Indicator for Beginner...
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    indicator for bigginers bohat hote hain lekin mere khial main indicators sare kharab hote hain koi bhi theek work nai karta ap khud strategy banayen aur khud hi is main work karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      moving averages like RSI and MACD are the suitable indicators to use to get aid by them.On the signals provided by these we may take our decisions.
      • #33 Collapse

        mein indicator use hi nhi krta and successful trader banny ky liye ap ko learning karni hogi aur ap ko market analysis krna hoga kyion kay ager ap forex ko nahi seekhy gyn tu ap ko loss ho sakta hay aur ap trading nahi kar pao gyn isi liye pehly ap demo trading must karay takay experience good ho ap kisi aur sy pcho.
        • #34 Collapse

          indicators tu sirf indicate krtye hai forex business trade biginner trader k lia tu acha hai k wo koe full version indicator use krien ta k ap ko market ko read krnay ma asani ho but ap learning krien jo k best cheez hai.
           
          • #35 Collapse

            ji han bhai apki bat bhi thk he trading me yan ksi bhi busnsiss me intr h0ote hen tu us me usko smjhna pehle kafi zroori he wrna hamen akfi lsos bhi ho skahta he trading me bhi kch esea hi he is me bhi hamen ager profit bhi hota he tu hamne kafi loss bhi hota he
            • #36 Collapse

              forex trading main indicator begginner k liye b boht faidy mand hoty hain or trader k liye b boht best hoty hain indicator hamain market ko samjny main madad dety hain ta k hum forex say achi earning kr sakain
              sh shah
              • #37 Collapse

                jee bhai mere mutabik toh newbies kay liye jo sub say best indicator hai woh macd hai kyun kay yeh indicator sub say best hai or wese bhi newbies kay liye theak hai agar woh achi start lena chahtay hain.
                • #38 Collapse

                  ap simple moving average par kaam karen yh apko market ka trend batate hen or iske sath ap use kar skate hen rsi ko jo apko market ka over buy or over sell hone ka bata rahe hote hen or ap inki madad se bhe tradig karen ge toh profit me trading kar skate hen is trah or bhe kafi tools hen
                  • #39 Collapse

                    apki bhai jaan theak hai per mai samtja hu new members ko is mai demo acount per trading karni chaiey kiu k ye best way hota hai humare liye
                    • #40 Collapse

                      is main kaam akrty howe apki help k liye indicators hoty hain apko chahye k ap is main kaam akrty howe indicators ki maadad say aaap is main trading karian tkky apko is main loss na ho or ap better trading kar sakeen is main
                      • #41 Collapse

                        forex trading aik aysa business hy jis men success hasil krny ky liy beginners ko indicators ka use krna boht zarroi hy indicators boht help krty hen trend ko dekhny men bagher indicators ky forex men trade kr ky profit earn nahi kia ja sakta
                        • #42 Collapse

                          my dear freinds main khud is main forex main new hon mujhe indicator ka bare main aubi kuch nahgi pata jase hi mujhe pata chala main zaroror post karon ga ager app ko pata chahle tu app bhi post kar dijye ga
                          • #43 Collapse

                            Assalam-O-Alaikum me to bhai jan ap ko yehi mashwra doon ga key ap moving average key sath MACD indicator ko ye use karo aur isi me practice karo aur ager aik bar ap ko is ki samjh aa gae to pher sari umer ap ko kisi aur indicator ki zrorat nahi parey ge aur ye hey be bohat asan.
                            • #44 Collapse

                              Assalam-O-Alaikum ager ap is forex trading kay business me new hen to ap kay liye moving average indicator sab say best hay aur ap bs is ko aik baar samjh len aur achi tarha learn kar len pher ap ko is say bohat achi earning milay ge.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dear forex per ap new member issi liye ap demo acount mai b indicators use kar sakte ha bhot say loag trading mai moving average b use karte ha and kuch loag rsi b use karte hai ye humay ache signals dete hai humari overall trading mai profit mumkin hota ha issi liye hum forex per indicators say b trading kar sakte hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X