Kiya laga taar her trade profit men janay se bhi account banned ho jata hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya laga taar her trade profit men janay se bhi account banned ho jata hey?
    Dear brothers forex trading k tamam members se mera yeh sawal hey k kiya hamen laga taar her trade men profit milnay se bhi account banned ho jata hey ya her 5 ya 6 trades profit men janay k bahd aik trade men loss zaroori hey warna account block ho sakta hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya laga taar her trade profit men janay se bhi account banned ho jata hey?

    Dear bro lagatar ap chahy jitny bh trades profit main lay jain ap ka insta ka account ban ni hi ga lkn mairy khayal ke mutabik to koi aisa trader ni jis ki ziada ter trades profit main jain aur abhi tak kisi ka account is reason se banned ni hova
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Re: Kiya laga taar her trade profit men janay se bhi account banned ho jata hey?

      dear brother forex trading lgatar profit sa bhi apka account bain ho skta ha meray khial mn agr apki 7 sa 8 trades lgatar profit mn close hon to apka account block ho skta ha isliay is limit mn apko aik trade loss mn bhi zroor close krni chayay
      • #4 Collapse

        Re: Kiya laga taar her trade profit men janay se bhi account banned ho jata hey?

        Meray khayal main aisi koe shart nai hai insta forex walon ki k ap ne loss b zaroor lena hai khud he.
        Ye or bat hai k zayada tar mujhay loss he hota hai profit to abi tak mujhay qismat say he milta hai. Qismat say isi lie kah raha hun abi tak trading experiance itna nai k sahi analysis kar k trade lagae jae. Zyada tar nalysis b ultay he chal rahay hain.

        Baharhal umeed achi hai ak din main b ak acha trader ban jaon ga or phir is waqat ko yad kya karon ga jab dosron say tips pochtay phirta hun.
        • #5 Collapse

          Re: Kiya laga taar her trade profit men janay se bhi account banned ho jata hey?

          Mery hyal ma aisa koi chakkar ha jis sa k ap k 100% profit rate pa acount bann ho sakta ha lakin vo confirm nahi k ktny trades ha baherhal kuch trade k baad ki koi trade loss ma bi close karni chaheye thanks
          • #6 Collapse

            Re: Kiya laga taar her trade profit men janay se bhi account banned ho jata hey?

            G dear waisaye mujhaye ni lagta hai kay aisa humara account ban hota hai per insta forex mai profit kay sath sath lose ka hona bhi zaroori hota hai ager ap bhut zayda earning kartaye hain yani kay lagatar ap ko profit he mil rha hai tu meraye khyal se humara account ban hota ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Kiya laga taar her trade profit men janay se bhi account banned ho jata hey?

              g mara khal ma aisa bilkul nai hota ha agr koi be trader mehnat kar ka market ki movemnt ko achi tyra sa analysis kar ka hi koi nbe ytrade open karta ha to us ka ya trade profit ma zarpoor jaya ga aur lagataar sara trader profit ma jna sa ap ka account banned bilkul be nai hota ha aur forex par is tyra sa ap boht hi achi earning kar paya ga aur ik khamayab trader ban paya ga
              • #8 Collapse

                Re: Kiya laga taar her trade profit men janay se bhi account banned ho jata hey?

                no dear aisa kuch bhi nai hay k agar ham forum say kuch earning krna chahtay hain aur kr rahay hain to forum is k badlay main haamra account he block kr daita hay agar ham lose krtay jatay hain to hamko forum say koi khatra nai hay yeh sab ap ki baatain hain k hamaray sath yeh ho jayega wo ho jayega aisa sab sochnay say ziada best hay k ham forum main hardwork kr lain jo hamaray kaam ayega.
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya laga taar her trade profit men janay se bhi account banned ho jata hey?

                  dear aisi tu koi bat nahi hy yi tu sab afwa hoti hy pak forum waly tu ham logo ko chance dyty hy ky ham log yaha per kuch na kuch seekh saky tabi is ka maqsab hamri knowledge mai izafa hy or sath mai hm logo ko real account mai trade ka moka bi dyata hy taky hmlog earning bi ker saky is liya bnus diya jata hy ab ager hm log in ky rules ko follow nahi kerty hy tu mistake hamri apni hoti hy jis ki waja sy hm log loss kerty hy or account wash kerwaty hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya laga taar her trade profit men janay se bhi account banned ho jata hey?

                    no dear esa khabi nai hota ha is main agr hume lagtar profit hota ha tu wo hamri khusnasebi ha ise hamra account ban nai hota ha agr hum koi rule ki khilaf warsi krte hein is waja se hamra account ban hota ha ya phr kam bonas se zada withdrawal lena ye be eik bhari waja ha account ban hone ki
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya laga taar her trade profit men janay se bhi account banned ho jata hey?

                      Me ne es qisam ki koi terms and conditions ni perhti aur aisa q ho skta ha k aik trader agr achi trading krta ha tu us ka account q bann kiya jye ga mera ni khayal k aisa mumkin ho sakta ha aur broker ko aisa krna bhi ni chaye q k ye tu trader ki mehnat hoti ha k wo apni mehnat se acha profit kama raha hota ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya laga taar her trade profit men janay se bhi account banned ho jata hey?

                        Forex main earning ki koi limit nahi hai is liyay ap jitni bhi earning kar lain ap ka account is say ban nahi ho ga, forex main agar apko hmaisha sirf profit milta hai tp yeh bhi apki achi luck hai lekin is say paryshan mat houn forex main zyada earning say apka account bilkul bhi ban nahi ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya laga taar her trade profit men janay se bhi account banned ho jata hey?

                          laghtaar trade profit ma jana sa account banned nai hota ha mgr mara khal ma to koi be trader aisa nai ha jis ka tamma trade laghtaar profit ma jaya ku ka forex ik boht hi risky business ha jis par market kabhi be up and down move kar sakhti ha is waja sa mara khal ma koi be trade laghtaar profit ma nai ja sakhta h aya kabhi na kabhi to loss ma zaroor jaya ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya laga taar her trade profit men janay se bhi account banned ho jata hey?

                            Dear forum members mery khiayl me mery teacher ny to asi koi bt nh btai k lgatar 7ya8 trades profit me ho to hamra account bann ho jay ga ye sab asy hi hawi bati hn aisa wisa ku6 bhi nh hota hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya laga taar her trade profit men janay se bhi account banned ho jata hey?

                              Dear instaforex trading aisa nhn hy k lagatar profit laim to aapka account block ho jay.account jb bhe band hota us hamari ghalti hoti hum forex rules ko follow nhn krtay. Mehnat sy kam krtay hain forex trading k rules ko fallow krtay rahain aapka account band nhn ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X