forex market main small lots size ka kiya faida hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex market main small lots size ka kiya faida hai ?
    asslam o alikam dear market main bohat se trader big lots size ka istamal zada krte hein agr hum is main small lots size ka use krein tu is tra hamri earnings be hoti rhy gey hume lose ka dar be nai hoga hamra bonas safr rhe ga jab koi acha knowledge ho information ho tu big lots size ka use kr lein lekin jab tak market hamri samj main nai aa jati ha tu big lots size nai laga ney chaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex market main small lots size ka kiya faida hai ?

    Forex trading business mein agr hum business big lot size use kar k trading kartay han tu is se agr loss hota hy tu is se account hi wash ho jata hy hum agr kam lot size use kar k long term trading karain tu is se bhi acha profit earn kar saktay han
    • #3 Collapse

      Re: forex market main small lots size ka kiya faida hai ?

      walikam salam bro is main agr hum small lot size use krein tu hume lose ka dar nai hota mana k hume profit kam hota lekin wohi esa trader ha jo apne bonas ko save kr sakta ha is main bhair lalach se kam krta ha
      • #4 Collapse

        Re: forex market main small lots size ka kiya faida hai ?

        der merket main small lot ka humhain he fiyda hain qk small lot say small profit hota hain tu small lot say small loss b hota hain aga big big lot use karte hain tu pher stop loss hit ho jy tu loss b kafi ho skta hain is liye sab ko chahiye k kaam say kaam lot use kare vo new trader hoo ya pher small trader ho sab ko lot size kam say kaam use karni chahaiye account hamehsa safe rahy ga
        • #5 Collapse

          Re: forex market main small lots size ka kiya faida hai ?

          dear brother agr ap apna account ballance safe rakhna chahtay hn to small lot k sath trade zroori hoti ha is trh apko big loss k sath account wash honay ka dr bhi naen hota aur agr ap ziada profit k chakr mn big lot use kren gay to jb apki trade loss mn jay gi to bahot jald account wash ho jay ga
          • #6 Collapse

            Re: forex market main small lots size ka kiya faida hai ?

            g bhai sahi kaha aap ny jab tak aap bilkul sure nahi hoty k is trade par profit hoga us wakt tak bog lot siize nahi rakhna chye small lot size sy apko trade close krna bhi asaan hota kyun k apko loss bhi kam hota hy aur ap trade close kar skty hen bil lot size sy agart aap ki trade ghlt lag jaati hy to apko loss zaada hota hy aur apka account bhi wash ho skta hy is leay small lot size sy aap aik sy zaada trades bhi open kar skty hen is leay small lot size behtr rehta hy
            There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
            • #7 Collapse

              Re: forex market main small lots size ka kiya faida hai ?

              Lots size hamesha apnai capital ko daik Kar lagana chaye jitna bara lots size hoga utna he zyada app profit ya loss karaingay amoman new trader ko market ke it I samaj nahe hote to unko chaye ke small lots size he laga Kar trade keya karai iss tarah unka bonus be bacha rahaiga aur ho sakta hai ke profit be karlai.
              • #8 Collapse

                Re: forex market main small lots size ka kiya faida hai ?

                Dear forex me small lot size trade lagny ka ya faida hota hai ka agr hum ko is trade me loss hota hai to hamera account wash ni hota agr hum big lot size ki trading krty hai or hum ko is me loss ho jata hai to hamera account wash ho skta hai is liy hum ko km lot size ki trade lagani chahiy
                • #9 Collapse

                  Re: forex market main small lots size ka kiya faida hai ?

                  Dear friend forex market main hamy jo sub sy bara faida hota hai small loat lagany ka k agar market hamary mukalif chali jati hai to hamy eska ye faida hota hai k small loat sy hamy bara loss nahi hota hai aur ham apna loss asani k sath recover kar sakhty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex market main small lots size ka kiya faida hai ?

                    Sir forex main humain market main small lot kah yeh fidaa hota ha k hum small lot use karna sy apna account k loss pr control rak sagtye hain hum jab iss main apna kam karta hain tab humain iss sy bara fidaa milta ha hum jab iss main work karta hain toh small lot kah use karna sy humain nuqsaan itna nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: forex market main small lots size ka kiya faida hai ?

                      Ji haan sir aapne bilkul right kaha hai agar Hum trading karte hue kam se kam lot size questmall Karenge to say I'm a profit or loss Don Hi Kam Honge lekin Hum trading karte rahenge aur Hamein Achcha profit Milta rahega isliye Jab Bhi trade Lage Hamesha small mind ke sath redkar Karen tabhi aap isme achha trading kar sakte ho
                      • #12 Collapse

                        Re: forex market main small lots size ka kiya faida hai ?

                        G Han dear ap ne bilkul theek kaha Hai a Isa he Hai forex men Agar hum lot size small istemal kren ge to hum loss se bi bche rahen ge aur profit bi hasil krty rahen ge aur Agar loss ho GA bi to itna k jisy hum asaani se recover kr saken ge aur is k ilawa hum apny account ko safe rakh kr market men in touch reh kr market ki movement ko analyze kr k strong strategy bna saken ge.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: forex market main small lots size ka kiya faida hai ?

                          Forex trading business main ap ko chahiye kay jub bhi trade open Karyn to apna lot size ko kum say kum rakhyn kun kay is say ap ko loss bhi kum he hoga or ap ka account bhi wash honay say bach jata hy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X