kya aapko forex khud sikhna chaye ya kisi se iski madad lene chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    Hamay Forex khud seekhna chaheay. keu k jo manually practice wo puri life kam ay gi. jb copy karay gay wo may b loose hu jay. lakinjo people expert ha un k tareeqay to samajhnay ki puri try karni chaheay ta k aik bhtr strategy bana sakain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      Humy trading khud apna mind se karni chahye aur jaha tak learning ki bat hai to humy leaning dosro se be karni chahye aur sodri wesbites se be karni chahye . Sub se best Pak Forex Forum hai jis me hum learning kar sakty hai trading ka bary me .
      • #213 Collapse

        Dear koi b aesa banda nahi hy jo forex khud seekha ho wo kisis na kisi ki madad leta hy and dear madad leni b chahye agr hum aik doosry ko masaly share nahi karengy to dear ho sakta ho k khuch chezen hen jo wo humen na i to dear han me ye kahu ga k help leni chahye.
        "The Best Way To Find Yourself Is To Lose Yourself In The Service Of Others"
        Buy/Sell Exchange $: +92-308-3035935

        Join us for Trading Signals & Analysis

        For Registration: Click Here
        Monthly Bonus Limit: 250$
        Per Post Bonus: 0.20$
        Note: Copy & Paste Not Allowed, if You do Copy Paste Then You Will Be Banned Shortly.
        • #214 Collapse

          yes forex me hum ku khud sikhna chahye aur ye esy bhi ha agr ap isy samjhein tu jab tak ap samjhenege nahe t practice kse krenge aur agr practice nahe krnge tu ap nahe sikh saktey
           
          • #215 Collapse

            i also agree with you because forex is full financial market you should have to take your decision very wisely otherwise you will loss your money in forex so one should have to be patience about forex.
            • #216 Collapse

              my dear brother mai tu abhi forex forum mai aik naya user ho aur forex filhal sirf posting hi kar raha ho aur trading abhi tak maine start nah ki hai balkeh learn kar raha ho aur maine forex k liye doost se madad bhi le hai aur khud bhi demo account mai es ko seekha hai.
               
              • #217 Collapse

                koi bi kam ho is me teacherr ka hona lazmi hia some kam hoity hia jis me teacher na bi ho kam
                chal sakta hia woh choty moty kam hoti hyain
                but yeh bht hi big buisnesss hai isme teacher lazmi hia.
                • #218 Collapse

                  Mere Dost Dunya ka koi bhi kaam aao kesi Ustaad k baghair nahi seekh sktay hai aur nah ker sktay hai,phr becharay forex business ko hee kyo aisaa samjha jata hai k yeh hum baghair kese expert/ustaad k baghair bhi ker sktay hai aur es mei kamyaab ho sktay hai.?es liye mere dost baghair kesi expert/ustaad k baghair forex tarding kerna andheray mei teer chalan hai lag gya tu lag gya nahi tu nuqsaan tu yaqeeni hai.
                  • #219 Collapse

                    good question but khud se to pehle apko kuch bhi nhi pta hota is liye apko pehle kisi se is kam ko seekhna chaheye or uske baad ap khud practice kren to phir ap perfect hjaoge.
                    • #220 Collapse

                      dosro sy madad laita zrori hta hy jb tk ap madad nai laity tb tk ap es may kam nai kr skty.yh risky karobar hy aor wo he success hasil kr skta hy jo proper knowledge rkhta hy.otherwise forex may loss jaldi ho jata hy
                      • #221 Collapse

                        dear forex seekhna bht zaruri hai agar ap seekhe baghair ye kam kare ge ap ko bht loss ho ga aur ap apne paise sare loss kar do ge islye pehle ap is business ko achi tarah seekh lo phr kam karna shuru karna
                        • #222 Collapse

                          i think knowledge jahan say bhi milay kerlainy chahye agar koi senior ya expert trader apko kch sekha rha hay ya aap kisy apnay say senior say sekh rhay hain tu wo trade may help hy karey gy uska koi nuksan nhi aur trading tu zahir hay kdh hy krni hoty hay tu aik say 2 ki raye ziada behtr hoty hay.
                          • #223 Collapse

                            aap agar kisi se sikhna chatay hain tu aap ko us ki mere khayal se money bhi deni par jaye gi es ka sab se acha tariqa ye ha k aap pehlay eek demo account bana kar us per 1 month tak trading karain aur markit ko achi tarah analysis karain aur aap ko differents site se aap ko markit ki news bhi mil jati hain.
                            • #224 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                              mainai bahut se newbie ko dekha hai ki naye-naye forum mai jake woh kuch sikhnai k liye dekte hai aur usi k hisab se trading karte hai....toh mera yeh kehna ki dusro ki sala se trading karnai chaye ya apne aap??
                              dosto ap forex ko karnay k liyae phly kisi expert person sy is kam ko skhyn phr khud is per parctice kryn....agr ap bagair kisiki madad liyae kam karyn gy to ap ko kam ki zara be samjh nah aye gi or ab achy trader nahi bn payn gy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                Mere khiyal se apko basic information apne senior se leni chaiey ,,,or pher khud forex per work ker k is se sekhna chaiey,,q k jo kam insan khud apny hath se kerta hai,,us ko zada sekhta hia

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X