Kbhi bhi aik candle ko daikh k trade na lagaen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kbhi bhi aik candle ko daikh k trade na lagaen
    Dear trader akser hm dakhty haen k aik achi movement k bad aik achi candle bn jati ha Jo bazahir tu lagta ha k market trend change kr rahi ha but us candle pe hm depend ni kr sakty q k jb tk market apny trend k against move krny k bad dosri bar aik achi trade na de us waqat tk trend k against trade na lagaen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kbhi bhi aik candle ko daikh k trade na lagaen

    G dear bilkul theak kha ap nay hameshachart ko full read out kar kay he trade lagana chaye aik he candle ko daikh kay kabhi bhivtrade laganafaida mand ni hota hai balkay hamesha lose mai he jata hai tu humain sub candle ka mushaida karna chaye
    • #3 Collapse

      Re: Kbhi bhi aik candle ko daikh k trade na lagaen

      dear yahi bat hy ky hm log loss bi isi hi waja sy kerty hy ky hm log jaisy hi mt4 open kerty hy market ko daikhty sath hi us mai trade open ker dyty hy bajy is ky ky aram ky sath market ky pair jin mai ap ny trade kerni ho un ko achi terha sy analysis kerna ho ga tu hi aani ky sath hm logo ky market mai s achi entry mill sakti hyjis ka faida yi ho jga ky hm log jab bi trade lagay gy market ko tu bina kisi bi tension ky hi lagay gy jis ki waja sy kafi behter mehsoso ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: Kbhi bhi aik candle ko daikh k trade na lagaen

        g haan bilkul sahi kaha ap ny forex trading dar asal loss prifit hi ka naam hy market apni postions lose krti aur gain krti rehti hy yahi trading ka basic asool hy forex market ko predict krna bohot mushkil kaam hota hy kyun kisi bhi wakt iski movement apko loss ya profit me ly k jaa slti hy
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: Kbhi bhi aik candle ko daikh k trade na lagaen

          han bilkul ap sahi kah rhy ha forex par kabhi be hamay koi be trade ik candle ko dekhta howa ani lagna chayai aisa karna sa ahamry trade loss ma jaya sakhta ha aur jab be market apna move change karti ha to ya apan trend be change karti ha aur hamay log us candle wagra par depend ho kar kuch aisa descision laya laghta ha jo hamary sirf aur sirf loss hi karwti ha
          • #6 Collapse

            Re: Kbhi bhi aik candle ko daikh k trade na lagaen

            g han aik candle ko dekh kr trade na kro mt4 open kerty hy market ko daikhty sath hi us mai trade open ker dyty hy bajy is ky ky aram ky sath market ky pair jin mai ap ny trade kerni ho un ko achi terha sy analysis kerna ho ga tu hi aani ky sath hm logo ky market mai s achi entry mill sakti hyjis ka faida yi ho jga ky hm log jab bi trade lagay gy market ko tu bina kisi bi tension ky hi lagay gy jis ki waja sy kafi behter mehsos ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Kbhi bhi aik candle ko daikh k trade na lagaen

              hamy kabe be aik candle ko dahk kar trade nahi lagane chahey forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasal kar sakty hain agar hum is mai kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Kbhi bhi aik candle ko daikh k trade na lagaen

                Asalmu Alaqum dear member of fore ap ki bat bikul dorost h kabi bi aik candle per trdng ni krni chyee q k market ka koch pta ni chalta h k kab ap k against ho jay is ly aik candle per trdng ni krni chyee
                • #9 Collapse

                  Re: Kbhi bhi aik candle ko daikh k trade na lagaen

                  forex aik online business hain hum is mai kam kar kay ache earning hasial kar sakty hain hamy candles ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamybae hasial kar saky gy forex east wast mai boha taze sy famous ho raha hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kbhi bhi aik candle ko daikh k trade na lagaen

                    Trading kay liye zarori hay kay jab tak confirmation na ho jaye kabi bhi trade main enter na hon. aur na hi aik candle ko dekh ker trade karen. sab say pehlay poray chart ko dekhen aur ager koe setup ban raha ho to us ko mazeed analysis karen baray chart say aur ager bara chart bhi trade ki favor main ho to trade laga denni chahye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kbhi bhi aik candle ko daikh k trade na lagaen

                      forex aik international business hain hamy is mai candles ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kbhi bhi aik candle ko daikh k trade na lagaen

                        forex mai hamy expeirnece ko best bana kar candles ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kbhi bhi aik candle ko daikh k trade na lagaen

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                          Dear trader akser hm dakhty haen k aik achi movement k bad aik achi candle bn jati ha Jo bazahir tu lagta ha k market trend change kr rahi ha but us candle pe hm depend ni kr sakty q k jb tk market apny trend k against move krny k bad dosri bar aik achi trade na de us waqat tk trend k against trade na lagaen.
                          Candles Ko Dekhkar trade Lagana Bhi Ek bahut bada hona hai jo Har Kisi Ko Nahin Aata iske liye bahut Itihaas ki jarurat hoti hai bahut pyar ke sath candles ko dekhna padta hai ki kaun si candle kis time per kahan per Munh kar rahi hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X