markeet ki overbought ki surat main hamko trades lainay say avoid krna chaye..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markeet ki overbought ki surat main hamko trades lainay say avoid krna chaye..
    dear jub ham markeet ki analsys kr chukkay hotay hain aur ham yeh jaan chukkay hotay hain k markeet overbought main ja chukki hoty hay tab hamko aisi surat main koi bhi order nai laina chaye q k markeet us wakt bahut he dangerous conditions main hoty hay agar ham koi order laiatay hain to hamko bahut baray proft k lalach main bahut bara lose bhi ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: markeet ki overbought ki surat main hamko trades lainay say avoid krna chaye..

    walikum salam daer ap ny sahi kahaa hy ager tu hamry pas market ky bary mai knowledge hy tu hm log is bat ko samjh sakty hy ky market mai kab ham logo ko trade lyni hy or kab nahi lyni hy jis ki waja sy hm log asani ky sath market mai entry or exit ho sakty hy wesy hm logo ka bas ik hi kam hota hy ky jab market open hoti hy hm log foran hi market mai tarde lagaty hy jis ki wahja sy hm logo ko loss bi ho jata hy ky market ko analysis kiya bina hi trade laga di hy tu loss ho ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: markeet ki overbought ki surat main hamko trades lainay say avoid krna chaye..

      Yahi to trend analysis ki technique hai ap kis tarah say apna behavior show karti hai. Kabhi b saturated halat main buy a sale ka order nai lagana chahye. Jab overload ho gar market to ab zyada tar market behavior rewarsal k chances ban jatay hain lekin lazmi b nai hota is lie aisi trade say avoid karna chahye.
      • #4 Collapse

        Re: markeet ki overbought ki surat main hamko trades lainay say avoid krna chaye..

        esa bi ho sakta ha ap ka acha sawal ha jab hum analysis ko fallow krte hein tu hume ye be dekhna chaiye kis time ka analysis ha ur market main move ho chuka ha ya nai agr der ho jaye tu phr ki order open nai krna chaiye markeet kisi ka wait nai krti ha
        • #5 Collapse

          Re: markeet ki overbought ki surat main hamko trades lainay say avoid krna chaye..

          han ap sahi kah rhy ha forex par jab be marlket overbought chal rahi ho tab hamay forex par kam karna ko avoid karna chyaia ku ka is par market ki movemnt boht hi zada risky hoti ha aur is waqt hamay greed nai karna chayia aur hamay us waqt koi be order nai lanya chayia ku ka is par profit ka chakar ma mazad loss hi ho jata ha aur hamay is par gressd kop control karna chayia
          • #6 Collapse

            Re: markeet ki overbought ki surat main hamko trades lainay say avoid krna chaye..

            G ap ne thk kaha ha market aj kel maximum pair mein over bought ya over sold ho chuki ha aisi condition mein market mei koi bhi trade laga a bht risky ho sakta ha q k market ka a hi kuch pta ni chal raha k kiya krny wali ha na koi trade mil rahi ha k hm trade laga daen aur trend bhi jari rehny k imkananat haen aisi surat mei wait kr laina ziada best hota ha.
            • #7 Collapse

              Re: markeet ki overbought ki surat main hamko trades lainay say avoid krna chaye..

              agar market over bought mai hain to hamy is mai trade lagany ka risk nahi lena chahey q ky hamy loss ho jy ga forex aik bohat bara business hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is mai amount invest kar ky be acha profit gain kar sakty hain hum is mai par time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: markeet ki overbought ki surat main hamko trades lainay say avoid krna chaye..

                forex aik real business hain hamy is mai over bought ke surat mai kam nahi karna chahey forex aik world wide business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar saky hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai amount invest kar ky be acha profit gain kar sakty hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: markeet ki overbought ki surat main hamko trades lainay say avoid krna chaye..

                  forex market agar over bought hain to hamy is mai kam nahi karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain forex pakistan mai legal ban cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: markeet ki overbought ki surat main hamko trades lainay say avoid krna chaye..

                    forex mai hamy market ke over bought mai kam nahi karna chahey forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai par time be trading kar saky hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka bam nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: markeet ki overbought ki surat main hamko trades lainay say avoid krna chaye..

                      dear meret agar ziyda buy main chali jati hain tu merekt main ye dekhan hota hain k merek week 1 main b rafta rafta down aati hain or pher mermet asi tara apna trend change kar deti hain dear forex merekt ki move ko ksii ko kuch pata nhe hota hain merekt kahi b and kabi b koi b rukh kar skti hain merekt main tradin gk liye kabi b avoid nhe karna chahiye dear
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: markeet ki overbought ki surat main hamko trades lainay say avoid krna chaye..

                        forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hamy mahnet sy forex mai kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain agar market maio over bought ho to hamy is mai kam nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta hain is mai market ka balm nahi ho ga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X