Stop loss ka importance?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    maine buhot sary trader aisy dekty hai jo trade start karny k bad stop loss istemal nahi karty Q k unhe stop loss k bary mai pta nahi hota lekin main aap ko btao k stop loss asal main humari account ka muhafiz hota hai jo humary account ko wash hony sy bachata hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      We are use the stop losses in the Forex market. Market is oppostive and market is scalp then we are safe the whole losses. Market reached the point if the stop losses then we are out the market or close the market. Our money is safe the bog losses.
      • #168 Collapse

        stop lost lazmi lgna chahy as account wish hony sy bech jata hymain ny apny 2 account wish kia hain asy he spot lost laga ho to as khas qam ki loss hota hy aur t0p be lagni chahy
        • #169 Collapse

          asalam oa likum jihan forex tradin min stop loss ki bhuhat hi zarori hein is ke bager ham e is main zyada nuksan ka bhi kafi khatra rahga aur ho sakta hein ke hamri sari invest bhi khatam hojaie
          • #170 Collapse

            gee friends mere kheyal se to stop loss ka use hamare liye bohat important hai .. q k es ko use krne se ham zeyada loss hone se bach jaty hn or hum zeyada se zeyada profit hasil kr lety hn ... to mere kheyal se hamen stop loss ko apni har trading me use krna chahiye .....
            • #171 Collapse

              stop lose aik asa option hy jis ki madat sa hum bhot zayada nuksan sa bach saktahan stop lose ka aur bhi bhot sa faida han jasa ka ap ki trade ka ko zayada nuksan nahi hota
              • #172 Collapse

                mere khayal se stop loss ka kafi importance hey jub ek traderfce kar jata hey loss tou wo us k bad ziada experience hojata hey or pir wo kafi profit ka sochta hey . Tou lose bhi ek trader ko bohat sari cheezen sikha deta hey . Or usey apne hi business me mazbuut bna deta hey . And this is good.
                • #173 Collapse

                  Stop loss trading main hmen huge loss se bachaata hy forex trading main stop loss ka boht faida hota hy is main jab ap trading krty hn to is main stop loss laga deny sy ap big loss se bach sakty hn aur possible profit earn kr sakty hn forex boht acha online business hy,,,,,,,,
                  • #174 Collapse

                    G han yeh bhi fear aksar new traders ko hota hai keh stop loss use kia to stop loss point pehlay hit ho jaey ga aur wo stop loss ka use hi nahi kertay hain. Lekin iss tarha se wo big loss ker letay hain. Stop loss to account ki safety ke liay use kertay hain.
                    • #175 Collapse

                      Jaisy k ap sb log jantay hain k forex bht hi ziada risky hai toa is k pas kuch tools aesay hain jis say apka risk factor kafi haddtak km kea ja sakta hai is main SB say important stop loss hai
                      • #176 Collapse

                        is forex forum main agr hum stop loss laga kar ka karty hay to humain is forex forum main loss k chances kam hoty hay aur humain is forex forum main say acha earn kar sakty hay yeh forum online forum hay aur boht achi forum hay is liay humain is forex forum main stop loss laga kar kam karn achiay.
                        • #177 Collapse

                          Stoploss itni hi important hay jitna important ap paisa kamana chahty ho , stoploss ap ka loss at a specific level close ho jata hy , agar ap stoploss use nahi krty to ap ko big loss hony ky chance zaiyda hain , so humaisha stoploss ko use krna seekhain.
                          • #178 Collapse

                            stop lose agar trader lga sakta ha to trader ko is ka use zaru r kerna chai bulkay maray khyal ma forex ko alert system ko mutarif qerwana chai is ka iss se hum boht kuch ker sakte hai or apne loss per b kabu ker sakte hai :)
                            • #179 Collapse

                              dear forex trading main stop loss ki kafi ahmiyat hay aap apny capital k mutabiq choti ya bari trade lagain aur phir us k mutabiq stop loss set krain stop loss agar hit ho b gaya to aap ko thora loss ho ga warna agar trade zeyda nechy chali gai to aap ka account b wash ho sakta hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                bohat say user stop loss ke option use nhe kertay jiske waja sa unko zaida loss uthana perta hay agar yee option uske kee jaye to unka loss kaffi had tak kum ho jayege.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X