Loss Se bachne Ke Liye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss Se bachne Ke Liye

    Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Agar Hame last Se Bachana Hai To Hame is main bahut jyada mehnat karna chahiye aur hamein chahiye ke Ham demo account par bahut jyada prastic Karen aur knowledge or experience Hasil Karen domain knowledge or experience hoga to ham as main Kabhi loss nahi khayenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss Se bachne Ke Liye

      Bhai jaan ap ny sahi kaha hai k jab is main hjm trade karty hain to humy is main loss ho jata hy aur is sy bachny k liye humy acha kaam karny k liye mehnat ki zaroirat hoti hy jab ap mehnat karain gy to apko is main acha kamany k liye buhat saary earn karny ko mily ga
      Click On Name And Visit My Journal
      Naseer953 Trading Journal
      • #18 Collapse

        Re: Loss Se bachne Ke Liye

        Ap ny sahe kaha hy agr kisi ko lg ra hy k ye trade jo m ly ri hu wo hamen loss dy gi to hamne chaheay k hm pehly usy demo m kryn agr wo loss nai dati r sahe chalti hy to hm pir usy real m lga skty hyn es tareqy sy b hm loss sy bach skty hyn. Thank You
        • #19 Collapse

          Re: Loss Se bachne Ke Liye

          dosto ,Forex main ap lossess avoid kur suktay hain agar ap koshsish aur patience kay sath trading kurain kyunkay forex main apko jalbazi say kabhi bhi profit hasil nahin ho sakta is liyay apko market kay trend ko samajh kur hi trading kurnay main faida hai.
          https://t.me/pump_upp
          • #20 Collapse

            Re: Loss Se bachne Ke Liye

            Bhai jan humko is mein oss se bachne k ye is mein ihtiy se kam karna chahye aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur humko is meinihtiyt se kam karna chahye loss se bachne k lye is mein ihiyt se kam karna chaye
            • #21 Collapse

              Re: Loss Se bachne Ke Liye

              loss se bachna he to hame planning k sath trading karni hogi or sub se pehle aap market ko analysis karenge k market kis trend per ja rahi he, International News ko bhi dekhna hoga, Bara Lot Size lagane se muhtat rehna hoga or apne seniors se contact ker k trade open ki jai to mere khayal me hum bare loss se bach sakte he bhai loss sy bachny k liye zaroori hai k aap apna kaam easy ho k karain koi specific time nikaal lain jis main aap kaam karain ku k agr aap kisi hustle bustle main kaam karain to trade main error ky chances zada hai jo apky loss ka bays ban sakty hain is ilawa agr aap inexperienced hain to aap demo account use kar lain taky apko kaam k bary main know how ho jaye aur aap loss sy bach sakain
              • #22 Collapse

                Re: Loss Se bachne Ke Liye

                Forex trading bahot zyada risky business hai jis main ham agar investment per trade kerty hain tou within minutes hamari bahot bari investment bhi zaya ho sakti hai lekin agar profit hasil hota rehy tou woh bhi short time main bahot acha profit ban sakta hai risky zarur hai forex trading lekin hamain earning ky liay koshish jari rakhni chahiay
                • #23 Collapse

                  Re: Loss Se bachne Ke Liye

                  ji han Sar agar aap loss Se Bachana Chahte Hain To aapko tried Lagane se pahle Apna market ko acchi Tarah se naraz ho kar dena chahie Jab aap To Apne market Koi Na kar lenge to aap market ke bare mein Achcha Jankari Hasil kar lenge FIR aap Achcha Laga Payenge aur se bhi baat jaenge
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss Se bachne Ke Liye

                    ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapke Baat Ko manta hun Agar Pakistan Forex Param Se Achcha Sa Sawal Karna Hai To Hamen loss kabhi bhi nahin Uthana Padega Agar Main Fir Bhi loss Ho Raha Hai To Hamen chahie ki Ham Apne Kadam ko dost ke sath Karen aur tabiyat Humko kabhi bhi loss Nahin Ho payega

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X