Dear mera ap sab doston sa ya sawal hai ka kya forex ak bahtreen business hai kya ham forex sa bahut sara profit kama sakta han kya ham forex pai kam kr ka apni life ko acha kr sakta han mera khyal main tu forex such main ak great business hai us sa ham bahut kuch earn kr sakta han agr ham us ko acha sa seekh ka krta han kiun ka jab ham seekh ka kran ga tu he ham us sa fiada utha sakta han
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим