waqt ko hath se jane na do
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    waqt ko hath se jane na do
    mere piyare dosto mjhy lagta hy ke waqt ki boht hi importance hy hamain chaiye ke ham post aur thread ka ek perfect limit banain aur ek time table banain aur ap us time pe lazmi posting or thread ko time dain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: waqt ko hath se jane na do

    Apnay waqt ko keemti bannana chahiye ap ney theek kaha time table banaiye posting ka bhi forum pe ap proper time rakhain aur uss time apni posting karain aur sekhnay ka amal jaari rakhain achay sey acha knowledge gain karna chahiye aap ko aap proper timing den gay then acha gain karain gay.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Re: waqt ko hath se jane na do

      اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadsadique پيغام ديکھيے
      mere piyare dosto mjhy lagta hy ke waqt ki boht hi importance hy hamain chaiye ke ham post aur thread ka ek perfect limit banain aur ek time table banain aur ap us time pe lazmi posting or thread ko time dain
      Time bahut kimti Cheez Hai Hamein School nahin karna chahiye aur jo log Hamare friends free Hain unko Forex trading ke bare mein aur aur unko forum ke bare mein batana chahiye
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: waqt ko hath se jane na do

        G dear ye bat ap nay bilkul theak ki hai kay humara waqat bhut kewmati hota hai aur es ki qadar karni chaye hamesha hum ye sochtaye hain kay ab hum zayda post karain gaye aur zayda bonus lain gaye but aye din hum bhut masroof ho jataye hain jis ki waja se hum post ni kar saktaye hain tu humain daily base pay time zaroor daina chaye tabhi ja kay hum kamyab hotaye hain aur humaian apna time zaya nibkarna chaye
        • #5 Collapse

          Re: waqt ko hath se jane na do

          G bilkul aisa hi he drust bat ki ap ne forex mein kam Kar k acha profit hasil Karen or yehi time hai apk pas yeh waqt boht qeemti hai esay hath se janay na den
          • #6 Collapse

            Re: waqt ko hath se jane na do

            اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadsadique پيغام ديکھيے
            mere piyare dosto mjhy lagta hy ke waqt ki boht hi importance hy hamain chaiye ke ham post aur thread ka ek perfect limit banain aur ek time table banain aur ap us time pe lazmi posting or thread ko time dain
            Aapne bilkul theek kaha hai time is the key of success isliye time ki Kadar Karen time ko Jaya na Karen aur Jitna jyada ho sake time Forex trading aur Pakistan Forex form perspirant Karen Aisa karne se aapke bonus P improve Hoga aapki trading skills improve Hogi aur aapko profit bhi achha milega
            • #7 Collapse

              Re: waqt ko hath se jane na do

              Waqat ki qadar usy hi hoti ha Jo esy sahi istemal krna janta ha. Aur wohi log aghy jaa k kamyab hoty haen Jo waqat ki qadar ni krty wo kbhi bhi kamyab ni hoty q k wo mehnat ni krty wo apna time zaya kr daity haen aur akhir mein un k hath kuch ni atta hamaen chaye k hm apny waqat ko save krean mehnat krean ta k hm kamyab trader bn sakaen aur log hamari bhi misalaen daen k falan trader aik acha profit earn kr raha ha ye sb hamari mehnat aur waqat ko zaya hony se bachny se ho ga. Apna ziqda se ziada time forum ko daen ta k ap acha bonus hasil kr sakaen aur achi trading ka aghaz kr sakaen.
              • #8 Collapse

                Re: waqt ko hath se jane na do

                g han ap sahi kah rhy ha forex par trading karna ka sath sath haamy proper time table bana kar forum par posting be karni chayia aisa karna sa hamay boht hi acha bonus mila ga aur us k sath sath ham time management be seekay ga aur forex par kam karta howa aur real life par hamay waqt ko boht hi zada importance dani chayia tab hi jaya kar ham forex par acha sa kam kar sakhya ga
                • #9 Collapse

                  Re: waqt ko hath se jane na do

                  g han bhai apki bt blkl thk ah wqt bht hy kitmti chez ha hme cheyae ka ejab b hme koi b axa time mlae or axe trade mlae usko hath sae an janae daen or wqt ki importance ko sdmnae rkh kr mhnt sae kam krn or axe trah trading krn or mhnt krn taki axe trah profit bna kr kam krn skaen or kamyab ho skaen
                  • #10 Collapse

                    Re: waqt ko hath se jane na do

                    G han ap sahi kah rhy ha forex par waqt boht hi Zada importance hasal ha ku ka agr forex par koi be kam waqt par na kiya jya to is sa hamay sirf loss hota ha aur forex par ap ko waqt ko dekhta howa hi trade open karna parta ha ka kis waqt market ki movement trade open karna ka liya sahi aur hamry trade profit ma jaya ga
                    • #11 Collapse

                      Re: waqt ko hath se jane na do

                      DEAR ap ki bt sahi hai as main haam ko wamt ko hath se jane nahi dena chahiy hai as liy main ham kam kare rihna chaahiy hai yani as forex trading maain aaor ham ko as main zidaa se zaiada mihnat kana chaahiy hai q k agar ham as main mihnaat kare ge tu hi ham as main kamyb ho sake gee
                      • #12 Collapse

                        Re: waqt ko hath se jane na do

                        Ji ha doston Forex trading Mein Waqt 1 bahut hi hi cheez hai agar aap Himmat se kaam Le aur aur apna work in time karen to aapko yeah masla nahi hoga so you should avail your your time and don't waste it in in other activities so so I will suggest you to to give a a much time in Forex trading and getting experience and knowledge from its
                        • #13 Collapse

                          Re: waqt ko hath se jane na do

                          Time ki bhi buht ahmiyat hoti he trading me agar aapko kissi bhi time kuch profit mil reha he to aap us time ko kabhi bhi na choro agar aap ziada profit ki lalach karenge to aapko phir profit ki bajai loss hoga or wo time phir lot ker nahi aata is liye time ki qadar karni chahiye jis se kuch faida ho sake. Her waqt time acha nhi hota kabhi kabhi zindagi me burq time bhi aata he or usko bardasht kerna chahiye or sabar se kaam lena chahiye.
                          • #14 Collapse

                            Re: waqt ko hath se jane na do

                            Ji bilkul jitna time dein ge utni achi bonus amount milay gi waqat nahi waste krna chahiye kaam krna chahiye forum pur . Fourm humy acha bonus deta hey humy toh khush ho kr ziada time dena chahiye fourm ko .jin k pass invest k liye peisa nahi hota pak forex forum un k liye bht best cheez hey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: waqt ko hath se jane na do

                              Dear forex trading ak bahut acha online business hai us main ham ko chaya ka ham waqt ka khas khyal rakhen kiun ka agr ham sai waqt pai sai trade lagain ga tu he fiada ho ga aur agr ham na galat time pai trade open kr di tu ham ko lose ho ga time bahut he importance rakhta hai forex trading main ham ko time ke qadar krni chay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X