Experience Vs Luck
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    main ap ki bat say sehmat hun experience bohat hi lazmi hota hai luck main q k agr ap ko tajarba nahi hai aur ap trading karty hai to ap ko yaqeenan loss hoga aur us wqt luck bhi kam nahi aye ga ye bat hai k luck ka bohat eham qardar hai par experience hona lazmi hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      gee haan aap ne sahi kaha ke luck se zyada experience ki ahmiat hai, Luck ka kisi na kisi had tak amal dakhal hai lakin luck pe hum ko mukamil bharosa nahin karna chhaye aur apni taraf se jazbe aur lagan se mehnat karni chahye aur mehnat main kisi kisam ki kami nahin chorni chahye phir luck ko dekhna chahye.
      • #153 Collapse

        ye dono he forex trading main qeemti hain jaisay kay tajurbay say hamain ye pata chalta hay kay market main ab trend kis traf hay aur market further kis taraf ko jaey gi aur luck hamain profit ye loss dainay kay baray main faisla kerti hay
        • #154 Collapse

          forex ma Experience forex luck be acha hoti han logo ko pasand han forex good job for you people can work at home this good job
           
          • #155 Collapse

            Experience or Luck ka apas main koi mowazna hi nahi banta because luck ko test kar kar kay hi to experience banta hay. jab luck fail ho jati hay to wo experience ban jata hay. Experience aik strong Knowledge ka name hay jis main loss ki ratio bohat kam hoti hay jab kay Luck main profit and loss ki ratio 50/50 hoti hay.
            • #156 Collapse

              Forex trading may experience or luck ain dono chezzeon ko bohat zururat hoti hey q kah forex trading may profit generate karnay kay leay hum ko experience ki bohat zururat hoti hey or hum experience ki he base say forex trading may kamyab hotay hain or akser trading may luck bhe bohat important hoti hey or ais say hum ko profit ho jata hey or market hamari favour may chali jati hey.
              East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
              • #157 Collapse

                Dear forex me agr learning nhi hogi aur knowladge nhi hogi to luck kis kam ka he dear sub luck zroor chaihe magar trading bi ati ho aur trading k lie experienc hona zruri he
                • #158 Collapse

                  Yes I think experience is most better choice by luck because luck is not any trading experience and luck is not forex skill so why we choose then we already know that luck is not any part of this business .
                  • #159 Collapse

                    I am agree with you. I think luck is nothing in forex. Experience is most important. Only a good experience cab bring our success of forex trading. Thanks.
                    • #160 Collapse

                      Experiance ka mean kosheah ha matlan ek insan agar kosheh kary ga o kamyab insan ha agar kheata ha ke bejar mehnat ke rupy mil to jalt ha ku ke insan ka luck kabi kabi sath deta ha is liye insan ko cheay vo jo b kam ha kry day mat is tarh vo kamyab insan ha
                      • #161 Collapse

                        yes my dear ap agr forex am kam akrty hai to apka experience or luck dono apka sath dety hai es sy apko kam karny ma acha profit hasil hota hai or ap acha earning kar sakty hai apko experience ka hona lazmi hai
                         
                        • #162 Collapse

                          g dear me mantay hon k luck kabhi kabhi admi k kam atay hay lakan har waqat admi ka sat nai datay or ex[prince admi ko har waqat kam atay hay or exprince ka admi ko boat zida fda hotay hay
                          • #163 Collapse

                            salam sir g han ap ne jo sawal kara hai wo bht ache hai agar insan ke pas experience hota hai to wo insan kabi nakam nai hota wo har jaga apni jaga khud banata hai or agar uske pas trading ka experience hai to wo is me bht age tk ja sakta hai or or agar uska luck sai kam kar raha hai to ye uske liye or bhi achi bat hai so good luck your trading.
                            • #164 Collapse

                              trading main experience zyada important hy.regular profit experience k bina nai hota.experience, knowledge or hard work important hy.forex market main kamyab hony k liy market ko smjhny ki zarurt hoti hy.jb tk hum market ko smjh k experience hasil nai kr lety tb tk
                              hum kamyab nai ho skty.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Well mere khayal se forex main ziada matter krta hai apka interest agar apko interest hai to apke liyeh experience or luck dono koi problem create nahi krsakte kyun k experience to kam krne se hi ata hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X