Experience Vs Luck

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    dear some time experience safe us n some time our luck safe us because forex is a risky business then we should have to be ready always with our strategy
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Habib Ahmed پيغام ديکھيے
      In my opinion in forex trading experience has more importance than luck.if we have a strong experience we can make more and more profit but also for experience we need to do more and more hard working and struggle.luck should be given second priority.
      yes my dear forex trading men hm apne experience se hi acha profit earn kr sakte hen agr hamara experience acha ho ga to ham achi trades kren gen or achi trades se hi hm acha profit earn kr sakte hen forex trading men koi trader b apni luck ki base pe trading men earning nahi kr sakta ye aik risky business he
       
      • #33 Collapse

        forex amn ahmen kam akrnay k liay buhat zyada experience ki zarorat hoti ah kion k forex ma kabi b luck kam ni akrta ha is waja sa muja b is ma luck ko use akrna a6a ni algat ha kion k ye buhat hi zyada riski kam ha
        • #34 Collapse

          g mery bahi jaan luck be insan ka sath deta hai lekan agr hum sara kam luck par he chohr dein to lazmi bat hai k hum kamyab nae ho sakty kamyabi sirf kam karny sy melti ha or jetna kam karein gy utna he experiance hasil ho ga
          • #35 Collapse

            forex me experience aur knowledge kamyab hone k liye must hen .trader apne luck par inhisar nahi kar sakta kyun k luck har bar profit nahi de sakta lekin experience humen hameesha kaam aata hai
            • #36 Collapse

              begeir experience se ap kabhi kamyabi hasil ni kr sakte ap Forex pr work krte rahen waqt k sath ap ko acha experience hasil ho jaey ga ap best trader bn jao gae tu luck bhi ap k sath ho gi.
              • #37 Collapse

                yes Experince is 80 % but i think even u need luck also in forex the rest is 20 % luck but both go side by side and so if u have both the things may be can turn u into millioner
                • #38 Collapse

                  bhai iss business me agar aap ko experience ho jata hai to aap iss me bohat kama sakty hain or aap iss business me jab kamany lag jayen ge to lucky insaan hon ge aap kiun ke yeh business insaan ko bohat faida de sakta hai..........
                  • #39 Collapse

                    Forex par hamen experiance oar luck dono ke zrorat hoti ha oar ies k zareye ham asani say kam kar sakty han lihaza hamen forex par experiance oar luck dono ke zrorat hoti ha
                    • #40 Collapse

                      Trader kabi b luck or experience ko nahi compare kar sakty because successful trader yeh bat bhout achi tarha janty hain k Forex mai luck ki importance nahi hai or jo log just luck ki base pay trade karty hain woh apna time,investment zaya kar rahy hoty hain.because acha trader humesha apny experience ki base pay earning karta hai or woh jab b trade open kary ga tu experience k point of view se sub achy points or dangerous point ko note kar k or un ka solution mind mai rahk k trade kary ga k jab trade minus mai b jaey tu woh apney decision or past experience ki madad se us ko solve kar sakay.
                      Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                      • #41 Collapse

                        is liye main kehta hun k ap ahamesha experience per believe kern kion k luck ka is business main ziada amal dakhal nain hai is mai ap ap ka experience ziada chaye ap apny experience base per ziada achi tarha gain ker sakty hain, is liy main ye smajta hun k experience is powerful then luck.
                        • #42 Collapse

                          Dear, forex mein apki skill bohat zaruri hoti hai, Agar apko forex key bare mein exprience nahi hai to phir ap trade nah karey kiun ke phir apko koi faida hi nahi hoga :( So don't be waste your time. Luck sirf kabhi kawar hi lagti hai har baar nahi :p
                          • #43 Collapse

                            meray khayal se luck zaida important ha as compare to experince kyun k experinced person ko be loss ho jata ha likan lucky jo sirf luck ke bal botay pa chal raha ho usy kabi be koi loss ni ho sakta kyun k vo sirf aur sirf luck pa jo depend karta ha aur experinced but mery khayal se best thing ha...
                            • #44 Collapse

                              bro luck ka matlab hai k librated under correct knowledge aur knowledge k liya experience ki zaroorat hoti so insan tab lucky banta hai jab us k saath achi experience hoo kiyun k ziyada experience k wajah se insan ghalat faislay nahi kartha aur tab woh lucky khelata hai....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                bai g yeh mera luck hai k main forex main kaam kr raha hon or is k baad forex main jo chez kaam ati hai wo hai experience yeh bhe lazim hai g

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X