Mehnat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat
    Jitni mehnat Karenge utna zyada fayda rahega Kyunki mehnat Ka Phal Jarur Milta Hai aur bahut accha Milta Hai Ye aapko bhi pata hai aur mujhe bhi pata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat

    Dear brother forex trading men hum sub log mehnat pe bahut zor detey hen kiun k mehnat aik aesi cheez hey jo kisi bhi namumkin cheez ko mumkin bana deti hey iss liay achi learning aur knowledge hasil kar k experience hasil karen aur phir mehnat kartay jaen aur experience hasil kartay jaen
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat

      Dear bro lo forum account mein Amisha Patel Dada minute Ki Zaroorat hoti hai Hamid demo account daily kaam karna chahi trading experience Lena chahiye Agar Hamare Paas Na Lage hoga tu hamesha main aasani se profit
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat

        G Han friends forex trading men successful hone k liye Ap ko bohot zaida mehnat ki zarort hoti hai Ap jitni zaida mehnat kre gy Ap itna hi zaida success hon gy forex trading men mehnat ki bohot zaida important hai Ap ko zaida se zaida mehnat krni chayie
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat

          اصل پيغام ارسال کردہ از: MohsinNawaZ پيغام ديکھيے
          G Han friends forex trading men successful hone k liye Ap ko bohot zaida mehnat ki zarort hoti hai Ap jitni zaida mehnat kre gy Ap itna hi zaida success hon gy forex trading men mehnat ki bohot zaida important hai Ap ko zaida se zaida mehnat krni chayie
          Mahnt kya bana hm is business my Koch be ni ha or Na he kmyab ho sakty ha
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat

            G hain friends forex mein mehnat ka boht amal dakhal he log mehnat or Lagan se Kam Kar k ziada se ziada profit hasil Kar sakty hain or mehnat hi kamyabi ki Zamanat he
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat

              Gee brother aap ki baat droost hay ky forex main mehnat ki zaroorat hoti hay jo ziada mehnaat kerta hay oos ko utna hi xiada profit ho ga jiss say earning bhi ziada ho jati hay ager aap forex per mehnaat choour daty hain oor iss say asp ki earning bhi kam ho jati hay
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat

                G han bilkul Pakistan forex main mehnat hi sab say zyada zaroori hai agar hm Pakistan forex main kamyab hona cahty hain to hmaien cahiyay ky is main bahout zyada mehnat say kam karain ta ky is main kamyabi ky chances zyada houn is main jitni hm mehnat karain gay utni hi jaldi kamyab houn gay
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat

                  Dear members forex ko busnis samjh k krain isko time pass samjh kr na krain aor main kamyabi k liay dil laga k mehnat krain aor pakistan forex forum pe posting kr k knowledge hasil krain aor apna future bright krain mehnat aor dil lagi sy kam nhn krain gay to kamyabi na mumkin hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat

                    ji dost ye bat to hai mehnat ka phal metha hota hy mgar ye sab tab mamkin hy jab ap ke px experiance hogi nahi to kuch bhi nahi hoga forex main hardwork experiance aur knowledge teeno ka hona bohat zaroori hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mehran Ali پيغام ديکھيے
                      Jitni mehnat Karenge utna zyada fayda rahega Kyunki mehnat Ka Phal Jarur Milta Hai aur bahut accha Milta Hai Ye aapko bhi pata hai aur mujhe bhi pata hai
                      Aapne bilkul theek Kaha Hai Hamein Forex trading aur Pakistan Forex form par bahut jyada mehnat karne ki jarurat hai hum jitni Jyada mehnat Karenge Humko utna Jyada award milega Hamein Har Mumkin koshish Karni chahiye ki Jyada Se Jyada hard work Kiya Ja sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat

                        forex ik boht hi muskil aur risky business ha aur is ko learn karna sa laya kar earn karna tak haamy is par boht hi zada mehnat karni parti ha sab sa pehla hamay is ka bara ma learning karna ka liya demo account par mehnat karni parti ha aur us ka bad hamay is par earning karna ka liya boht hi zada mehnat karni parti ha aur forex par jitni mehant ho sakya hamy karni chayia
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat

                          Gee hen dear ap ko be pta ho ga ap ne aksar mushada be kea ho ga
                          MEHNAT K SILLA ZAROOR MILTA HE
                          Forex aik proper busnicess he hum ager is mn mehnat kartey hen to hum ko is ka silla profit milta he jo k hamarey leay khushe ka baise bunta he hum ko chaheay k hum mehnat karean
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat

                            Doston Jaisa ke aap ko Maloom Hai k mehnat kamyabi Ki Kunji Hai isliye Forex trading main kaam karne ke liye Ye aap ko mehnat karna Hogi agar aap struggle Karenge Tu kamyabi aapke Kadam chume gay

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X