Hum trade Lagan Mein darte kyu hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Hum trade Lagan Mein darte kyu hai

    Ji haan sir aapne bilkul right kaha hai gram Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur delete Karne Se darte hain tu hamesha bilkul bhi nahin karna chahiye Hamen Jab Bhi Apna trade open karna chahiye to Bina train mein Apna trade open kar dena chahi is Hamein bahut accha property sale ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Hum trade Lagan Mein darte kyu hai

      Dear Forex trading co director kar nahi karna chahiye Agar Hum Dar Dar kar trade open Karenge to loss hi hoga dance Rakh Kar Hi trade open Karni chahiye Agar aapke paas knowledge kaam bhi hai to tab bhi confidence rakhkar trade open ki jai confidence rate open karanja to acchi trade Laga Sakenge......
      • #18 Collapse

        Re: Hum trade Lagan Mein darte kyu hai

        Dar k trading karne ki asal waja hamara us trade par confidance nai hota, or hum bus wo trade open kar rahay hotay hain, aisi trades hamain zyada tar nuqsan deti hain, hamain sari research kar k trade open karni chahye, is say hamain confidance b ho ga or trades b achi lagain gi.
        • #19 Collapse

          Re: Hum trade Lagan Mein darte kyu hai

          hum trade lagne main is waja se darte hein kew hamre paas knowledge nai hota ha forex trading market ka trade lagne se hume pta hona chaiye is main hume sarif profit hoga os ko experince bolte hein trading ka forex main bilkal risk la lein
          • #20 Collapse

            Re: Hum trade Lagan Mein darte kyu hai

            DEAR ham serf as main ham kabi bi ham dare na q k agar ham as main dare gee tu ham as main kabi bi kamyab nahi ho sake gee as liy ham ko chahiy hai kee ham as main trade laghane main ham kabi bi na dare q k agar dare ge tu ham ko as main ziada loss ho gaa as main
            • #21 Collapse

              Re: Hum trade Lagan Mein darte kyu hai

              wahi trader Darta Hai Jiske Paas experience nahi hota Yahan Par usko Apne Upar confidence nahi hota trading karte waqt Darna Nahin chahiye Hamein chahi ke hum Jab trade karen to acchi Tarah analysis karke hi trade Kiya Karen Jab trade open karne to apna stop loss aur take profit lagakar market ko chor dena chahi darna nahi chahiye derty hai k khain loss na ho jay lakin daily techa3 anlyses hun sports and resistance pivot point ho aur pher demarkes k sath trade planinho aise trade loss nahi deti agar loss ho raha hai to wapas aa jay ga aik baat hai jab trade ka moqa hota hai trade nahi lety lskin wohi trade market aur nechay jati hai tov hum pher trade lay letay hai
              • #22 Collapse

                Re: Hum trade Lagan Mein darte kyu hai

                assalamu alaikum bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai agar Ham trading kar rahe hain To Hamen bilkul Bhi Nahin Darna chahie Kyunki Ham Jab Dar se trading lagaenge To Ham use Mein loss hone ke chances Honge isiliye Hamen kabhi bhi darte kar nahin Karni chahie
                • #23 Collapse

                  Re: Hum trade Lagan Mein darte kyu hai

                  Assalam o alaikum g jysa kay aap nay kaha hy kay hmyn trade lagaty huay darna nahin chahiay q kay hum sub iss cheez sy waqif hyn kay agar hum apnay far ko shikast day dyn to kamayaab hona mushkil nahi ho ga iay tarah forex trading mayn bhi agr hum trafe lagaty huay daryn gy nahi or bykhoof or jazbaat sy balatat ho kar trade lagayn gy to kamyaabi hum sy zyada door nahi ho ge.
                  • #24 Collapse

                    Re: Hum trade Lagan Mein darte kyu hai

                    dear member Pakistan Forex trading karte hue vah member darte Hain Jinke pass knowledge or experience se bahut hi kam hota hai aur unhen apne college experience per bilkul bhi Bharosa Nahin Hota Hai Jiski vajah Se vah Jyada Se Jyada loss karte hain aur ek Kamyab trader kabhi bhi nahin ban paate
                    • #25 Collapse

                      Re: Hum trade Lagan Mein darte kyu hai

                      hmain trade lgaty wqt sb sy bra drr yhi hta h k kahin hmari trade loss min na chli jay or hmara sara balance wash na ho jay agr ap baghair dur k mind ko set kr k trade lgain gy yo ap kabhi bhi loss ki trf ni ja skty
                      • #26 Collapse

                        Re: Hum trade Lagan Mein darte kyu hai

                        trade lgany k bad darna aik new trader aur forex main ziada expereince na hony ki nishani hoti hai darta wohi hai jis k pas confidence nahi hai jiss k pas acha experince ha usko pata hota hai k main meri trade rules k mutabik agi hai ager loss bhi ho jay ga tu mujhy koi bhi fark nahin pary ga iss lea usko forex main dar k kam nahi karna chaheay phr he wo success ho sakta hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Hum trade Lagan Mein darte kyu hai

                          Assalam walekum Pyare Sathi aapka bahut hi Achcha Sawal Hai aapane bilkul sahi kaha hai per main to new member hun abhi Maine join kiya hai to main senior se aur purane memberon ko yah Kahana chahta hun ke vah is kam mein bilkul Bhi Na Karen Kyunki Jo Dar Gaya vah Mar Gaya Use chahie ki vah mehnat Se Dil lagakar kam Karen Inshallah ko Kabhi Bhi Na Kam Nahin Honge Dar Ko Apne Dil Se khatm Karke market Ko Dekhkar upgrade lagaen Inshallah ab accha munafa Kama sakte hain Shukriya

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X