kya aapko forex khud sikhna chaye ya kisi se iski madad lene chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    nahi aisa naq karian khud to ap ko sekhney main kae sal lag saktey hain k jab ap aisey tariqey sey kisi aur sey sekhain to behtar kam hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      hamein forex khud sekhna chahyie kuinki hum is kam k lia kisi pe dependent nhi reh sakte. ham ksi se thori guideline le sakte hain par..... zada kam hamei kuhd arna parta hai.....
      • #318 Collapse

        jnab insan chahy to khud b seekh sakta hy sab kuch but agar koi usay sikha dey to meray khyal me wo jald sab kuch seekh jaey ga basics waghera my dear frnd so isi liay dono best hen
        • #319 Collapse

          bhai forex trading hum demo account se b seekh skte han aur es forum pr bht se seniors juniors ki bht help krte han. islie ma ye smjhta hun k ye forum hmhen bht kuch forex trading seekhta skta ha
          • #320 Collapse

            mere kahayal se agar ap kisi se madd lenge to ap ke lie acha hoga qki jitni zyada knowledge hogi ap utna zyada earn krenge aur acha profit earn krenge to pehle is ke bare achi tarah learning hasil kr len
            • #321 Collapse

              Dear dunya ka koi kaam aysa nahi hay jiss may aik Teacher ki zarorat nahi hay iss liya aap ko chahiya kay aap iss kay liya achay teacher ko talash karo. or phir us say help lo.
              • #322 Collapse

                emotional control is very important because it concerns the decisions we make decisions and determine lots that will be used in trading, but it is also the emotion we can make our trading chaotic if we can not control our emotions, anger, emotion, revenge resentment, and fear will surely envelop the hearts of traders.
                • #323 Collapse

                  The Question which you asked is very essential for the users that are present here because it shows some information and in my point of view " To Learn Forex trading i must suggest that we have to learn it by self service and after that if we don't understand then we have to take the personal guide
                  • #324 Collapse

                    My Dear,jaha tak meri mane aap to aapko kisi ki help leni chahiye kyuki sirf aapke akele nahi sikh sakte hai par agar aap kisi expert ki help lete hai to aapko forex me sikhana aasan ban jata hai.
                     
                    • #325 Collapse

                      My Dear, forex ko jahan chay mazi ay seelh lna chaiy. laken is main practice khud kerni hoti .jatni zeada prectice ho gi us main utni kamyabi asani se ho sakti hai.
                       
                      • #326 Collapse

                        ager apko lagta hay kay ap kud is job ko sekh sakty hai.to sekh lain.or ager apko is commercialism ki samaj nahi aty hay.to ap is commerce ko sekhnay kay liya kisi ki assist lain.jo apko is activity kay baray main achi tarha say bata day...
                        • #327 Collapse

                          mere dear friend aapne aik bohat acha question kia hai maine tu forex apne aik doost se sikha hai aur abhi forex mai sirf comments kar raha ho aur demo account mai trading ki practice kar raha
                          • #328 Collapse

                            listen brother agar ap me forex ko learn karne ke ability he to khud learn kare aur demo account per zeyda se zeyda practice kare, agar ap ko forex ki koi samjh nahi he to zaroori he ke senior trader se ap forex ki training le.
                            • #329 Collapse

                              my dear mera khayal hai k hume khud se sikhna chahiye kiun k jab hum khud se koshish kar k sikhte hain tu hum her point per nazar rakhte hain aur her cheez ka hume waze tor per pata hota hai so mere tu ye hi khayal hai k hume forum ki help se knowledge leni chahiye aur demo per practice kar k khud se forex ko sikhna chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                dear mein tu yahi kaho ga k khud e sikhna chahiyeh tub e kamyab ho skty hain hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyabi mil
                                skti hai hmy bus mehnat krni perti sikh khud hum skty or madad ly b laini chahiyeh agar ap ko kuch ni smj a raha tu

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X