forex trading mn nakami ki waja
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading mn nakami ki waja
    dear friend mn seniour doston sa pochhna chahta hon k ziada tr log forex trading mn nakam ho kr chhor detay hn iski kia waja ho skti ha meray khial mn aksr trader forex ko easy smjh kr join krtay hn k bahot jald achhi earning hasil kr len gay aur koe khas mehnat naen krtay aur na he forex k baray mn knowledge aur experience gain krtay hn to jb trade krtay hn to trading mn nakam ho kr forex trading ko chhor detay hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading mn nakami ki waja

    dear is mein nakmi ki wajohat ye bhi hoti hain k ham is mein mehnat nahi kar te hain apko chaiye k ap is mein mehnat kare tab ja kar ap is mein akmyab ho sakte hain ur ius mein earning jar sakte hain ye aik acha business hai.
    • #3 Collapse

      Re: forex trading mn nakami ki waja

      Dear brother forex trading men nakami ki bahut c wajoohat hen jin men ziyada profit ka lalach kar k bari trade laga dena jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur trading men jald bazi se kam lena jiss ki waja se ghalt trade lag jati hey aur achi learning aur knowledge ka nah hona aur demo account pe practice kiay bagher trading shuru kar lena yeh sub forex trading men nakami ki wajoohat hen
      • #4 Collapse

        Re: forex trading mn nakami ki waja

        forex trading main nakami ki bhut se wajohat hain iss main ham aik tu mehnat nhn krty dosra ham lalich se kaam lety hain our ham sabar se kaam nhn krty
        • #5 Collapse

          Re: forex trading mn nakami ki waja

          Forex Me nakami a Khwaja Yaha bhi hai ka main isme mhnet nahi karte agar Hum ya Kahenge Hum ismein mehanat kiye bagair kaamyab ho jaaye tu aisa bilkul Nahin Hota humko isme Jyada mehnat Karne chahiye Taki Hame Ek acche trader Ban sake mai Ke Liye bahut jyada knowledge or experience ki jarurat hoti hai tbi ja kar Hum ismein kamyab ho sakte hain aur acche trader Ban sakte hain knowledge ke bagair Hamesha Mein Kabhi Kamyab nahi ho sakte
          • #6 Collapse

            Re: forex trading mn nakami ki waja

            Dear bt ye ha k forex itna asan business ni ha jitna hm soch laity haen forex aik tuff business ha aur hm chon k esy as a business tu laity ni ha hm bhi es ko as k game smjh laity haen phr usi hisab se hm es mein trading krty haen baghair sochty samjhny baghair kisi achy experience k esi waja se jb hamaen loss hota ha tu hm bar bar loss se es result pe pnchy haen k es ko chor daina chaye.
            • #7 Collapse

              Re: forex trading mn nakami ki waja

              G dear jhan tak naqami ka sawal hai tu forex mai hum jub bhi jaldi kartaye hain tubhumain nuqsan he uthana par sakta hai aur ager hum lalch jartaye hain tab bhi humain naqami hoti hai aur sub se barh kay jub humain mahnet se kam ni kartaye hain tu bhi hum naqam he hotaye hain
              • #8 Collapse

                Re: forex trading mn nakami ki waja

                boht sa aisa trader ha jo ka forex par nakam hota ha is ka boht sa reason hota ha ik boht bara reason ya be hota ha ka wo log forex par without learning ka aya jata ha aur wo log forex par trading shuru kar data ha aur is tyra sa wo log gtrading ka shuru ma hi nakam ho jata ha aur kuch reason aur be ha jin ma greed aur jaldbazzi wagra shamil ha agr in ko kiya jaya to ya ap ka account hi wash karwti ha
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading mn nakami ki waja

                  Bhai jan mere kahayal se forex mein wohi nakam hota hain jo is mein kam karta hain aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur humko is mein zada greed nahi karna chahye aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar hum is mein earning kar sate haibn
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading mn nakami ki waja

                    G han ap ne theek kaha hai dost, zyada tar log firex trading ko easy task samjh kar he atay hain. Or sahi say mahnat nai karty or phir loss ki sorat main chor b jatay hain. Hamain agar kisi kam ko karna hai to achay say karna chahye us kam k saray assolon ko samajh karna chahye.
                    Or forex trading jis ne apni zid bana li wo is main kamyab ho he jata hai. Asani say forex kamyabi hath nai ati is k peechay parna parta hai. Ap ki jab har waqat ki bat cheet forex hi jae ga to ap is main kuch kar paen gay.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading mn nakami ki waja

                      Sir meri nazar mien forex mien jab hum nakam hoty hien tu as k be had reasons hoty hien magar as mien jo common hien wo yeh hai k as mien aa ker hum ko kam kerna hota hai or hum ko as mien aa ker kam k doran hum greed ni kerna hota hai or hum ko as mien experience or knowledge k bina trade open ni kerna hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading mn nakami ki waja

                        dear jaha tak mai samjhta hun ky forex mai sirf 2 terha ky log nakam hoty hy or 2 terha ky hi log is mai kamyab hoty hy ik tu jo is mai bian sekhy aty hy wo log bi is mai bahut hi mushkil sy kama sakty hy ap ko aisy sary log loss kerty nazer ay gy lehaza ager hmlog sekkh ly tu kamayab ho sakty hy us ky ilawa wo log bi jo is mai lalach kerty hy or bari lot ky sath is ko ik jowa samjh ker trade kerty hy wo log bi is mai loss hi kerty hy.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading mn nakami ki waja

                          Forex mein nakami ki basic waja yeh hai k hum jaldi mein trade laga detay hain or phir uska hamen nuqsan hota he es liye dekh k or soch samjh k or dhiyan se trading kren us me apka faida ho ga or apko kamyabi mily g
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading mn nakami ki waja

                            Forex trading main nakami ki wajha hmara jald bazi main trade open karna bhi hai ya pher dosroun ko dekh kar trading karna is tarah hmaien trading main loss ho sakta hai is liyay trading souch smajh kar karain aur is ky ilaw nakami ki aik aur wajha km knowledge bhi hai agar knowledge aur experience km hai to bhi hmaien loss ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex trading mn nakami ki waja

                              forex par daily boht sa trader khamayb hota ha aur us sa be zada nakam hota ha is ki ik waja ya be ha ka in trader ka pas expperience aur knowledge nai hota ha aur ys log demo account par pratice nai karta ha aur is ka ik reason ya be ho sakhta ha ka ya log forex par greed karta howa nakam howa ha ya in logo na forex ka rules ko follow nai kiya ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X