Mahnat sa profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mahnat sa profit
    Dear mera experience ka hisab sa jab tak ham kise bhe kam main mahnat nea krta han ham kamyab nea hota han ham ko kamyabi ka lya mahnat ke zrorat hoti hai us trah he forex main bhe agr ham bahut sara profit kamana chahata han ya ham ak expert trader bnna chahta han tu pher ham ko mahnat krna pra gi phala us ko learn krna main aur phr trading krna main
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mahnat sa profit

    اصل پيغام ارسال کردہ از: hamza007 پيغام ديکھيے
    Dear mera experience ka hisab sa jab tak ham kise bhe kam main mahnat nea krta han ham kamyab nea hota han ham ko kamyabi ka lya mahnat ke zrorat hoti hai us trah he forex main bhe agr ham bahut sara profit kamana chahata han ya ham ak expert trader bnna chahta han tu pher ham ko mahnat krna pra gi phala us ko learn krna main aur phr trading krna main
    Aapne bilkul theek Kaha Hai Hum without effort rocket banana Chahte Hain but Aisa Mumkin Nahin Hai agar aap rocket banana Chahte Hain To aapko extreme effort karne ki jarurat hai aapko Jyada Se Jyada hard work ki jarurat hai jitni Jyada Mahina tab Karenge utna hi jyada aapko profit Milega aur utna hi jyada aapko bonus milega
    • #3 Collapse

      Re: Mahnat sa profit

      Experience Hasil karna hai to Hame mehnat karna Hogi Forex trading Mein Hum jitni mehnat Karenge utna hi Hum experience Hasil kar Sakenge Forex trading Mein Jiske Paas accha knowledge aur accha experience hota hai vah kabhi bhi is business Mein Na Kam Nahin hota hua is business Mein Kamyab ho jata hai hamein chahiye kya Ham bhi Forex trading ka knowledge Hasil Karen aur experience Hasil Karen Jitna acha experience Hoga utna hi accha fayda Bhi Hoga
      • #4 Collapse

        Re: Mahnat sa profit

        G Han dear ap ne bilkul theek kaha Hai aisa he Hai forex ek bohat he acha business Hai jis men hum kamyabi hasil kr sakty Hain lekin us k liye humen apni learning aur practice ko ziada se ziada strong bnana ho GA aur mehnat krna ho ge kyun KY forex men kamyabi mehnat se he hasil ho sakti hai is k. Ilawa ap jo bi kaam kr Lyn mehnat k bgher kamyabi possible ni Hai forex men bi jitni ziada mehnat ho ge to utni he ziada kamyabi hasil ho ge is liye pehle mehnat phir kamyabi.
        • #5 Collapse

          Re: Mahnat sa profit

          Main ap ki baat say itafaq karta hoon mehnat ka phal metha hota hy or ap jitna zayada time forex trading business ko datay ho aista aista ap Kay knowledge or experience main izafa hota jata hy or is Kay sath ap acha profit earn kar sakty hyn
          • #6 Collapse

            Re: Mahnat sa profit

            Assalam u alaikum mere tamam dosto bilkul aap ne thek kaha hai k mehnat karne se aadmi k kaam me zayada profit hoti hai is lye aadmi Ko chahye ke wo jitni ho sake mehnat kre agar wo bhi profit hasal karnaa chahta hai tu
            • #7 Collapse

              Re: Mahnat sa profit

              g haan bhai jaan ham ko as main mihnat se hi profit milta hai likn ham agar as main mihnat nahi kare ge tu ham as main kabhi bhi as main se profit earn nahi kar sake gee as liy ham ko chjahiy hai kee ham as main se profit hasil karne kee liy mihnat kare tu ham as main kamyab hain
              • #8 Collapse

                Re: Mahnat sa profit

                Boss jab ham forex mien mehnat kerte hien tu ham as mien as qabil ho jate hien k ham kamaee ker sakte hien as lyee ham ko agar as mien kamaee kerna h aur agar ham ko as mien aik kamyab tajir ban na h tu ham ko as mien bhoot hi acha kaam kerna ho ga aur ham ko mehnat kerna ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Mahnat sa profit

                  Har kam main mahnat hsi koi bhi aisa kam nahi jhan mahnat k bagair kuch milay job main boss ki Compny main kam ker k usay profit jata hai jab k forex forum ap ko apna business perviod kerta hai jo khud mahnat ker k profit apnay pass aye ga esliya forum ko dill say join krain jo ap ko sooch say bhi ziyda profit day ga kyunk trading main bohat paisa hai jitna ap lay sakty hain lay lain lakin experience ki base per profit ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mahnat sa profit

                    G bilkul theek keha aap ne k jab tak hum mehnat or lagan se kaam nahi karenge to hum zindagi me kabhi bhi kamyab nahi ho sakte Her insan ki khawhish hoti he k us k pass dunia ki her cheez ho lekin agar wo mehnat na to usko her cheez nahi mil sakti. Kuch paane k liye zaroori hota he k aap kuch mehnat kar k us cheez ko haasil kare begair mehnat k kuch bhi nahi milta. Forex Trading me bhi wohi kamyab ho sakta he jo mehnat or lagan se kaam kerta rahe.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mahnat sa profit

                      Forex trading aisa busneiss hai is main mehnt krenn gyy to profit hasl kar skyy gyy forex trading main jis ky pass experience hasi wo kamyabb hai our experience hasl karty karty time to lag jata lykin bad main yahei expreince future bi set kar detaa kuvh pany kyy liyee kuvh khonaa partaa phly phlyy mehnt our timee denaa partaa zaida syy zaidaa...
                      • #12 Collapse

                        Re: Mahnat sa profit

                        G apny tk khaha ha ky is my hmary ps experience or knowledge kbi be km ni hona chahey or wo bt be tkha ky ager knowledge or experience hasil krny stat kr di to both he time lg jata ha to pher be hm achi trending ni kr paty koei Na koi galti hi he jati ha to is sy acha ha kybdaliy daliy hm ko practice knowledge experience or practice sb krty rahna chahey
                        • #13 Collapse

                          Re: Mahnat sa profit

                          Dosto dunya me aisa Koi b inSaan nai hai jo k mehnat k bghair expert bn gaya ho hr Koi mehnat se e expert bnta hai aap forex me jitni ziyada mehnat karein gy tou aap ko faida ho ga acha bonus aur profit mile ga aur aap trading expert bn sakty ho..
                          • #14 Collapse

                            Re: Mahnat sa profit

                            Hi ji Hame chahiye ke hum mehnat Karke profit Hasil Kare mehnat karke hi Ham profit Hasil kar sakte hain mehnat ke bagair kuch Hasil karna Bahut He Mushkil Hai hamein chahiye ke hum Jyada Se Jyada mehnat Kare aur profit Hasil Karen Kyon Ki mehnat Mein Azmat hai ya business thoda Mushkil Hai Ya mehnat mangta hai isme Hum mehnat Karke Kamyab ho sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mahnat sa profit

                              yes brother ap sahi keh rahy hai. forex main ham.tab tak.profit earn nahe.kar sakty jab tak ham is main mehnat nahe karty forex ek 0rofit deny wala business hai is main agar ham dil.lagaa kar learning karin to ham.is main kamiyaab ho sakty hain or acha profit kamaa sakty hain jis main is se ham ek achy trader bhi ban jain gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X