Loss ki waja sy pareshan
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki waja sy pareshan
    Kya hua dosto loss ki wajah se pareshan ho gaye ho aisa bilkul nahin karna Jab aapko loss ho aapko chahi aap market ko fir se analysis Karen aur Jitna ho sake cool mind Ho Kar loss ko face karne ki koshish Karen agar aap mayus Ho Jayenge To kaam nahin kar Sakengey yeh b trading ka hissa hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki waja sy pareshan

    Yes loss ko humay cool mind hokar face karna chahiye har business mei he loss hota hay ye tou forex trading business hay big business of the world loss profit sab chalta hay so humay tension nahi leni chahiye balkay humay loss honay kay bad samjhna chahiye recovery ko aur mehnat sey he kaam karna chahiye.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki waja sy pareshan

      G han dear asa he ha humain cool mind ho kar apni trade karni chaiye humain pata hona chaiye k loss be business kah hisaa ha or humain yeh kabi be ho sagta ha humain chaiye k loss hona k soraat main kabi be confuse na ho humain iss main chaiye k apni mistakes sy sekaa thk hum next steps pr us sy pora pora fidaa hasil kar sakiyee humain kabi be trade karta waqat tension nahi lani chaiye
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki waja sy pareshan

        Yes los ki sorat m sabar rkhna chye ur demagh ko cool rkhna chye .market ka again Analysis krny ki zarurat ha .
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki waja sy pareshan

          Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ki agar Hame loss ho jata hai to Hame chahiye ki Hamesha Main Pareshan Na Ho Kyunki Agar Hame Profit bhi Hota Hai To Hum khush ho Jate Hain isliye hamein chahiye ki Hamesha Main Pareshan Na Ho loss or profit business ka hissa hai isliye Hame Pareshan Nahi Hona chahi
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki waja sy pareshan

            kabi b apko cheyae kae forex pr loss ki wja sae preshan na hon agr apko kabi loss ho jata ha tu apko cheyae kae ap mhtn kr kae kam kro or us loss ko recover kro or agr ap forex pr mhnt kr kae apnae loss ko sekh lty han or us glty ki wja nkal lty han tu ap asani sae kamayb hos kty han or profti ban skty han forex pr apko cheyae kae isis trah mhnt sae akm krn
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki waja sy pareshan

              G han forex main loss aur profit dono sath sath hoty hsin is liyay agar hmaien kbhi loss ho jata hai to hmaien us say paryshan ho kar bilkul bhi himmat nshi harni cahiyay kyun ky agar hm himmat har jaien gay to kuch hasil nahi ho ga is liyay himmat say kam lain aur loss hony par zyada paryshan nah houn
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki waja sy pareshan

                g dear loss or profit to trading ka hisa hy ...hm sirf ye soch kr ni trading kr skty k hr hal min profit he hoga loss b ho skta hy or acha khasa ho skta hy is lye lalach ni krna chahye small amount py trading krni chahye ta k loss or profit 2nu bear able hon
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki waja sy pareshan

                  Dear members forex aik world wide busuness ha or koi b business ho uss ma loss profit hota rahta ha agar apko forex ma loss howa ha to apko preshan na hona chae balky analyse jrna chae k apko loss q howa ha nxt time us galti ko door kia jae phr apko zror profit hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki waja sy pareshan

                    Hi jeevas member loss ki vajah se pareshan ho Jate Hain Agar Unhe nuksan Ho Jaaye To Kya Hua bahut Pareshan ho Jate Hain aur na Umeed se ho jati hai aisa nahi karna chahiye Hame na umeedi nahi karni chahiye Kyunki na umeedi Agar Hamare andar Hogi toh fir Hum aage nahi badh Sakenge hamein chahiye ke hum na umeedi se Apni Jaan Churan aur Himmat ke sath Apna Kaam Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki waja sy pareshan

                      Dear frinends hum ko caehyh k hum loss ke waja say parshan na ho bulkay wait karin ek accurate singal ka tub trade karin kau k ek best aur accrate signal k lryh zarori ha k hum market ks sath touch may karin aur huma ager achi trade karin gay to hum ko fida ho ga nahe to nahe ho ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki waja sy pareshan

                        forex trading main loss hona aik yakini amal hai es liye loss se pareshan nahi hona chahye q k jub ap loss se pareshan ho jaty hain tu apki trading skills buri trha se mutasor hoti hai es liye hmaisha loss k bad apni trading ko bahtr karny ki koshish karen or yahi ksish karen k ap os galti ko dobra na dohraen q k ap loss se he sikh skty hain trading
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki waja sy pareshan

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: frd36 پيغام ديکھيے
                          Kya hua dosto loss ki wajah se pareshan ho gaye ho aisa bilkul nahin karna Jab aapko loss ho aapko chahi aap market ko fir se analysis Karen aur Jitna ho sake cool mind Ho Kar loss ko face karne ki koshish Karen agar aap mayus Ho Jayenge To kaam nahin kar Sakengey yeh b trading ka hissa hy
                          Agar traders co trading karte hue loss Hoye to unko Tension nahi lene chahi loss Forex trading market ka ek important baat hai aur kisi ko bhi trading karte hue loss ho sakta hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X