Greed ko control karny ki koshish

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Greed ko control karny ki koshish

    G han sir ham as main greed pne soch se poch kar karte hain as liy hamen chahiy haikee ham as main ye soch leen kee hamen as main kabi bi greed nahi karna hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ha as main ache se kam kare aor hamen as main risk se bi bachne ki kushsh karna chahiy hai tu hi tu ham a smain greed par control kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Greed ko control karny ki koshish

      G bilkul humain loss k soraat main sabar sy kam lana chaiye agr hum iss main kamiyaabi chaitye hain toh humain iss main loss k suraat main sabar sy kam lana ho ga hum tab he kamiyaab hain iss main humain chiaye k hum iss main zada sy zada mehnaat karye thky humain iss main kamiyaabi mil sakiye humain iss main apna emotional ko control main rhkna ho ga
      • #18 Collapse

        Re: Greed ko control karny ki koshish

        forex markeet main greed aik aisa amal hay jo hamaray knowledge aur experience ko kaam nai krnay daita hay agar har jagha pay ham apnay knowledge say kaam krtay hain to ham trades ko win krtay jatay hain laikin jub jub hamaray andar greed enetr hota hay ham yeh chahtay hain k jo ham nay aik haftay main earn krna hay wo ham aik he din main krk free ho jayen laikin aisa hon sochna namumkin hay jis say hamko lose ho jata hay is liye is say avoid he iska solution hay.
        • #19 Collapse

          Re: Greed ko control karny ki koshish

          yes dear app ki bat tehk hai main bhi app ki bat say agree hun forex main jab bhi ham ziada greed main ajaty hain tab he ham ko forex market main loss ka samna karna parta hai iss leay iss say bachny k leay ap ko aik plan k sath kam ho ga aur uss plan main apna aik target set karain jiss k pora hony k bad ap again kabhi bhi bhi market main enter houn k tab he trade karny main app ko loss hota hai jab app apna target pora hony k bad market say avodi karain gay tab he ap ka profit save rehta hai iss leay ap ko bhi asa he karna ho ga.
          • #20 Collapse

            Re: Greed ko control karny ki koshish

            G dear ap ny thek kaha hy agr hmin forex py kamyab hona hy to hmin lalach ko controle kfna hoga or ye hmari pehli larai khud k sath hy agr hm is.min kamyab ho jaty hn to ohir hm kissu b forum py kamyab ho jaingy or thory profit py sbr krin gy
            • #21 Collapse

              Re: Greed ko control karny ki koshish

              Apki bat drust hai lalach ek natural chez hai jab b kabi market ki movement tez hoti hai to trader lalach men aa jatay hai jis ki waja se wo over trading kar letay aur result men loss karwa letay hain. Jo banda aesi situation men lalach ko control kar lay wo kabi b loss men nahin jata aur kamyab rehta hai.
              • #22 Collapse

                Re: Greed ko control karny ki koshish

                Assalamu Alaikum ji han bilkul Hamen chahie ki lalach se bacche kyon kala jo hai vah Hamesha Insan Ko Le duty hai lalach kam tomato Shaitan ka hota hai Hamen Shaitani kam Se Bachana chahie isliye main chahie Sabar se kam Karen Samrat casset post Karen Sabar Mein Hi Asmat Hai Sab ke sath Kam Karne Wala Insan Hamesha Kamyab Hota Hai
                • #23 Collapse

                  Re: Greed ko control karny ki koshish

                  G han " greed is curse ". Forex trading aik aisi filed ha jo logical ha aur mind consuming b. Ye aik game nhi ha. Forex main kbi b blind trading na krain. Greedy na hn. Greedy ho k hmesha nuksan or loss ho ga. Trading main hmesha apini learning, knowledge, skills aur experience ka use krain. Jitna acha experience ho ga utni achi trading ho g. Jhan ap ko apny experience ki base p lgy k agy nhi jana chaiye whan stop kr dain. Thory profit p b iktifa krain. Loss sy bachain. Next trade ma better profit b ho skta ha
                  • #24 Collapse

                    Re: Greed ko control karny ki koshish

                    hamy lalach ko katem karna chae hamy learning gain kar ky aik time tbale bana kar kam karmna ho ga pher he hum pasai kama saky by hum is mai part timek be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to harma loss hain hum is mai aagr lalachi ban ky kam karty hain to harm he loss hain hum gar baty baty is mai kam kar sakty hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Greed ko control karny ki koshish

                      pahli baat to yah hai ki hamare Kisi bhi kam mein greed Nahin honi chahie matlab Kisi bhi kam mein lalach Nahin honi chahie agar ham Kisi kam mein lalach se kam lenge to usmein hamen fayda se nahin Hoga bal ke usmein hamara nuksan hoga to isliye hamen Kaha jata hai ki hamesha greed se avoid Karen aur acche tarike ke sath mehnat ke sath kam Karen taki aapko kamyabi ho sake to isiliye hamen bhi chahie ki lalach se bacchan aur acchi kamyabi hasil karne ke liye mehnat ke sath kam Karke acchi kamyabi hasil Karen
                      • #26 Collapse

                        Re: Greed ko control karny ki koshish

                        Salaam. Umeedhe sab kheriyat se hunge. G bohat acha mozu uthaya apne.hamen forex trading me lalach pe control krne chahye tab hi ham forex me kamyaab ho saktey hn. Lalach krne waley traders hamesha forex me loss krtey hn. So forex tradinf krte waqat hamesha money management mad e nazar rakhna chahye. Kbi b apne account volum se zyada lot size apply na karen.
                        • #27 Collapse

                          Re: Greed ko control karny ki koshish

                          Agar aap Raksha ke andar Lala ko control karte ho aur lalach Nahin Karte to aap Jarur kamyabi are Sarkar sakte ho Kyonki Forex Ek Aisa business hai uske andar aapko Sabar ke sath kam karna hota hai aur mehnat Karni Hogi aur Soch Samajh Kar kam karna hota hai kya Ramlal karte hain jaldi Baje karte hain to Forex ke andar aap ko kabhi bhi Faisal Nahin ho sakta aapko Hamesha nuksan Hota Hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Greed ko control karny ki koshish

                            Salam dear member aapane bilkul theek kaha hai ki Hamen Apne gusse Ko control Mein Rakhna chahie Kyunki Agar Ham Apne gusse Ko control Nahin Rakhenge To Aise ham log San bhi Utha sakte hain Kyunki vah Sar haram Hai vah se Hamesha nuksan hi hota hai isliye Hamen Apna Kam gusse Nahin balke fresh mind ke sath karna chahie freshman ke sath Ham Apne Karm ki quality ko best Banakar achha profit Kama sakte hain
                            • #29 Collapse

                              Re: Greed ko control karny ki koshish

                              Assalam O Alaikum Dear Forex member bahut achi post share ki hy jisse hum mushkil kaam bhi asani se kr skty hn aur kamyabi hasil kr skty hn bs hme lalich se bchna chahiyen taa k acha bonus hasil kr sken aur achi earning hasil kr sken
                              Tab hme achi quality ka kaam krna hoga itna hi acche earning hasil kr sken gy Pakistan forex forum bahut accha business Hy jitna ziada mehnat se kaam kren gy utna Hi hmara faida hoga itna hi acche earning hasil kr sken gy dosto duniya mein Koi bhi kam karte hain usk liye hme chahiye mehnat kren learning hasil kren knowledge hasil kren aur daily basis p kaam krty rhen ta k accha bonus hasil kr sken tab hi hum kamyab trader bn skty hn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Greed ko control karny ki koshish

                                Assalamu alaikum dear Forex members umeed karta hun aap sabhi log kahate se honge ji aapane bilkul theek ka agreed ko control karne ki koshish karen agar aap lalaj karenge to aap kabhi bhi success nahin kar sakte aapane Apne lalach par kabu rakhna hai aapane lalach Nahin Karni Apne sabar se kam lena hai jitna profit aapko hota hai aapane set karna hai na kya aapane lal Karke overtrading karni hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X