Trading aur last day
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading aur last day
    Tmam dosto say mashwara krna chaho ga k kaya hmain last day mean Friday ko trading krni chahey ya nae ? Maira apna experience tou ye kehta hay k Friday ko market thori unpredictable hoti hay trade nae krni chahey ap dosto ka kaya khayal hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading aur last day

    g haan bhai ap ne bhot achi threads ki hai friday ko trading ka last day hota us. k baad next day market off hoti is liye friday ko market man bahot disturbance hoti hai market unexpect move karti hai is liye mera ap ko ye he mashwara ho ga key ap friday ko kabhi bhi trade na lagain wait kar jain monday ko trade lgaa lein
    • #3 Collapse

      Re: Trading aur last day

      Asalamu alaqum dear members of forex Ap n bhoot achi bt ki k Friday ko trdng krni chayee ya ni jhan tk mary khyal h k forex m Friday ko trding ni krni chayee
      Q k is din market ap k against chalta h or is din bhoot risky hohti ha is ly mara opinion ya h k is din trding ni krni chAyee
      • #4 Collapse

        Re: Trading aur last day

        dear forex membr jb ham trading krte hain to us mein hmara ye khyal hona chahye k ham jo kam kr raeh hain is se hamein kahan tk faida hasil ho ga or kis had tk ham loss ka shekar hin ge isi lye is se bchna chahye or jb last day hpo trading markeet ka to uska khas khyal krna chahye or trading soch k krni chahye
        • #5 Collapse

          Re: Trading aur last day

          G ye tu depend karta hy ap ki strategy par aur ap k analysis par agr ap k pas koi achi strategy hy aur ap market ka analysis kar k market ko samjh saktay han tu ap kise din bhi trading kar saktay han bas ap ko market ko samjhna aana cahaiye
          • #6 Collapse

            Re: Trading aur last day

            Bhai min ye kaho ga k hmy krni chaye q k agr hm loss min ja rhy hon tu kia pta hmy profit ho jay or dusri bat ye k trading ka moqa fr 2 din bad milta hai tb tak hmy time waste ni krna chaye bs jb tk time mily trading krty rehna chaye
            • #7 Collapse

              Re: Trading aur last day

              forex mai hamy ache learning ky bad mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex mai hamy target bana kar mahnet sy kam karna chahey
              • #8 Collapse

                Re: Trading aur last day

                forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex mai hamy apne trading ka target month ke last date ko pura kar lena chahey forex mai hum pairs or currency py trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading aur last day

                  Yes dear frnd ma b apki bat sa bilkul itefak krta hu hmen wakie hi last day trade nai krni chae q k last day friday ko market ma b bht jaldi sa up dowm movemnt hoti ha or apki trade loss ma b chali ja skti ha phr market close ho jae to ap trade close b ni kr skty q k loss ma close krny ka koi faida ha
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading aur last day

                    forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum pura month trading kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X