First strategy ko set karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    First strategy ko set karen
    Trading me sab se pehly strategy ko set karni chaye es se traders key ley trading me asaniya peda ho sakty hey, strategy agar traders banaye gey to un ko trading ki planing karna be easy ho sakta hay aur market ki analyzing be bahot achi kar saken gey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: First strategy ko set karen

    dear bro ap ki bat thk hy ap jub bh koi strategy bnaty hn to subh se pehly us strategy ko demo account per use kren aur test kren phir ager wo strategy kamyab ho to us ko apny real account per set kren aur trading kren koi bh strategy direct real account per test mut kren keon ke new strategy fail bh ho sakty hy
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Re: First strategy ko set karen

      G Han bilkul bohat he ache baat ki Hai ap ne aisa he Hai forex men kamyabi Humen strong strategy bna kr he mil sakti Hai is k ilawa jab strategy strong ho ge to hum koi na koi proper planning kr saken ge aur proper planning k according ki gai trading hmesha kamyabi ki traf he jati Hai is liye Agar kamyab trader bnna chahty hain to pehle markeet ko analyze kr k koi strategy bnaen phir usi k according koi planning kr k trading kren.
      • #4 Collapse

        Re: First strategy ko set karen

        hamri sab member ki firsit stratedy demo account honi chaiye jab hum market main phaly dafa ate hein tu hume kisi cheez k bhre main pta nai hota ha is main lazmi eik strategy ko dekhna chaiye ur os k mutabiq kam krna hota ha
        • #5 Collapse

          Re: First strategy ko set karen

          Planning Kisi bhi kaam ko karne ki planning honi chahiye Jab Tak Hum achchi planning Nahin Karenge use Waqt Tak koi bhi kaam achha nahin kar Sakenge Forex trading main agar humne Kamyab hona hai tu hamesha sabse pahle koi acchi strategy Kariye karna Hogi aur FIR use strategy ko demo account mein practice karna hoga Agar wo strategy profitable Hai To Hum usko real account mein try Karenge Aur Hum acche strategy ki base par acchi earning kar Sakenge
          • #6 Collapse

            Re: First strategy ko set karen

            Dear aisaa hei khar member ko chiyre kyy strong stratgery banyy strong stratgeryy ho geii plaing bana karr kamyabb trad laga skyy gyyy first stratgery honi chiyee jo new trader hai ounhyy chiyee kyy kisei senior ko follow krenn our follow kar kar kyy phlyy demo account main apni stratgery banyy phrr real account ko use krenn...
            • #7 Collapse

              Re: First strategy ko set karen

              Hi ji Hame chahiye ke hum trading karne se pahle strategy ko set Karen aapki jo bhi strategy hai usko pahle Jahan Mein le phir usko set Karen FIR uske baad Hamein trading Karni chahiye yeh bahut hi Zaroori Hai Hamein hi kamaat Amli ke sath Chalna Hoga is business main tabhi Hum kamyabi Hasil kar Sakenge isliye Soch Samajh Ke kaam Karen
              • #8 Collapse

                Re: First strategy ko set karen

                forex mai hamy ache strategy bana kar isy use kar ky kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik real or international business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar saky gy forex mai hamy strategy ko kabe be ignore nahi karna chahey
                • #9 Collapse

                  Re: First strategy ko set karen

                  meray pyaray dost,Experience Lead to good trading. Agr apka experience good hai to ap good trader jaror bn sakty hian. Lekin Experience k Weak hony se apke lye forex business me successful hona boht mushkil ho sakta hai.Experience ye b hai k ap ko Loss ko control krna or usy km level tak rakhna b ata ho. Or ye k Apne emotions ko b control kr sake takey ap cool mind k sath trading kr saken.
                  • #10 Collapse

                    Re: First strategy ko set karen

                    Dear friends hum ko caheyh k hum sub say palay apni strategy karin demo per us k bad he hum real accout per us ko put karin ta k hum earning ho es k elava kabi be real per apni strategy ko put na karin es say nuqsan hota ha aur bada loss may chala jata ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: First strategy ko set karen

                      dear strategy ko leny k liy forex men hard work kerna hota hai jo ap k ly necessary part hai forex men kam kerna hai jis se forex men practice kerein gay tab ja ker apko forex men ye experience mily ga jis se ap kam ker skaty hein or apny liy forex men earning mil sakty hein,jab hamein ye pata lag jay k kam kaise karna hai tu phr ham behter way main kam karna start kar daitay hain es field main,shukriaa
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: First strategy ko set karen

                        Forex trading Mein Hamein strategy Banani chahi Hamare Paas agar koi plan hoga to hum use plan per strategy bana sakte hain hamein chahiye ke hum Forex trading Mein acchi learning Karen Forex trading Mein acchi running karne ke bad accha kaam Karen aur profit Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: First strategy ko set karen

                          dear forex ke business me trader ko low lot size se he market me kam karna chahiye,esme trader jetna market me ache se samajhkar chalenga wo esme utna he acha kar sakenga,trader ko esme money management hamesha karna hoga.always behave sensibly.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            Re: First strategy ko set karen

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                            Trading me sab se pehly strategy ko set karni chaye es se traders key ley trading me asaniya peda ho sakty hey, strategy agar traders banaye gey to un ko trading ki planing karna be easy ho sakta hay aur market ki analyzing be bahot achi kar saken gey.
                            Traders ko chahiye keva achi trading karne ke liye sabse pahle apni trading ki strategy Banaye aur usme Apne profit card target bhi rakhen aur stop loss we use Karen Is Tarah trading Karke Hua successful Ho Sakenge
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: First strategy ko set karen

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                              Trading me sab se pehly strategy ko set karni chaye es se traders key ley trading me asaniya peda ho sakty hey, strategy agar traders banaye gey to un ko trading ki planing karna be easy ho sakta hay aur market ki analyzing be bahot achi kar saken gey.
                              Traders ko chahiye keva acche trading karne ke liye sabse pahle Apne trading ki strategy Banaye aur usme Apne profit card target bhi rakhen aur stop loss we use Karen Is Tarah trading Karke Hua successful Ho Sakenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X