khayal me to hum log is liye kamyab nahi hote kio k hum log ziada Lalach k peeche bhagte he or jab hamen thora buht profit mil reha hota he to hum or ziada lalach ka sochte he or phir bajai k hum profit haasil kare wo hamen loss ho jata he or phir hum emotional ho ker baith jate he aisa nahi kerna chahiye Lalach ko apne mind se nikal dena chahiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Akhir ham kamyaab ku nahi hoty

                      Bhai jan hum log posting bhi karte hain aur is mein bonus bhi hasil kar lete hain aur humko chahye k hum is mein ntrading ko kahyal se kare pher ja kar hum is mein earning isse kar skate hain aur humko nis mein ihtiyt se kamkaerna chye
                      • #12 Collapse

                        Re: Akhir ham kamyaab ku nahi hoty

                        Boss ham us mien us waqt kamyab ho sakte hien jab ham as mien mehnat kerte hien aur jab ham as mien acha ban ker kaam ker sakte hien aur ham as mien kaam ker as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien aik bahtreen tajir ban ker as mien kaam ker sakte hien as lyee ham ko as mien kaam kerna hota h.
                        • #13 Collapse

                          Re: Akhir ham kamyaab ku nahi hoty

                          bht sae log han jo bht mhnt sae akm krty ahn lkn wo kamyab ni ho paty han us m kuch dfa unki luck ni axe ho ty ha or kuch dfa asa hota ha kae wo mhtn krty han lkn unki direct thk ni hotyha wo glt dirextion m mhnt krty han or us sae bachnae kae lyae unko cheyae kae wo axe trah mhnt krn or axe trah profi tkae saht akm krn isi m unki kamyabi ha or axe trah wo profi tbna skty han or kamyai hasil kr skty ahn
                          • #14 Collapse

                            Re: Akhir ham kamyaab ku nahi hoty

                            ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai gram Pakistan Forex Mein Kamyab nahi hote toh isme Hamari Galti hai agar Hum Pakistan Forex Mein Kamyab Hona chahte hain toh Hamein Pakistan Forex mein bahut hi jyada mehnat karna padega aur bahut hi jyada posting karna padega aur bahut hi jyada Online rehna Hoga Agar hum bahut jyada online Rahenge to hum Pakistan Forex mein bahut jald Kamyab ho sakte hain aur bahut hi accha profit bhi haseel sakte hain thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Akhir ham kamyaab ku nahi hoty

                              Kiu k hum log sabar bahi krty jab profit hasil krna hota hai tu slow slow lagy rehty hain or 2 dollar b mily tu close kr daity or dpsri trf loss hu raha hu tu dil. Hi ni krta loss main close krny ka sub sy sa zaida mushkil esi waja sy hai tu humy soch smj k krna cahiyeh tubhi kamyabi mil skti

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X