Forex mein successful trader bhi hamesha learning kerta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein successful trader bhi hamesha learning kerta hai
    Forex aik aisa business hai jis mein learning ka process throughout jari rehta hai aur humain iss mein apni learning ko khatam nahin kerna chahyea kyun kay jo successful traders hain woh bhi forex ko poori zindagi seekhtay rehtay hain tou kahin aap nay learning chor tou nahin di kay bus jitna seekh lya wohi kafi hai tou aisa kabhi na kerain aur forex ko sath sath seekhtay bhi rahain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein successful trader bhi hamesha learning kerta hai

    G han dost forex main chay jitna b koe acha experience full treadr q na ho wo apny experience ko aur ziada encreaz karny k ly forex k bary main aur ziada learn karta hai aur hamy
     
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein successful trader bhi hamesha learning kerta hai

      G han dost forex main chay jitna b koe acha experience full treadr q na ho wo apny experience ko aur ziada encreaz karny k ly forex k bary main aur ziada learn karta hai aur hamy chaiy k ham b forex k bary learning karty rahen aur forex sy acha faida utah sakhty hain
       
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein successful trader bhi hamesha learning kerta hai

        Forex trading k liay dear brother forex fourm ek esa platform hay jis say joniour member ho ya senior member har ek ko daily basis par knowledge may izafa hotha hay our har members ke trading may nikaar aatha hay our ye saara cradet Pakistan forex forum Jo he jaatha hay.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein successful trader bhi hamesha learning kerta hai

          ap ne thek kha forex main jitna marsi senior trader jo os ko market main eran krne k liye lerning ki zahrorat hoti kew k market har roz daily new sehre se start hoti ha hume is main daily experince hasil krna hota ha demo account main be pratice krni chaiye
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein successful trader bhi hamesha learning kerta hai

            forex ke karobar mein kamyab trader humesha achi learning kerta he is mein human trading mein expert hony ke ley trading rull ko follow ker ke kam karna ho ga forex aik aam karobar ke nesbat acha karobar he jis mein hum apni soch ko b eh tren treky se istamal kar ke a acha or behtareen kam karna ho ga forex aik aam karobar ke nesbat acha karobar he
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein successful trader bhi hamesha learning kerta hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
              Forex aik aisa business hai jis mein learning ka process throughout jari rehta hai aur humain iss mein apni learning ko khatam nahin kerna chahyea kyun kay jo successful traders hain woh bhi forex ko poori zindagi seekhtay rehtay hain tou kahin aap nay learning chor tou nahin di kay bus jitna seekh lya wohi kafi hai tou aisa kabhi na kerain aur forex ko sath sath seekhtay bhi rahain
              Successful traders Hote he boy h****** Hamesha learning Karte Rehte Hain tabhi unko Forex trading Mein kaam karke success Milta hai agar hardworking karna Chod De Tu usko success se Hasil Nahin Hota
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein successful trader bhi hamesha learning kerta hai

                Dear friend aap ne bilkul theek kaha ke Forex Mein Ek successful trader abhi learning Karta Hai Kyunki kamyabi ke liye learning ki jarurat hoti hai toys isiliye hamein chahiye ke account par practice Karke learning get Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein successful trader bhi hamesha learning kerta hai

                  Yes sahi keh learning to sath sath chlti he rehti hai khtm nai hoti kbhi profit se to kbhi loss se B's agr learn kren ge to he seekhen ge agr iss baat PR dhyan nai den ge to nai seekhen ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein successful trader bhi hamesha learning kerta hai

                    hamy kamayabe hasial kar ky aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee busienss hain hamy is mai learning ko best bana kar kam karna ho ga pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik bohat bara busienss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein successful trader bhi hamesha learning kerta hai

                      g han apne theek kaha jitne bhi kamyab trader hain woh rozana ki base par learning karte hain our apne ap ko mazeed acha se acha trader baname ki koshish main lage rehte hain to is lye new traders ko bhi learning par zror tawajha deni chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein successful trader bhi hamesha learning kerta hai

                        Janab aap nay bilkul theek farmaya ha Kay forex trading may har waqat sekhnay Ka ammal jari rahta ha har Roz nahi technique aah Rahi ha iss leay gar kamyabi Kay pechay learning ka ammal hamesha jari rahta ha iss leay hum ko b chaey Kay sakhnay ka ammal har waqat jari rakhain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein successful trader bhi hamesha learning kerta hai

                          Gee han jo forex trading main kamyab ho jata hai phir wo learning karna nai chorta hamesha forex ki study karta rehta hai wo janta hai k market main fazool main chart price ko daikhte rehnay se kamyab profit na hona hai behtar hai seb order set kar k mazeed forex k baray main study kar le ya kuch new sikh le ya phir koi or kam kar le wo apna time ziya nai karte fazool main market ko sara din raat watch karte rehna se
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein successful trader bhi hamesha learning kerta hai

                            forex ka knowledge bohat zeyda ha jis ko thoray se time me hasil nehi kia ja sakta ha ap ko chahiey kay ap jub real me trading start kar dey tu ap sath me forex ki mazeed learning karna bhi sath me jari rakhainy or ap market ki sirf aik condition kay knowledge par istafada na karay balkay market ki har condition ka knowledge hasil karay chahey ap ko profit hi kyu na ho learnings kabhi bhi na choray
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein successful trader bhi hamesha learning kerta hai

                              G dear ap n thk kaha hy k forex p jo log kamyab hoty hy woh bhi learning krty rehty hy ku k learning insan ki kbhi bhi comolete nhn ho sakti aur insan hr waqt seekhny k amal se guzarta rehta hy to forex k bary m mukamul expert nhn bna ja sakta baljy yeh learning ka amal to hr waqt jari rehta hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X