Experience Vs Luck

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    there is no short cut of it. On the other hand trading with less or no knowledge means you are taking the maximum risk and ultimately you will end up losing your money. so, there is no place of over confidence, emotional trading in forex. To do well you have to gather deep knowledge before you trade.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: naveera1 پيغام ديکھيے
      haan g is mai app ko yeh dono he bht had tak help karty hain lekin experience app ko life tym tak help karta hai lekin yeh luck kabhi kabhi is liye hard work karo gay tou luck per epend bhi nahi karo gay
      Jee haan bilkul theek kaha ap ne experience hamara life time saath deta hai hume chayye ke hum forex ka ziyada se ziyada experience hasil karen luck ke chakker me hum nahi rehna chayye....
         
      • #798 Collapse

        aap jo exprience gain karty hain wo kabi zaya nahi jata life time tak apky sath raheyta hain jab k luck ek pay bharosa nah kar sakty q is cheez se bikul blind hoty hain kab kam karti hain kab nahi or ye humesha sth nahi rhyti jab k exprience se success hasil kar sakty hain.
         
        • #799 Collapse

          forex trading me luck par depend ni karna chahiay ic me experience hasil karna chahiay learning karni cahiay forex trading risky business hy ic me learning k begher luck par depend karna bewaqofi hy luck tab sath deti hy jab trading experience ho experience hoga tab luck sath dy ge or good luck hoge agar experience ni hoga to bad luck ho jay ge
          • #800 Collapse

            es kam mein dono ke he zaroart hay magar experience say luck ata hay aur jab ye dono cheezen sath mel jaen to profits and good earnings hasel hoteen hein .
            • #801 Collapse

              ye tu baat sahi ha k forex main kamyaabi k lia expericne bhat zaroori chez ha aur experince say hi aap chay trader bantay hain lakain mainay dekha ha k luck bhi kabhi kbahi bari achi hoti ha kuch logo ki uski waja say bhi unko kamyaabi mil jjati ha
              • #802 Collapse

                bhai g mere khayal main luck se ziada experience behtar hai q k ap luck se aik bar ya do bar profit earn kar lo gay lekin ap ic k zariye bar bar profit earn nahi kar sako gay balky ap ko loss ho ga or agar ap experience k zariye trade lagao gay to har bar profit k chance ziada hon gay.
                • #803 Collapse

                  Bilkul luck aur experince dono he bohat important hai magar experince ap ka life time kay leye hota hai l aur luck aik specific time kay leye is leye hamesha hardwork karay aur luck par depend na karay
                  • #804 Collapse

                    hi main yahan par naya hoo aur mere khyaal se luck air chance ke thor par ata hain aur hume test karta hain ke hum us e le sakte hain ya nahi tho hume wo siruf aik cheez se le sakte hain aur wo siruf aur siruf hemat aur hard working hain baqi sb hume museebat main pohancha sakta hain bs umeed nahi harna mere bayon
                    • #805 Collapse

                      experience is more important then luck because if you are going to join any business u need experience more then luck and luck is not with you every where so experience is more important than luck .
                      • #806 Collapse

                        ap ki baat sy agree karta ho k luck sy ziada important hai experience.kiun k meri nazar ma forex tradingorexa ak best online businuss ha jis me ap ko lucky me hona chahye lekan experience ziada matter krta ha forex market me ap k lie ye bohat
                        • #807 Collapse

                          yes sirr we should have both luck and experience both because if we have experience then we can open a good trade and if we have luck then can get profit from it;;;;;;;;;;;;;
                          • #808 Collapse

                            Ya luck ko hamerha second priority deni chiye apki first priority hard working aur apka experiance hona chiye is liye apko luck per itna depand nahi karna chiye aur hardworking ko ziyada important deni chiye
                             
                            • #809 Collapse

                              Dkhay meray bhai apka jitna experince hoga witnay ap k chances zaida hongay trading me sucess honay k... par luck to ap ki ALLAH TAALA nay lkhi hoti hai.. is liay ap k afaraz hai bax ap mahnat karay baqi ALLAH par chor day
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                jee haan yar hum luck say zeyada der or zeyada profit hasal nei kr sktay hain kyun k ager luck say humari trad theeq be ho tuo be hum os say zeyada profit hasal nei kry ga lekin ager aap k pass trading experince hai tuo per aap bohat zeyada behter kaam kro gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X