Trading Experience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    asalam o alaikum dear friendz apki bat thek hai k zyada tar traders ko jo chez face kerni partu hai wo saber aur lalach jo waqt k sath he controlable hogi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      g ha bhai jan aap theek keh rahy hne men ap i bat sy agree krta hn forex trading business men success hasil krn yky liy patience ka hona boht zarori hy patience kamyabi ki key hy patience ky bagher success nahi milti is liy analysis kr k trade lagen ot sl or tp laga kr termnal off kr den or 1 din ky bad dekhen ap ko profit ho ga agr analysis theek hy to
      • #93 Collapse

        experince trading sy hai aur forex aik best business hai agar aap other business ko compare karey tu forex mera first aur last business reh jata hia is liye yehi humara future ho ga aur people is ki taraf a reh hon gy so forex aik legal business hia aur other business scam hian learning bohat important hai.
        • #94 Collapse

          g han apne bilkul sahi bat kahi hey aur mein apki bat se fully agree karta hun aur yeh masla every newbie ke sath hey aur is liye newbie is business mein always fail hi hotey hain.
          • #95 Collapse

            ap ki bat sahi hy k aksar new traders me patience ni hota hy thora sa loss ho jay to wo trading ko chor dety hain esa ni karna chahiay newbie traders ko sabar sy kam lena chahiay jab 1 bar loss ho jay to uc ko recover karny ki koshish karni chahiay or ya bat zehan me rakhen k trading business hy or business me loss bhe hota hy.
            • #96 Collapse

              ye jo aik baat hay na jnab,,,experinece jnab...ye aik bohat he kaam ki cheez hay jnab,,is main kaam kar k kafi acha lagta hay ager is main kaam atra hoo jnab
               
              • #97 Collapse

                right said newbies me yhi sab se bari waja he ke woh trade karte hen or chahte hen ke muje boht profit ho lakain agar woh market ko samajte hue kaam karen or proper money management ka use karte hen toh phr risk nahi rahe ga or woh earning be kar skate hen or jab trade laga di toh phr watch karne ki zrorat nahi
                • #98 Collapse

                  slam u alkim dear ji blkul forex me kamyab hone k lye hum sb ko bht ahtiat hona parta hxe aur steadily isy learn krna aprta he aur practice krty rehna
                  • #99 Collapse

                    trading experience hasil karay aur ap ko success honay key liye mehnat karni paray gi kio kay yeh aik risky business bhi hay is mein ap apna balance loss kar saktay hay ager ap loss say bachna chatay hay tu forex ko ziyada time day and learning mein time spend karay then ap shayad aik good trader ban jao gay aur achi earning kr lo gayn .
                    • #100 Collapse

                      humain is main experience say kam karna ho ga humain is main agr success hasil karni hay to humain hard work kar kay practice say ana ho ga humain demo ko use karna ho ga
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #101 Collapse

                        g bhai g bohat ache planing hai ap ke or aik bat ye hai k ye to ap ke trade par depend karta hai k apny target 2 days ka slect kia howa hai mean trade ko end karne ka phir to no tentaion agar ap just news time par he trade kar rahe hain then ap ko dekhna pare ge kun k time thora hota hai agar ap live beth kar dekhe ge to he acha hai ap ko skhne ko b mill jaye ga
                        • #102 Collapse

                          trader jitna bera time frame use keryn gyn un ku otna hi profit zyada milay ga oer loss ka chance otna hi decrease rehy ga ici liye tu hum forex join kerty han ta k hamain profit hu
                          • #103 Collapse

                            trading ka expernice hasil karna har trader ki learning or time spend karny par hi depend karta hay jo forex me zeyda time spend kar k practice kary ga wo jald kamyab b ho ga
                            • #104 Collapse

                              Starting mai he new person ko trading mai mushkil zroor hoti hai Q k wo 1 newbie hota hai or trading us k liye bilkul new hoti hai or agr compare kiya jaye stock or forex ka to stock market bohat choti hai forex k aagay Q k forex market mai honay wali daily ki transection 7 trillion hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                App nay friend boht he pairi baat ki hai k lot easi use kero k app ko loss ki tension na ho our pher us trade ko 1 ya do din na diekho pher he app main patients aey ge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X