Forex mein agar aap nay trade lagani ho aur aap ko poora din trade laganay kay lye koi clear trend nahin milta tou aap kya kerain gay mere khayal mein tou forex mein humain koi jaldi nahin kerni chahyea aur jab tak iss mein humain koi clear trend na milay uss waqt tak trade na lagain chahyea iss kay lye humain poora maheena hi wait kyun na kerna paray
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим