Kya aap samajhtay hain kay indicators hi forex mein kamyabi ka zaryea hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kya aap samajhtay hain kay indicators hi forex mein kamyabi ka zaryea hain

    Ager hm wakt pa achy indicators mil jae to hmen is sa ache or behtren kamyabi mil sakti h laken is k lea hmen forex ko ache trasmjhna ho ga is sa he hmari bhtri or kamyabi hasil ho sakti h. Pakistan mn forex mn bht sa log kaam kerty hn Jo k forex trading mn bht expert bn chukay hn or in k pas achy indicators hn Jin sa hm ache trade possible bna sakty hn.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kya aap samajhtay hain kay indicators hi forex mein kamyabi ka zaryea hain

      Brother mery khayal main markete ko proper analyse kerny k liye just indicator hi best nahi hain markete ko her pehlo se dekhna hota hai is ka fundemental analyse kiya jay technical analyse kiya jay jo k news k bager mumkin nahi hai ye bat bhi theak hai k indicators markete ko achy samjhny main help kerty hain per just in ki base per hi markete ko na dekha jay
      • #18 Collapse

        Re: Kya aap samajhtay hain kay indicators hi forex mein kamyabi ka zaryea hain

        ji han dear Forex Ek Achcha business hai aur Hamen is per bahut jyada mehnat bahut jaruri hai lekin sirf indicated bhi Hamen fayda Nahin pahuncha sakte hain Hamen chahie ki Ham Khud bhi mehnat Karen Ham indicator se help Le sakte hain madad Le sakte hain lekin total kamyabi unke Upar depend nahin karti isiliye Hamen chahie ki Ham Khud ki mehnat Karenge ki jitni Main Khud Karke kamyabi Hasil kar sakte hain Forex Mein Koi Bhi Hamara Boss nahin hai koi bhi Hamara junior Nahin Hai matlab yah ki koi bhi Hamara Yahan per sikhane wala Nahin Hai Yahan per Ham Apne Boss Main Khud Ham Apne senior Pakoda Ham Apne junior Main khode Yahan per Ham office Bhi Hoga Yahan per Ham employee code employee code Hain Sab Kuchh Ham Yahan Hote Hain To Hamen chahie ke Khud mehnat Karke kamyabi Hasil kar len Forex forum Mein kamyabi ke liye Hamen mehnat bahut jyada karni padati hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Kya aap samajhtay hain kay indicators hi forex mein kamyabi ka zaryea hain

          G bilkul dear friend indicator just direction ki had tk hota h lekin zrori nhi k trade indicator k according chle. Trade ki movement kisi b wqt Chang ho skti h or indicator b change ho jata h. Mere khial main in bato pr yqeen rkhnay se behtr h k ap mehnat or experience krain or khud market KO judge kr k trade krain to wo ziada best h.

          اب آن لائن

          Working...
          X